Greed will Kill Your Dreams and Capital Also
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    humain is main greed ko avoid kar kay kam karna ho ga ta kay humain achi earning hasil ho sakay practice kar kay kam karna ho ga tab hum is main apny dreams ko pra kar sakty hain
    "The mind is everything, What you think you become"
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      G Han forex trading main trading k doran Jo trader baht ziada lalech karty hain wohi trader forex trading main bahut ziada Loss bi karty hain is liy hamain chahiy k ham forex trading main lalech Na karain
      • #123 Collapse

        Forex trading aik acha aur profitable business hai , lakin Forex trading kay business main agar traders ager ziada Greed ya lalich kay sath trading kerain gaay tu forex trading bohot he ziada risky bunsiess be hai aur ziada greed ke wajha say traders ko kafi ziada loss b uthana parh sakta hai .
        • #124 Collapse

          Greed aik esi cheez hay jo kay aik trader ko bohat upar say neechay la sakti hay jo bhi trader is main par jata hay wo kamiyab nahi ho pata lehaza agr ap apna career bnana chahtay hain aur apnay dreams ko fulfill karna chahtay hain to ap ko is say bach kay rehna ho ga aur ye ap kay capital ko bhi zaiya kar deta hay
          • #125 Collapse

            Greed aap key dreams ko destroy kr deti hy. Jo log greed key nuqsanat ko samjhtey hain woh is sey bachney ki full koshish kartey hain. Lekan jo log yeh samjhtey hain keh greed sey big profit banaya ja sakta hy woh sub sey bari mistake kartey hain. Greed sey bachna hy to take profit ka use krain takeh aap ki lots sey aik reasonable profit ho sakay.
            • #126 Collapse

              agar hum forex trading main lalach karen gay to es chakar main hum earn karnay ki bijaye market main loss kar sakty hay aur humay esmain sabar say kam karna chahiey ye aik bohat aham cheez hay
              • #127 Collapse

                g han ye bat app ki 100% sahi hay, greed karny ki waja se ham ne jo profit earn kia hota hay wo b loss ho jata hay or hamara bonus b wash ho jata hay, account jab wash ho jata hay to ye greed ki waja se hamary dreams b khatam ho jaty hey.
                • #128 Collapse

                  Ap ki baat durast hai forex market mai greedy ki waja say ap forex market mai fail ho sakty ho es kay sath ap \kiinvestment bhe wash ho sakti hai. es lye forex market mai planning say trade kray aur greedy say nahi.
                  • #129 Collapse

                    forex trading business me greed ki koi jaga nahin hay aur hum greed se asani se apna aur apne capital ka loss kar sakte hain aur humain greed ko door rakhna chahiye aur greed ko humesha sirf knowledge gain karne me istemal karna chahiye.
                    • #130 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: b0y پيغام ديکھيے
                      Forex trading business me agar ap Greed say trading keraingay to ap k tamam khwab or tamam khwahishaat toot jayengay or ap na apna capital bacha sakogay or na hi trading say apni umeedo ko pora kersakogay is liye humesha greed say bach kr rahain otherwise nothing will be possible.
                      G han dear you are absolutely right. Lalach bht buri bala hay aur lalach insaan se wo bhe cheen leta hay jo us ny bari mehnat se kamaya hota hay. To lalach bilkul bhe nahe karna chahey aur 1 balance k sath trading karni chahey.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #131 Collapse

                        you are so also right ager ham greed kary gay ham apny drem ko kahtm kar day gay jo ham na socha huwa hi wo sab ganwa day gay as lia ager ap na apny ander as greed ko kahtm kar dya hi to forex ap ko ak acha profit da ga awor ap ka drem ko pora kary ga awor ap ko family ka drem ko b

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X