Profit Vs Loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Profit Vs Loss
    [B]Dear Members umeed krta hon ap sub log kheriyat se ho gyen boht se trader hamesha apne mind mian profit ko he rakh kr trading krte hain or lalach main aa kr apna account washed krwa dyte hain forex profit+loss per mabani business hai hamesha loss ko bhe mind main rakh kr trading kiya kren or jitna profit ho os main kush rehny ki koishish kren ziyadeh ki lalach kabhe na kren wrna jo hath main hai wo bhe gawa na bhety
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Profit Vs Loss

    Jub b hum trading karte hai tu hume lose ka dar or profit ki umeed rahti hai hume tub trade karni chahe jub hume humnari strategy ke mutabiq entry point mil jaye phr hi hume trade karni chahe is se huare lose ke chance bohat kam ho jaye gy or agr hum har waqat market me in rahe gy or trade per trade kare gy tu phr lose hi uthaye gy.
    • #3 Collapse

      Re: Profit Vs Loss

      G Dear bilkul sahi bat ki hai apne aksar aesa he hota hai k log just profit k peche bhagte hain loss ko mind main nahi rakhte aur na stop loss ka mind main rakh k trading karte hain to agar apko acha earn karna hai to sab se pehle apne loss ko b mind main rakhen account k capital k lehaz se trading karen aur sl ka use b karen
      • #4 Collapse

        Re: Profit Vs Loss

        Forex Mein Hum Business mein Hamesha is Baat Ko Yakeen Mein Rakhenge Hamen Jano Bhakt profit aur nuksaan Yahan Par Sath Sath Chalte Hain Yahan Par kuch bhi kisi bhi time par ho sakta hai sab ki koshish Yahan Par hoti hai kya bola lach Kare rashke Magar Hum Kaam Kar Jayenge Hamara business process aane ke sath develop ho sakta hai mein kamyabi ke liye confidence both Jada important Sakta Hai Kya bana Agar Hamare haath mein kuch milega to Hum Nahi Yahan Par bhi kaam karne ko nahi mil sakta hai isliye Yaadon Se Jyada Sunny ke saath long time ke liye utilise investment
        • #5 Collapse

          Re: Profit Vs Loss

          Dear friends instaforex me ap jeb kabi bi businesses krte hen to us me ap ko loss bi ho skta he wse bi loss ka ho Jana koi bari bat ni he loss k sath sath ap pakki bat he profit bi kamate hen sajhdaar wohi business man he Jo soch samjh kr apni raqam invest krta he or tb hi woh profit kamata he her business man k lie dono baton me se ho skta he loss ya profit ziyada to profit hota he.
          • #6 Collapse

            Re: Profit Vs Loss

            Dear ap ki bat thek ha Kay hum jab trad lagatay ha to hum KO is bat
            ki fikar Hoti ha Kay ha Kay him loss na karwalay to hum KO ya nahi sojna cahi hum ko bas apnay experience or knowledge say trading ko lagana cahiya to hi hum profit or loss mi camparizan Kar saktay ha
            • #7 Collapse

              Re: Profit Vs Loss

              g han bhai jan agr hum ismy koi b kam krty hn to humy us my ik risk lana he parta hy k kia hum ismy kamyab b ho gy ya nahe,or isi risk ki bina pr hum us ko start krty.or forex treading b ik asa he kam hy jb hum is ko start krty hn ot humy is my umeed hoti hy k humy si my loss nahe ho ga or hum is my profit he earn kry gy.likn jasy he humy ismy loss hota hy to hum is ko thek nahe samjhty.or bohet sy log to is ko chor b daty hn.
              • #8 Collapse

                Re: Profit Vs Loss

                Forex market mai trade krtay waqat ap ko market mai profit bhe hota hai aur loss bhe. likan jab ap market mai plan ban kr trader krtay ho tou ap ki investment mai izafa hota hai aur loss bohat kam hotey hai. likan begar planning kay trade say ap ko loss hotey hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Profit Vs Loss

                  g han bhai jan ap ne bilkul theek hi farmaya he forex ek bahot bara bissnuss he aor risky bhi hamen is me kisi kisim ka bhi lalach nhe karni chahye bas jitna ho profit wohi kafi samjhen
                  • #10 Collapse

                    Re: Profit Vs Loss

                    Agar ap mehnat jari rakhy gy or trading me dil nahi hary gy to ap ko zroor profit hoga lekin agar apko loss b hota hai to us sy kuch seekhy trading me loss ki waja sy dil na hary bal k koshish kary k dobara loss na ho apko
                    • #11 Collapse

                      Re: Profit Vs Loss

                      G hn bhai ap ki bat bilkul she hai k aksar new trder hamsha profit ko zehn mn rakh trde krty hain aor ziada sy ziada profit ki lalach mn rahty hain jis ki vjh sy aksar un k account wash ho jaty hain aor bagaor market ko anaylsia key trde open krty hain jis sy trde loss mn he rahti hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Profit Vs Loss

                        Han bhai ap ki baat drust hai. Hamein sirf profit ka hi nahi sochna chaye. Jab bhi trade lagain to ap ko zehn mein mein rakhna ho ga ky loss bhi ho sakta hai. Us hisab se stop loss bhi hona chaye. Ta ky ager loss ho bhi to kam ho aur ap ka account wash bhi na ho.
                        • #13 Collapse

                          Re: Profit Vs Loss

                          Aap ne boht achi baat ki hai,forex trading mein profit aur loss dono hein aur kuch traders sirf profit ka soch k trading krty hein aur ziada profit k chakar mein account wash ho jata hai is liye dono chezon ko mind mein rakh k trading krni chahiye.
                          • #14 Collapse

                            Re: Profit Vs Loss

                            forex mien hamain profit bee ho sakta hai or loss be ho sakta hai es lye hamain es k bary mien zayada na sochna chahye hamain es mien aa ker yeh sochna hota hai k hum es mien aa keri tarah say kam ker sakty hien or apy lye kis tarah say ai acha future hasil ker sakty hien or hamain greed belkul bee na kerni chahye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Profit Vs Loss

                              Je haa baat hai ku ke Pakistan forex aik online business hai iss me apko lose aur proofit dono ho sakty hai ager apky best knowledge experience aur planning hai to aap sirf profit ge earn karo ge lekn ager aap tuky wala trade karo ge to apko.lose air profit dono hi sakty hai iss liye ab ye aap par depend kary ga ke AAP konsi strategy ko use kary ge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X