Greed will Kill Your Dreams and Capital Also
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Je han ap ke inner ke jo greediness ha ke zaida se zaida mile wo ap ko is business main survive nae karne dete lakin jo apne greediness ko control main kar le wo is buiness main kamyab ha aur profit earn kar sakta ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      ji bhai ji ap ki baat bilkul thek hai k forex main lalach aik asa zehar hai jo ap k har khuwab ko tor dy ga aur ap k account ko bhi kha jay ga is liye ap ko chye k is main kam krny se lalch ko dor kry aur lalch se bachy jaisy bhi ho skta hai q k zra c lalach ap ko tabah kr dy gi
      • #48 Collapse

        app ki ye baat bilkul dursat hay gred naheen karna chaye wesay jab market ki movemen gheer taqeenee hoo tu jitna profit mil raha hoo tu wo le leena chaye. intezaar naheen karna chaye
        • #49 Collapse

          ye tu bilkul sahi bat ha k lalach buri bala ha agr ap kuvch aisa such k kern gy tu koi faida nahi ho ga ulta jo pass ho ga wo b gawa beten gy is liy slow and steedy wins the race formula pr amal krn r profit kamaen
          • #50 Collapse

            over confidence me yahi farq ha aur mery nazdeeq bht hi bara farq ha k aik sy seedha profit aur doosry sy seedha loss yani k confidence to bandy ko hona chaiye kiun k is k bagair b guzara nai aur over confidence me ap investment kho do gay.i am so happy to do this working,
            • #51 Collapse

              Yes Greed humare dreams or capital ko kill kerti hai yeh Forex trading business mein humari sub se big dushman hai hum ko apni trading mein greed se must bachna hai hum ko greed ko avoid kerna hai werna greed hum ko destroy ker de gi Forex market se kick ker d gi.
              • #52 Collapse

                Friends g han trading main zayada pasay key greed hamaray dreams ko b khatam kar dayteyha or us kay sath sath hamaray account kay balance kko b khatam kar daytey ha .
                • #53 Collapse

                  G han app ne bilkul sahi kaha ha k agr hm is business me apny greed le ayen gyn tu ye hmari dreams ko khtm kar dy ga or hmara sara captil bhi khtm kar dy ga is liye hmen is business me kabhi bhi greed nahi lani chahey
                  • #54 Collapse

                    Yes, the gread can kill your dreams in this business and it can also destory your capital that you have invested in this business of the forex trading so try to avoid the greed at all time.
                    • #55 Collapse

                      agar ap professional trader banna chahte hain to ap ko apne mind mind pe control krna parega aur apna pura mind forex pe lagana parega take ap achi earning kar saken aur profit earn kar saken
                      • #56 Collapse

                        g han is bhai nai bohat hi aichi bat ki hy greed yani lalacch se ap ka capital or dreams dono tabah ho jate hian is se ap ko boath hi ziada faida ho ga keep calm and stay away from greedineess
                        • #57 Collapse

                          han ye bat sahe hy k greed ap ka dream ko kill kar sakte hy or loss may la k ja sakta hy jis sa ap ka capital ko be nuqsan poncha ga so jab be ap kam karo to khayal raka ka ap ki greedness control ho
                          • #58 Collapse

                            Yes it is true that greed is a curse and it will destroy anything or purpose.So in Forex trade it is the biggest killer of your capital and balance. So trade with understanding of basic knowledge, trend and experience.
                            • #59 Collapse

                              greedy is very bad habit in this business which is very harmful in your trading and you will become loser and do not think again about this business again and will become failure.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Assalmualikum....bhai forex trading mein kaam krny k lye hmein bht sary steps lyny party hein jin mein sy aik bhut hi important hai wo ye hai k is mein hmein apni greed ko control krna parta hai....is mein agr hum greed ko control krien gy to hmein is mein loss hony k chances hmy,...greed sirf hmein khrab krti hai....is lye hmein chahye k greed ko apny andar sy bilkul khtm kr lien.....

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X