Hosla aur himat kbi na harain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hosla aur himat kbi na harain
    Dear members mera ye manana ha k life mein jitni b mushkilaat aain ap kbi hosla aur himat na haaro isi tarah forex trading mein ho skta ha starting mein apko loss b ho mgr ap agr bharpoor mehnat jari rakhain himat na harain aik din aap zaroor kamyaab trader ban jain gy .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hosla aur himat kbi na harain

    Brothers hosla ar himat kabhi na haroo ksi bhi life main kabhi bhi koi kam karo hoslaa ar himat dono he sath rakho hosla harna matlab ap lose kar gy ar ap har man gy ho
    • #3 Collapse

      Re: Hosla aur himat kbi na harain

      ap ke bat se me agree krta hun kabi life me hosla nahi harrana chaye kabi kabi to kamyabi mel jate hye and jo kam hum dil se krte han on ke loss se acha earn hota hye and phr se wo ghalte nahi hote jo 2 ya 3 bar kr ke loss melta hye as le life me kabi bhe kse bhe time pr apne khud pr yaqeen rakhana chaye or ye khena chaye ke ye me kr sakta hun to easy ho jata hye har kam
      • #4 Collapse

        Re: Hosla aur himat kbi na harain

        Dear humay himmat kabhi bhi haarni nhi chayi kiun kay zindagi ma nashaib-o-faraz tu aatay hi rehtay han laiken iska ye matlab nhi kay ager humay koi masla hu jaye tu ham himmat haar jaye bilkul asi tarha forex trading ma bhi profit aor loss aik normal si baat hay tu ager humay loss hu jaye tu humay himmat aor hosla nhi haarna chayi balkay aor zeyada jazbay kay saat trading ker kay profit hasil kerna chayi.
        • #5 Collapse

          Re: Hosla aur himat kbi na harain

          G friend ap bilkul thk kah rahy han k humy zindgi Ma koi b mushkil ay toh humy hosla Or himat ni harni chaya is trah forex trading ma agr humy loss hota ha toh humy himat or hasla rakhna chaya keu k hum ak din zaror kamyab trader ban jay gay
          • #6 Collapse

            Re: Hosla aur himat kbi na harain

            Je ha bilkul sahi kaha apny ager hamy Pakistan forex me lose howa hai to hamy himmat ni harni chahye balky ager hamy lose howa hai to hamy aur mehnat karni chahye jiss se ham apna lose recover bhi ker lenge aur phitmr se trade karny ke kabil bhi ho jaye ge iss liye hamy himmat kabhi ni harni chahye
            • #7 Collapse

              Re: Hosla aur himat kbi na harain

              Bhot sary log esy hen jo kisi friend k kahny pe forex join kar lety hyn aur lake of knowledge ki waja se sahee kaam nhe kar sakty aur bar bar losss ka samna karna parta hy to disheart ho k kaam chkr jaty hen lehaza jis friend ko bhi ap forex join karwaty hyn to uski rahnumai bhi karen
              • #8 Collapse

                Re: Hosla aur himat kbi na harain

                dosto ek baat yeh sach hai kay jis business main apka loss hota hai usmain hi pora hota hai lekn kuch aisay dost hain wo forex ko join to bohat khushi say kr laity hain jab unka forex main loss hojata hai to forex ko chor daity hain and wo forex k baray main yeh kehty hain kay forex ek fraud ya ek juwa hai lekn dosto aisi baat nahi agaar apka loss hota hai forex main to apki apni mistakes say hota hai apko yeh chahye kay forex main kabhi bhi himaat na harain forex ko seekhain us main experience lain demo account pay practice kr kay and apni mehnaat jari rakhain ek din ap zarror kamyaab hon gay and ek achay trader bnay gay apko himat nahi harni chaye forex main apni hardworking krty rahain.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Hosla aur himat kbi na harain

                  G Han bilkul agar ap apni himmat ko barhane men kamyab ho gae to ap ache trader bnny men bi kamyab ho skty Han kyun ky ache trader ki ye nishaani hai k wo loss hone par himmat Ni harta balky using loss see seekh kr us ko recover krny ki koshish krta hai.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X