Why Trader Or People Do Not Follow His Forex Trading Learning And Practice
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Why Trader Or People Do Not Follow His Forex Trading Learning And Practice
    friends aik buhat badi or common humari mistake jo mujhy buhat ziada daikhny main bhi mily hai or jis se loss ka bhi samna krna pardta hai balky account bhi wash ho jaty hain wo ye hai k hum jo learning or practice krty hain iss pr amal kiyun nahi krty
    WHY WHY
     
    :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    mein ap ki baat sy agree hoon ais aboht zyadh mrtab daikha gia hy aur yeh sab hota hy jb ap ko apny emotions per control nai hot ahy aur ap k emotions ap k andr greed paid akrty hein aur ap jldbazi bi emotions ki wja sy krty hein aur rate k up ya down jany sy apna plane change krty hein to wo bi emotions ki wja sy krty hein.
    • #3 Collapse

      uski bari waja jo mujhe nazar ati hai wo ye hai ke log jab real trading start karte hain to wo market ko dekh kar lalach karne lagte hain agar unki trade profit main ja rahi ho to ya phir loss main ho to wo darrr jate hain zyada loss hone se yehi waja hai
      • #4 Collapse

        yes dear all you saying right because hum only jo mean reason hai iss fact k behind wo yehi hai k jub hum live real account main trading kr rahy hoty hain apny emotions ko control nahi rakh paty hain or market ki movement ko daikh kr baar baar apny plan change krty rehty hain
         
        :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
        • #5 Collapse

          Bhai jan ye to mujhay nahi pta k q log apni practice aur learning ko forex trading business istemal nahi kartay bul kay mujhay to siraf itna pta hai k agar apni learning ko apny business mein use na kia jaye to insan kabhi kamyab nahi ho sakta.
          • #6 Collapse

            g bilkul thk kaha humain zayada se zayada learning kerni chahye n achi practice kerni chahey takay hum loss se bach skaya..n hum jo seekh rahy hy jo learn kerrahy hy humain chahye k hum us per amal karain takay hum achy se trading ker skaay.....
            • #7 Collapse

              agar unki trade profit main ja rahi ho to ya phir loss main ho to wo darrr jate hain zyada loss hone se yehi waja hai.yeh sab hota hy jb ap ko apny emotions per control nai hot ahy aur ap k emotions ap k andr greed paid akrty hein.
              • #8 Collapse

                aap ki baat tu buhat had tak theek hai aksar loaisa he krty hain wo jo bhi forex trading k baary main learning and practice krty hain iss pr pata nahi kiun amal nahi krty hain issi waja se ye trader loss krva laty hain
                • #9 Collapse

                  baat ye hai k pani k bahir ham kehte hain k ye karain gay wo karian gay aur jab pani main utertay hain aur aik dubki lagti hai to sub kuch bhool jatay hain forex main bhi yon hi hai so hamain sabak yaad rakhna chahiay aur bhoolna nahi chahiay
                  • #10 Collapse

                    dear sai keh rahy ho ap kehna bohat he easy hai lakin us par phly khud amal karna bohat he mushkil hota hai and hum yaha par jo bhe advice karty hain mujhy nai lagta k hum us par khud bhe amal karty hoin gy...
                    • #11 Collapse

                      dear jo log forex par practice or or learmning ko follow nai kartay hain wo kabhi b forex par tard ekar k kamyab nai ho saktay han or na hi profit gain kar skaen gay
                       
                      • #12 Collapse

                        bhai pheli bat to ya ha ka wo log jo forex forum - pak ko follow nahi kerte unka ya mtlb hai ka unko lagta hai ka forex booring hai or bht sa logoun ko aisa lagta hai isleya wo forex ko unfollow ker daite hen
                        • #13 Collapse

                          nhi g ye bat ghlat hai zada tar successful trader jo hai forex learning practice ko follow krte hain kiun k is k bagair ap is mnkamyaab nhi ho skte
                          • #14 Collapse

                            dear hamen chahye k ham forex par practice ko jari rakeh because practice make a man best ... or learning gainkartay rahen sath sath ....
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g app ne bilkul thek kaha ha aur ye hamare liye ek bohat he zarori bat hai k ham forex k buisness men ek achi learning kren aur uske bad he forex k buisness mein kam karen aur apne knowledge ko use karen to phir humen ek acha trend hasel ho skay ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X