News ka kitna effect per sakta ha hamari trade per

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    News ka kitna effect per sakta ha hamari trade per
    Assalam o Alikum
    dear friends umeed ha k ap sub theak ho gay. hum ko caheyh k hum jub be trade kain yh trading may entry lain to sub say play news ko dakh lain kau k news ka be bohat account per effect parta ha jo k market ko ap k trade k against move kar sakta ha hum ko caheyh k hum sub say palay new dakhin aur phir entry lain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: News ka kitna effect per sakta ha hamari trade per

    aap ko Maloom hona chahiye ki news kal bahut jyada effect Hota Hai Hamari trading ke upar Jab economy calendar ki news Aati Hai two economy calendar news ke upar market bahut jyada fast spike Deti Hai Hame of spike se bachne ke liye Chahiye Hota Hai ke hum Jab trading kare To Humne Apne analysis achhe Rakhna chahiye aur Market Mein stop loss or take profit limit Lagaya kare Jab Hum stop loss and take profit limit Lagate Hain Tum Hame market Mein Kafi accha profit ho jata hai aur hum Nikle ki news.
    Hame chahiye Ke Jab Hum trading Kare Toh Hame news trading ke bucket market Mein lot size ko money management ke sath Lagana chahiye history kaise hai main market Mein Zyada Dard trading karne ka moka Milta hai aur Market Mein Hum acche tarike se trading kar sakte hain.
    • #3 Collapse

      Re: News ka kitna effect per sakta ha hamari trade per

      dear bro forex trading profession aik worldwide buisness hy is main different factor involves hoty hn ini main aik factor news hy ,different countries ki economic news ko dekh ker trading ki jaty hy aur almost subh expert trader news ko follow ker ke hi trading kerty hn
      Signature removed by moderator
      • #4 Collapse

        Re: News ka kitna effect per sakta ha hamari trade per

        Financial news forex per bahut zayada asar andaaz hoti hain aur inn sae humari trading per bhi bahut zayada effect hota hai agar tou hum nay news ko follow kya hai aur market kay sahih analysis kye hain tou humari trade humain profit dae gi aur agar aisa nahin ker sakay tou loss hi hota hai
        • #5 Collapse

          Re: News ka kitna effect per sakta ha hamari trade per

          Bilkul ap ki bat sahi hy news yani fundamental aynalise lazmi hein ziyada tecnical aynalise sy agar ap fundamental aynalise kar sagty ho to ap karo chahy tecnical aynalise na karo only agar fundamental aynalise per work karo to bohut ziyada profit hasil ho sagta hy news aik ehm unser hy forex ki dunia ka
          ALWAYS BE HAPPY
          • #6 Collapse

            Re: News ka kitna effect per sakta ha hamari trade per

            اصل پيغام ارسال کردہ از: ufjanjua پيغام ديکھيے
            Assalam o Alikum
            dear friends umeed ha k ap sub theak ho gay. hum ko caheyh k hum jub be trade kain yh trading may entry lain to sub say play news ko dakh lain kau k news ka be bohat account per effect parta ha jo k market ko ap k trade k against move kar sakta ha hum ko caheyh k hum sub say palay new dakhin aur phir entry lain.
            bhai jaan news ka effect bahut ghera ho skta hai apki trading par so apko chahye k ap news k waqat trade na kren yahi behtr hai ager ap trade krengy toh apko loss k ziada chance hain profit se bhi so ap k oper ab depend krta hai qk ziada log news k time par trade krty hain jo k mery khayal se sahi nai hai.
            • #7 Collapse

              Re: News ka kitna effect per sakta ha hamari trade per

              jee dosto apko yeh pta hona chahye k forex main jab news aati hain to forex main bohat taizi ho jati hai jaisa k news fomc ki hai labour ki forex main news ka hmari trades pay bohat asar hota market main bohat he taizi hoti hai or yehi wo waqt hota hai jis main traders bohat paisa kmatay hain .
              • #8 Collapse

                Re: News ka kitna effect per sakta ha hamari trade per

                News ke waja say forex traders ke trading per kafi ziada effect parhta hai. news kay time per aksar market normal tareeqay say apny trend ky mutabiq move nai kar rahi hoti hai jis ke waja say bohot say traders ke stop loss hit honay ka chance barh jatay hain aur aksar news ziada bari ho tu iss say daily aur weelky trend tak change ho sakty hain.
                • #9 Collapse

                  Re: News ka kitna effect per sakta ha hamari trade per

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: ufjanjua پيغام ديکھيے
                  Assalam o Alikum
                  dear friends umeed ha k ap sub theak ho gay. hum ko caheyh k hum jub be trade kain yh trading may entry lain to sub say play news ko dakh lain kau k news ka be bohat account per effect parta ha jo k market ko ap k trade k against move kar sakta ha hum ko caheyh k hum sub say palay new dakhin aur phir entry lain.
                  Forex trading market main news ka bahut jyada impact hota hai aur Jab Bhi Forex trading market make University hai to market bahut fast move karte hain US dollar se related Jab Bhi Koi news aati hai to market Mein Teri bahut jyada ho jati hai
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    Re: News ka kitna effect per sakta ha hamari trade per

                    Je ha bilkul sahi kaha apny ager hamy kamyaab trader banna hai to hamy pehly her chez ko analysis karna pary ga jo matket se jurry ho iss liye apko pehly news ko read karna ho ku ke news se hamy pata chal jata haibke market ka agla hadaf konsa ho ga aur ham kiss side trade kary
                    • #11 Collapse

                      Re: News ka kitna effect per sakta ha hamari trade per

                      Forex mein news ki bahut zayada aehmiat hoti hai aur news time pae market bahut zayada tezzi sae move kerti hai tou agar hum news ko follow ker kay trade nahin lagaty tou humari trade loss mein chali jati hai jis ki wajah sae humara bahut bara nuqsaan ho jata hai aur account bhi wash ho sakta hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: News ka kitna effect per sakta ha hamari trade per

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: ufjanjua پيغام ديکھيے
                        Assalam o Alikum
                        dear friends umeed ha k ap sub theak ho gay. hum ko caheyh k hum jub be trade kain yh trading may entry lain to sub say play news ko dakh lain kau k news ka be bohat account per effect parta ha jo k market ko ap k trade k against move kar sakta ha hum ko caheyh k hum sub say palay new dakhin aur phir entry lain.
                        Aap ko chahiye kya hua Waqt newspaper Nagar jaby economic calendar Ho Gaya aata hai tu aapko chahiye kya aap uss Ko Dekhe aur samajho UK Jab Bhi Koi economic calendar aata hai to market Der Ho Jati Hai Aur usme Trends kaafi Jyada change ho Jate Hain jaise ki aap ko bhi chat dekh sakti hai Jisme ek dum Tak jati hai jisse aapko Kabhi Kabar to maximum profit or loss ho sakta hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X