Are You Agree With Me?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    Assalam-O-Alaikum gee han janab me ap ki is baat say itfaq karti hoon kay forex trading kay business me bohat he km log aisey hotay hen jo is me survive kartey hen aur mostly is me loss he kartey hen.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      forex trading aik world wide online business hay iss main loss bhe hay or profit bhe yeh aik highly risky business hay gee haan yeh baat sahe hay aisa mostly hoota hay.
      • #93 Collapse

        Gee sir main aap ki baat say agree karti hoon keh 10 say 15% hi trader es business ko life time kay surve kar rahay hain becasue mostly trader mahnat nahi kartay and loss ki waja say es ko chor detay hain, only 10 to 20% trader hi mahnat say es business ko run kar kay earning kartay hain.
        • #94 Collapse

          Asalam o alikum dear ap n bilkal tek kaha ha m ap sy agree karta hon k forex trading m maximum log fail ho jaty han or is waja sy in m knowledge or experience ki kami hoti ha jis waja wo successful ni hoty han
          • #95 Collapse

            dear mujhe is bary kuch nahi pta hai agr kuch info hoti to agree kr leta jb kuch pta hi nahi hai is liye mein aap say maazrt chahta hon aur abi learning hi kr raha hon aik dafa mera account bhi wash ho gia hai mein bahut ziyada tension mein hon ye aik risky karobaar hai bahut mehnat krni hoti hai phir success hoti hai
            • #96 Collapse

              you are right and i am agree with you bohhat hi kam life time tak isay contineou kartay hai but jo hard work kartay hai wo successfull zaror hotay hai/;;
              • #97 Collapse

                g yeh ap py khud depend krta hai k ap log is main kitna profit bnaty ho or kesy bnaty ho k ap is kam main kesy profit bna skty hain is kam main ziada sy ziada mehnat ki zarorat hai
                • #98 Collapse

                  Well Sorry I don't agree because of your statistics and wrong statement. There are so many people who made their life with forex. And I guess if strategies implemented successfully and skills used wisely and sharply then one can make huge profit.
                  • #99 Collapse

                    g han dear main bhi app logon ki bat se agree karta hion k forex 10 ya 15 % log hi success karte hain is ki main wajha ye hai 70 ya 80 % logon ko trading ati hi nahi wo sub toke pe trading karte hain jiss ki wajha se ye log forex k business main loss karte hain aur phir is ko chor dete hain is lye hum ko chahye k forex k business ko phle sekh lena chahye phir trading karni chahye
                    • #100 Collapse

                      dakho asel baat ye hai k jo hum ya koi aor loss karta hai to wo je samjta hai k is mein koi faida nahi is lie wo je kaam chor bi skte hai
                      • #101 Collapse

                        AoA, ek tra sy ap sahi b kha rhy hai but buht sy log es pr loss he brdash krty hai.wasy buht sy log esy loss k bd b nhi choty kiu k es sy acha online business or ha b koi nhi.
                        • #102 Collapse

                          Main aap sey agree karta hoon keh is business main loser ki ratio profit lenay walon sey buhat ziada hy aur is ki buhat si reasons hain. Maximum traders without knowledge aur experience key is field main aa jatey hain aur aik din main rich banna chahtey hain jis ki waja sey loser ki ratio barh jati hy.
                          • #103 Collapse

                            ap ki bat theek hai takribun 10 percent loog hi forex man servive ker patay hain. baki aaty sath hi itna loss ker jaty hain k account ki equity mazid trade nae accept kerta ju account wash ki alamat hai.
                            • #104 Collapse

                              nahe g main ap is bat se agree nahe karta k trading main just utny log he hai jo survie ker rahy hai simply ap is bat ko daikhao ka aj kal forex ki populirty increase ho rahy hai to agr atny log forex main fail hai to yah kaisy mumkan hai k forex zyda popular ho . please think about it
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                Gee mery Bhai ap ki baat durast hai. Es market mai bohat jam log kamyab hota hai. Es ki waja ya hai log es market ka knowledge nahi hasil krtay aur es ky begar shoro krtay hai. His ki waja say wo fail hotay hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X