Practice aur Learning
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Practice aur Learning
    Dear members mere khyal mein jitne b newbi hain un ko demo accts p khub practice krni chahye kiu jitni practice ho g utna hi learn krain gy hum kiu k forex trading mein learnig aur practice ki bohat ihmiat ha. Ap logo kankya khyal ha is bare????
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Practice aur Learning

    Forex trading men kamyabi k liay achi learning aur practice dono ka hona bahut zaroori hey iss k liay learning pe ziyada focus karen aur demo account pe practice shaok aur mehnat se karen aur koshish karen k demo account pe practice real account samaj kar karen jiss ki waja se ziyada experience hasil hota hey aur ziyada experience ho ga tu trading achi ho gi aur profit bhi ziyada milay ga
    • #3 Collapse

      Re: Practice aur Learning

      Ager demo account per practice ke jiye tu iss sy traders ko market ka acha experience hasil ho sakta hai aur sath sath trading skills b behtar ho sakti hain. traders kay lye behtar yahi hai ke woh apni trading ko learning kiye baghir aur forex traidng ke practice kiye baghir start na krin warna kafi loss b ho sakta ha.
      • #4 Collapse

        Re: Practice aur Learning

        G bhai Ap nay theak bola k hum ko forex ma learning first step par krni cahy aur phr us learning ki roshni ma hum demo a account par parctice karni cahy aur as say ho ga k hum ko learning b mily gai aur practice b.aur ya k hum jab practice kar lain gay to real account ma hum ko loss k chance kam ho jain gay.
        • #5 Collapse

          Re: Practice aur Learning

          Practis hamari bhot zeada zapro hoti gy sis ki waja sy ham ko hhot zeada faida hota hy ham market my tab hi jam kr sgty yy jba ham ko practud hoto hy jb ham paractis kr lyty hy us k bad hamg bhot maza ata hy ys k bad ham ko bhot market ki smjh ati hy k ham market smjh jaty hy phr
          https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
          • #6 Collapse

            Re: Practice aur Learning

            Je ha bilkul ager aap new member hai to apko chahye ke aap subse pehly demo account use kary jiss se AP market ko achi tarha se jan pao ge aur market ko achi tarha se analysis karna bhi bohat zrori hai ku ke Pakistan forex aik online business hai iss bohat risk hota hai iss liye kabhi market ko analysis kiye bgair trade ni lagana chahye
            • #7 Collapse

              Re: Practice aur Learning

              Hum Log jitni Jyada practice Karte Hain Hum Logon Ko Itna hi jyada fayda hota hai isliye Hum logo ko Zyada Se Zyada practice karne chahiye
              • #8 Collapse

                Re: Practice aur Learning

                Dear friend knowlkdge aur expereane main farq hy knowlldge say hum forex k bary main sekh to gaty hain magar practes lazmj chez say go forex main hamen kameyab karty hy as leye knowlldge ko bhi sekhen aur as k sath sath expereanse hasel karen yeh kameyabi hy trading main
                • #9 Collapse

                  Re: Practice aur Learning

                  Practice aur learning forex men kamyab hone k liye sb see ziada zroori Hain kyun ky in k bgher kamyabi mumkin Ni hai forex men learning success ki key hai is k bgher kamyabi possible Ni hai is liye forex men kamyab hone k liye apny knowledge ko maximum improve krny ki koshish krni chaheye aur is k sath sath practice ko maximum increase krna best hai is see ap aik successful trader bn skty Han.
                  • #10 Collapse

                    Re: Practice aur Learning

                    forex main sab sy ziada zaroori cheez yehi hay k hum ziada sy ziada practice karain aur learning karain. agar hum demo account pe practive krain aur achi learning karain to ye baat definitely hay k ap achy bonus ko hath lagayen gy.
                    • #11 Collapse

                      Re: Practice aur Learning

                      Practise and learning bro according to my knowledge learn krny k liay ap ko practise ki zarort hoti ha ar jitne ziada ap practise kriny gy gy learning k chancinces b utny ziada increase hoty jainy gy jitny b newbeis hain un k liay practise bht zarori ha jb tak wo practise nai kariny gy to wo learn kaisy kriny gy
                      • #12 Collapse

                        Re: Practice aur Learning

                        Dear friends practice aur learning do different different chezain hain kau k learning may hum sirf learn karty hain aur practice may hum learning may jo kuch sekhty hain us ko demo per put karty hain es leyh learning k bad practice zarori ha .
                        • #13 Collapse

                          Re: Practice aur Learning

                          aap ki baat sy ittefaq karta hn forex trading mn practice or learning bohot zaroori hy ic k beghair guzaara nhi hy , practice ka taaluq hardwork sy hy or learning ka taaluq mind sy hy matlab hardwork or mindwork is the key to success.
                          • #14 Collapse

                            Re: Practice aur Learning

                            Forex Mein kaam karne ke saath saath hain Yahan Par practice for learning bhi karna chahiye Jitna Jyada Hum Yahan Par practice Karte Jayenge Forex Mein information ko be increased Karte Jayenge Agar Hum Log aisa nahi karenge To Hum Kabhi Bhi kamyabi ke sath trading nahi kar sakte hain long time ke liye information nahi nikal sakte hain Jitna Zyada Hum Log kaam ko kam samajhte Hain information ko Aage Lekar Chale Ayenge Hum Uttara Jyada accha kaam business ko develop kar lenge Agar Hame aisa nahi karenge to hume kabhi bhi aise kuch nahi mil sakta hai Is liye sabse important Baat Hoti Hai Kisko sambhale Aur phir kaam karte hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Practice aur Learning

                              Dear apki baat bilkul teek hay jitnay bhi new traders han unko chayi kay pehlay forex ka knowledge lagan kay saat hasil karay aor pher apnay knowledge ko demo account per khoob practice karay ta kay wo knowledge experience ma convert hu jaye aor demo account per newbies ko kam az kam 3 mahinay tu laazmi practice kerni chayi ta kay achi earning ker sakayn.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X