Why Trader Or People Do Not Follow His Forex Trading Learning And Practice
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    bhai jan menn ap ki bat samjh gaya hoon ap ye pooch rahy hen ky q log forex trading business ki learning or practice ko follow nahi krty to bhai jan log [agal hoty hne unhe loss ka pta nahi hota is lioy wo follow nahi krty jub loss hota hy tb feel hota hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Mairay khail main iss ki wja traders ki ya humari jld bazi hoti hay hum agar kissi rule ko completely follow kerain to humain loss km say km ho laikn hum jld bazi ki wja say kissi trade ko lainay say pahlay usski confirmation ka wait nahi ker patay jiss ki wja say humain loss bhi hota hay.
      • #18 Collapse

        dear app ka swaal acha he aska jawaab ye hai k loog bahoot panic hain..jub kisi k trading say eanring ka trikka sikha diya jaye to wooh juld baaz bun jatty hain bus soochty hain k un ko earn kery ka trikka a gaya he..aur woh earning kerny lag jaty hain jis k natijja me jub woon invest kerty hain to un ko lose ho jata he..
        • #19 Collapse

          Han bhaei eisa to he hum jeise jeise trading karte hin to humari learning aur humari earning min bhi ezafa ho jata he humin chahye k hum apni learning ko base batate hue trading karin aur hum apni learning ki bunyad pe trading es lei nahi kar sakte hin k humari lalach zada fitrat humin bari trade ka buhat kamane pe maeil karti he hum agar wait karin aur sabr se kaam lein to Ahista ahishta es karobar min apni manzil pe puhanch hi jaein ge.
          • #20 Collapse

            my dear brother ya aap ka sawam buhat acha hai ham ham aksar yahi karty hai ky apni practice ki hoi kam nahi karty jis say ham ko nakami ka samna karna parh ta hai ham zindagi main bi is tarha karty hain
            • #21 Collapse

              forex main people alaihda alaihda mind k hotey hain aur isi liye kuch to follow kartey hain rules ko magar kuch nahi kartey hain.
              • #22 Collapse

                maray khiyal ma is ki sub sy bari waja hamari lalach ha .aur zeyadaa kamay k chakar ma .agr apni galtiyo sy seakhy to hum buhat kuch seakh sakty hain aur aik acha profit earn kar sakty hain
                • #23 Collapse

                  forex trading mai app ko koish kerne hote hai ke app jo hai wo hamesha market mai pehle earning ke baray mai nahi soche pehle app koish kerahe ke app jo hai wo hamesha market mai practice and learning kerahe.
                  • #24 Collapse

                    forex trading is a world wide online business it has loss and profit too it is highly risky business joo in cheezoon ko follow nahe kertay woo asal main aik din main ameer hoona chahtay hain.
                    • #25 Collapse

                      ye sab hota hai jab aap ko apne emotion pe control nahenhota hai or aap ka emotionis aap kay andar greed paida karty hain to aap ko aisa hargiz nahen karna chhiye apne emotions ko control meinrakhan chahiye.
                      • #26 Collapse

                        yes dear agar ap forex learn krte ho or is ki demo acount k sath practice nahi krte to ap yeh ap ki big mistake ho sakti hai is liye sabhi trader k liye yeh buht ahm hai k ap jo b trading learn krein demo account k sath practice krein
                        • #27 Collapse

                          Haan g sae kaha ap na is ke yahi waja hoyi ka ha jab hum forex trading main real account pee trade karta haan tu un ko apna greedy paan pee control nhe huta or wo overconfidence ke wja sa apna loss karwa lata haan kafi zada.
                          • #28 Collapse

                            Not only for someone, think about trading began long before the first step in DC, for the majority of Forex trading, it is not a child's dream, and not a consequence of adult choice, rather it is an attempt to make an unfamiliar way and because seemingly easy and affordable.
                            • #29 Collapse

                              most of the people trading ko bs game k tur pe samjhty hain k ye bs game hai jab k un ko learn krna samjhna aur seekhna se koi sarokar ni hta is liye wo loose krty hian aur forex ko be maeni samjhty hain k is ka faida ni hai halan k wo khud kam ni krna chahty
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Yeh aksar hota hy keh demo account main hum achi trading krtey hain lekan real account main loss kar detay hain. Is ki waja yeh hy keh real account main trading key doran hum emotional ho jatey hain aur confident loos kr detay hain, jis ki waja sey hum wrong decision ley letay hain aur loss utha letay hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X