Loss kay baad Stress aur Pressure ka shikar na hon.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss kay baad Stress aur Pressure ka shikar na hon.
    Forex trading ka aik lazmi hisa loss b hai . kio b aisa trader nai ho ga chiaye woh experienced trader ho ya new jis ko loss na hoa ho. Experience traders ko pata hota hai ke loss trading ka lazmi hisa hai, iss liye loss ko handle kis trah say karna ha iss kay liye woh ready hoty hain.
    Lakin new traders loss kay baad stress aur pressure ka bohot zaida shikar ho jatay hain aur iss waja say mazed mistakes kar kay apna mazeed loss b kar liate hain. iss liye maire khayal say Loss kay baad Stress aur Pressure ka shikar na hona he best rahta hai. iss say traders ko kam iz kam mazeed loss tu nai hoga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss kay baad Stress aur Pressure ka shikar na hon.

    Brother ap na buhut achi bat samjayi ha loss and profit ka buhut gihra talluq ha jaha pa hum profit lety ha uder humain loss k leye bi mantally tayyar hona chaheye our agar loss k baad hum howsla haar jaye to per tora nahi bal k buhut mushkil ho jayega our stress ki kifiyat ban jayegi us stress ki soorat ma trading sa gurez karna chaheye kion us soorat ma humain loss zyada our profit kam hoga
    • #3 Collapse

      Re: Loss kay baad Stress aur Pressure ka shikar na hon.

      Dear loss hona aam si bat hay jab aek business start koya jata hay to us mein loss aor profit dono hota rehta hay jab loss ho to preshan nai hona chahiye bhalky aek new jazby sy trading karen tan k next time loss nai profit ho loss sy learning karni chahiye loss sy sabaq hasil karna chahiye stress nai lena chahiye
      • #4 Collapse

        Re: Loss kay baad Stress aur Pressure ka shikar na hon.

        bahi jan mary khyal my humy is my loss nahe ho skata.q k humy is my itna experience b hota hy or humy is k mutilk knowledge b hoti hy likn jb b hum koi trade stress ya pressure my aa kr krty hn to humy us my loss bo jata hy.is liy humy koi b trade stress ya pressure my aa kr nahe krni chahhey.
        • #5 Collapse

          Re: Loss kay baad Stress aur Pressure ka shikar na hon.

          Dear friends instaforex me trading krte howe loss ka shikar ho jaen to pareshan ni hona qiyon k loss k bad stress ka hona aik quderti amal he leken sub se Jo is me ahem bat he woh he khud pr yaqeen ko na totne diya jae jis se ap ane wale waqt me achi wapsi kr skte hen or yeh sirf ousi wqat mumkin he jub ap painic na hon appe se baher na loss hone pr loss jeb bi hota he woh kisi members k lie acha ni hota is lie is se chahe koch sikhna loss stress ko mazid barhaata he leken ap me stress me apne mind se kam Lena he.
          • #6 Collapse

            Re: Loss kay baad Stress aur Pressure ka shikar na hon.

            g buhat asha topic a sahi a ye ashi bt a kush bt dil py le jaty a or kush or kushash krty a or kush himat hr saty a pr fiqr un ku be nae huti in me drmyan waly thek rehty a ju hrny ky bad kushash jari rakhty a or wo akhr kamyab hu jaty a
            • #7 Collapse

              Re: Loss kay baad Stress aur Pressure ka shikar na hon.

              Han g agar ap ko loss huwa hai to ap ko chahiye k easy ho tension na ly loss ho hi jata hai agar ap preshan hon gy to wo loss recover nahi ho saky ga is liye apko chahiye k market me loss hony k baad rest kar ly ta k ap ka mind fresh ho jaye or ap phir easy ho kar loss ko recover kar saky.
              • #8 Collapse

                Re: Loss kay baad Stress aur Pressure ka shikar na hon.

                ye mery bhai apny bilkul sahi kaha hai man ap ki bat sy agree karta hu loss hony k bad hum ko dtree or pressure ka shikar nai hona chahiy is sy hamara hosla or kamzoor hota jay ga oe hum ko mazeed loss ho ga is liy is sy bachna chahiy
                • #9 Collapse

                  Re: Loss kay baad Stress aur Pressure ka shikar na hon.

                  G ap ny tk khaha ha jb be hm km krty ha to kbi kbi galti ho jati ha js sy hm ko loss ho jata ha pr is la MATLAB ya ni ha ky himet hr jow balky hm ko khoch krty rahna chahey ky hm acha km kr sakty ta ky pher Na galti ho bs farda he farda ho hmay
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss kay baad Stress aur Pressure ka shikar na hon.

                    Dear business mai loss har shaks karta hai lekin ap ko es mai pareshan hone ki zarort nhn hi ap jab tak es business ko seekho gy nhn smjho gy nhn ap kabi b acha reward hasil nhn kar sako gy lehaza ap ko trading ko behtar tarha se le kr chalne k liye mehnat tu karni he ho gii woi ap ko acha faida de skti hai aur ap aage chal kar apni trading ko behtar tarha se le kar chal skt eho...
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss kay baad Stress aur Pressure ka shikar na hon.

                      forex mai jab kam karty howe hum sy koi galti hi jy to hamy thence nahi hona chahey balky saber karna chahey or next time apne galtiyo py gur karty howe mahnet sy kam karna chahey pher he hum loss ko avoid kar saky gy yai aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain hum is mai investment be kar sakty hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss kay baad Stress aur Pressure ka shikar na hon.

                        yes dear am agree with you actually in trading profit and loss is part of our business so do not need to be sad or taking tention after loss we .. remamber that opportunity will com again you just try to concentrate on your learning and practice because in trading our profit is depends on our learning and knowledge , so mery khyal me agr hma trading ko smjh k kary gy to loss k chances b lam ho gy or agr loss ho b jay to hm usy ek do trader me recover kar ly gy

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X