Kaya hum ko srif indicator per depend karna caheyh

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kaya hum ko srif indicator per depend karna caheyh
    Assalam o Alikum
    dear friends umeed ha k ap sub theak hoo gaya. maray khyal say hum ko indecator per sirft depend nahe karna cahyh bulkay hum ko indecator k sath aur be chezain dakhni cahyh jo market per effect dalti hain specially news per nazar karhni caheyh aur k bad hum ko forex may entry lani cahyh kau k sirf hum ager indicator per depend karin gay to kabi kamyab nahe ho gay es leyh sub cahezoo ko sath lay kar he entry lani caheyh.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kaya hum ko srif indicator per depend karna caheyh

    No dear hamen aisa kaam bilkul bhi mhi krna chahiye hamen zaruri hai k ham apne analysis pe depends kia kren ham jab apne analysis pe depends krte hiye trade lete hain tab ham bahot acha kaam kr kr pate hain
    Hamen kabhi bhi indicator pe depends krte hiye trade nhi lena chahiye q k koi bhi indicator aisa nhi hai jo hamen hundred percent results de pay so hamen aisa bilkul bhi krna chahiye
    • #3 Collapse

      Re: Kaya hum ko srif indicator per depend karna caheyh

      nahi surf and surf indicator pr depend nahi karne chaye Q ke asl me to markt trand he hota hye sub koch ek cheez pr depend krne se kam nahi banta hye markt me bohat sare or cheezen bhe haye agr forex markt surf ek he cheez pr chalte to sub log surf and surf forex trading he krte forex me bohat sare or bhe awamal hote han jin pr nazar rakhe jate haye
      • #4 Collapse

        Re: Kaya hum ko srif indicator per depend karna caheyh

        nahi agar ap ko forex trading main kamyab hona hai to phir ap ko hr cheez pr focus krna hoga tb he ap ko forex trading main kamyabi mil sakti hai forex trading main sirf indicators pr depend nahi krna chaiye hai forex trading main news sb se zyada ihem hai or bhe bhot kuch hai jis pr focus kr k ap forex trading k trend ko sahi trha se read kr sakhte ho is lye ap ko hr cheez pr focus krna hoga
        • #5 Collapse

          Re: Kaya hum ko srif indicator per depend karna caheyh

          اصل پيغام ارسال کردہ از: ufjanjua پيغام ديکھيے
          Assalam o Alikum
          dear friends umeed ha k ap sub theak hoo gaya. maray khyal say hum ko indecator per sirft depend nahe karna cahyh bulkay hum ko indecator k sath aur be chezain dakhni cahyh jo market per effect dalti hain specially news per nazar karhni caheyh aur k bad hum ko forex may entry lani cahyh kau k sirf hum ager indicator per depend karin gay to kabi kamyab nahe ho gay es leyh sub cahezoo ko sath lay kar he entry lani caheyh.
          nai me apko ye bata don k ap ki bat se me agree nai krta hun or mera ye yaqeen hai k ager ap indicator pr depend krengy humesha to siwaye loss k apko kuc nai milta qk indicator apko kabi bi signal nai deta balky sirf trend k bary me apko indicate krta hai.
          • #6 Collapse

            Re: Kaya hum ko srif indicator per depend karna caheyh

            🖑.Waalikum assalam.🖐
            Dear mein ap ko btata chalon k har aik trader ko khud sy mehnat karni chahiye aur dusri bat k indicator kabhi bhi markit ko ni chlata bulky markit price per indicator move karta hy wesy tmam indicator ko chor kar ap Japanese candell stick pattern use karo best hy indicator per bhrosa bilkul mat karein khud ki skills use karein
            ALWAYS BE HAPPY
            • #7 Collapse

              Re: Kaya hum ko srif indicator per depend karna caheyh

              Forrx mn indicators pe chalny wala trade kbi bi self confident ni ho skta q k us k pas hamesha experience ki kami rhy gi. Es ly indicators k sath sath self analyze krain aur khud ko independent krain.
              Just view ???, Like kon kry ga???
              • #8 Collapse

                Re: Kaya hum ko srif indicator per depend karna caheyh

                no;indicator pay depend nahe kia ja sakta chart reading bohat zroori ha jub tak ap ko chart reading nahi ayyge ap dunia jahan ka koi bhe indicator ly ayin ap kbhi profit nahi earn kar skain gay apny chart ko saf suthra rakh ker cnalde stick ko read karen ap ko kafi pta chal jay ga k market kahn move hoge
                • #9 Collapse

                  Re: Kaya hum ko srif indicator per depend karna caheyh

                  sirf indicators ke base per decision making karna aur indicators per depend kar kay trading karna bohot he ziada risky sabit ho sakta hai . kion ke zaroori nai he ke indicators sara time bilkul durast he signals daay rahy hon , iss liye traders ko apny analysis ko b zaroor importance daine chaiye ager achi trading karna ho tu .
                  • #10 Collapse

                    Re: Kaya hum ko srif indicator per depend karna caheyh

                    forex market me trading Qatar Qatar Prometric Rediff ok ok syrup indicators par depend nahi karna chahiye aapko Maloom hona chahiye Jabbar market me trading karte hain to aapko indicators Colaba market Mein Kisi ke upar Bharosa karna nahi chahiye.
                    Aapko indicators ke sath support resistance areas, trade karna chahiye.
                    Jabab market Mein indicators ke Alawa support resistance ko trade karte hain Madhya Nazar rakhte hai to Aapka market Mein Kafi accha profit Hasil ho sakta hai.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Kaya hum ko srif indicator per depend karna caheyh

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: ufjanjua پيغام ديکھيے
                      Assalam o Alikum
                      dear friends umeed ha k ap sub theak hoo gaya. maray khyal say hum ko indecator per sirft depend nahe karna cahyh bulkay hum ko indecator k sath aur be chezain dakhni cahyh jo market per effect dalti hain specially news per nazar karhni caheyh aur k bad hum ko forex may entry lani cahyh kau k sirf hum ager indicator per depend karin gay to kabi kamyab nahe ho gay es leyh sub cahezoo ko sath lay kar he entry lani caheyh.
                      Hame indicators pay hundred percent interest nahi karna chahiye UK sometimes indicators be wrong ho sakte hain wo Humein indicators used call Giri trading Karke loss ho sakta hai isliye trading kar Deve Apna proper plan Banaye sirf full indicator speed Band Karke trading Na Kare
                      FRD 07 TRADING JOURNAL

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X