Bohot say traders ko start mai laghta hai ke forex market bohot he asan market hai aur iss mai paisa bohot he jaldi earn kiya ja sakta hai.
iss waja say kafi log forex mai learning kiye baghir investment kar kay trading start kar daite hai. Lakin Forex trading mai kamyabi learning aur experience kay baghir almost namumkin hai . iss waja say kafi traders apni investment ya bonus say mehroom ho jatay hain.
Iss liye pehlay trading ke learning karin aur phir iss kay baad he bonus ya investment ke base per trade karin.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим