Trading mai positive planning ki ashad zarorat hoti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mai positive planning ki ashad zarorat hoti hai?
    Bilkul forex trading mai positive planning ki zarorat hoti hai jan ik ache planning k saat ap market mai enter hongay tu oska impacts aor results be buhot acha hota hai aor jab planning aor strategy ache nahe hoti so pir os jaisa profitable trading nahe ho pata jeski ik trader tawaqo rakta hai es leye trading start karnay say pehlay apko chaheye k apni planning aor strategy par tawaja deya karay aor ik professional trader ki zimadare jaisey ache preparation k saat planning aor strategy banae taake apko successful way mil sake..
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mai positive planning ki ashad zarorat hoti hai?

    Yes dear ye to ap ne sahe kaha hai k ais market mai jab ap ne kaam karna hota hai to ais mai ap ko aik acha plan banana parta hai aor aus k mutabiq kaam karna parta hai agar ap ais market mai kaam karty hai to ap ko ais mai ye faida hai k ais mai pata hota hai k ap ais mai kitny % risk ley account mai aik time par kitni trade open rakhy gay aor risk reward ratio kitni use karni hai jab ye sari baaty ap phly se soch ley gay to ap ko ais mai profit ho ga kun k ap ne ais mai her time trade plan k hisab se lagani hai jab ap entry ka wait karty hai aor perfect entry lety hai to aus time ap ko acha profit hota hai.
    • #3 Collapse

      Re: Trading mai positive planning ki ashad zarorat hoti hai?

      agar hum forex ko join karna chatey hain to ham ypaling karne ho ge ky hamy kon sy analysis use karny hain kitne amount invest karne hain kitna time practice ko dena hain pher hamy end takise plan ky mutabik kam karna ho ga pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy paling ke foex mai bohat zada ahmeyat hain
      • #4 Collapse

        Re: Trading mai positive planning ki ashad zarorat hoti hai?

        Itni achi Hamari planning Hogi Hum Log itna hi accha profit bana sakte hain isliye Hum logo ko achi si planning Karni chahiye
        • #5 Collapse

          Re: Trading mai positive planning ki ashad zarorat hoti hai?

          G brothers market main jub ap positive thinking k sath entery kariny gay to ap ko profit bhi asha milay ga forex trading main jab ap ashi thinking k sath trade kariny gy tooo ap ko profit bhi asha milay ga
          • #6 Collapse

            Re: Trading mai positive planning ki ashad zarorat hoti hai?

            Ap ny to khaha ha ky hm is business be jb km be km kray to sb sy phaly market ko dk kr or plan kr ky he krna chahey hm jb be plan kr ky km kray gy otna he business my successful hasil kray gy
            • #7 Collapse

              Re: Trading mai positive planning ki ashad zarorat hoti hai?

              agr hum koi b kam krna chahety hn to us ko krny k laiy humary pass phly sy plan ka hona zururi hota hy.q k agr humary pass plan ho ga to hum us my thke tarha sy apny target tk ponch sakty hn.or jb b ma is my treading krta hu to mary pass is my use krny k liay 2 plan hoty hn.q k agr ik flop b ho jay to mary pass dusra plana hota hy jo mujy ismy loss sy bachata hy.or mujy profit ki tarf ly jata hy.
              • #8 Collapse

                Re: Trading mai positive planning ki ashad zarorat hoti hai?

                Ap ki baat theak hai k forex market mai planning / postive planning ki ashad zaroorat hai. jo bhe trader forex market mai planning krta hai tou wo market mai zada earning bhe krta hai. jis bhe trader ki planning strong hai tou wo market mai zada earning bhe krta hai. Planning say market mai earning hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mai positive planning ki ashad zarorat hoti hai?

                  Itni acchi Hamari planning Hogi Hum Logo Ko Itna hi Katta comfort me Dhoka isliye Hum logo ko achi se achi planning karne chahiye
                  Pakistan zindabad
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mai positive planning ki ashad zarorat hoti hai?

                    har ek kam me planning agr achi ho to loss kam and profit zayada hota hye hum log planning nahi krte and apna all investment ke barbar trading krte han markt tora se humari khelaf jate hye hum ka all deposit kha jate hye as leye hum ko mind me ye bat hone chye ke ye markt kse ko maff nahi krte jo log ghalte krte han ye markt on ko zaor seza dete haye as leye best planning best profit hota hye
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading mai positive planning ki ashad zarorat hoti hai?

                      forex mai hamy ache learning hasial kar ky ache planing kar ky kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik international or kabe be band na hony wala business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain forex aik international business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading mai positive planning ki ashad zarorat hoti hai?

                        hamy positive plan bana kar mahnet sy kam karna chahey forex aik online or kabe be band na hony wala busines hain hum is mai live or sada urdu mai kam karty hain hum is mai part time ya full time kam kar sakty hain hum is mai bager pasioa ky account bana kar be kam kar sakty hain forex kabe be band na hony wala business hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading mai positive planning ki ashad zarorat hoti hai?

                          Dear friend app bilkol theak.kha rahy hain forex main kise kha bura Socho ga tho apna bura ho gha iss lia main app sa khana cahta hun ka positive socho GHA tho acha ho GHA orr ap forex main kamyab hon gha is lia.Jo bhi kam karo soch samaj ka kro
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading mai positive planning ki ashad zarorat hoti hai?

                            Trading main achi planining hi trader ko achi trading kernay kay liye kam ati hay. is liye sab say pehlay apni planing karen kay ap nay kab aur kaisay trading kerni hay us kay bad planing main wo pairs bhi rakhay jo trading ka liye trader nay use kernay hotay hain. is main trader apna sara trading ka schedule mention keray.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading mai positive planning ki ashad zarorat hoti hai?

                              forex karobar main kabi be bena planning ke kam nae karna chahy grr plann na ho ge to nae next or targrt leny ka experience hasil ho ga or na he human ofrex main ehnat or expert ho ke kam karna ho ga is main human khud ko he nakami hoti he is hum disheart nae hona chahy or chor den gey to kesy apni life ko serviv kar sakan gey for ex aik legal karobar he

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X