Trading market Kay hisaab say Karne chaheay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading market Kay hisaab say Karne chaheay
    Dear fellow's aksar members ko real trading ka experience ithna ziada nahee hotha our wo apnay bonus ko jald he wash karwa betthay hay is liay sab new members ko chahiay ke wo pehlay market ko study karay our per os k baadh real trading may entry karay tha ke ziada nuqsaan say bachay rahay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading market Kay hisaab say Karne chaheay

    G ha sahi kaha ap ne q k forex trading bht hi complicated or riski business hai es ma ap guess se trading nahe kar sakty q k jb tk hmy proper knowledge or experience na ho to real account ma trading na kren us se pehly ap demo account ma achi trha practice kren or jb acha experience ho jaye to achi trha market analysis k bad hi seniors ki advise se trading kren or stop loss ka use lazmi kren ta k loss km ho agr market hmari trade k opposite bhi jaye to
    • #3 Collapse

      Re: Trading market Kay hisaab say Karne chaheay

      Yes brother aap sahi kaha rahay hain k instaforex trading aak online worldwide international bussniss hay aur bhot he difficult aur different tarha ka bussniss hay ya aasa bussniss hay jis main aksar trader lose karwa bathatay hain aur account wash karwa bathtay hain iss ki sab sa bari waja hoti hay k aap ki pass exprence nahi hota hay prectice kam hoti hay jis ki waja sa lose hota rahta hay
      • #4 Collapse

        Re: Trading market Kay hisaab say Karne chaheay

        Kuch traders trading ko serious nahi lety asal mein unko seekhny ka shok nahi hota aur woh jb market mein entry dety hein tu unko kuch samjh nahi ata aur woh tukkay pe trading krty hein jis se unko loss ho jata hai ya account wash ho jata hai,tradin k liye knowledge zarori hai aur trading se pehly market ko check krein achi tarah analize krein us k baad trade lagani chahiye.
        • #5 Collapse

          Re: Trading market Kay hisaab say Karne chaheay

          Gee haan brother humain market kay hisab sae hi trading kerni chahyea aur forex mein market ki position maaloom kernay kay lye humain market kay analysis kernay chanyeain aur trend ko follow kerna chahyea aur humain kabhi bhi market kay trend kay against nahin jana chanyea
          • #6 Collapse

            Re: Trading market Kay hisaab say Karne chaheay

            sir ham ko as main trading market kee hisab se hi karna chahiy hai q k agar ham ko as main se kuch earning karna hai tu as main ham ko profit hasikl karne k liy ham ko as main trading ache se karna chahiy hai thek hai bhai jaan
            • #7 Collapse

              Re: Trading market Kay hisaab say Karne chaheay

              Je ha bilkul ager aap new member hai to apko chahye ke aap pehly demo account use kary to apko best knowledge aur experience mil paye ga aur market ko achi tarha se analysis kar ke trade open kary to best rahye ga ager aap tuky se koi trade lgao ge to aap lose me he jao ge aur aapka acount wash ho jaye ga iss lye hamesha se he small trade ko mind me rakh ker trade kary ge to AP lose bhi bachy rahye ge
              • #8 Collapse

                Re: Trading market Kay hisaab say Karne chaheay

                hanji bhai trading hamesha market ki movement ko samjh kar karni chaea jesy kay main bohat cee posts main para hai kay agar gold ki movement nechy ko hai to doller hamesha oppositte move karta hai lakin agar gold ki market upward ahin to doller downward move karta hai main abhi new hon mara to itna experience nahi hai lakin main ye bohat para hai kay market ki movement hamesah dakh kar hi trade karni cahea
                • #9 Collapse

                  Re: Trading market Kay hisaab say Karne chaheay

                  G bhaii bilkul theak haii apki bat ky trading market ky hisab see hii krnii chaiye jldbaxii nhi krnii chaiye es mn ..humy mRket mn tmam taar news ko abserv kr lena chaiye market kii movment ko smjha chaiye tmam ups dows ko dekh lein us ky bad trade lgaaein taaky humy loss hony see bch sakein...
                  Mehnat Me Azmat hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading market Kay hisaab say Karne chaheay

                    G bilkul may ap ke bat say agree karta ho k hum ko hamash trading market k hussab say he karni cahaheay aur market k against kabi nahe jana cahyhe kau k jub be hum market k against trade karty hain to market may hamasha loss he hota ha.
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading market Kay hisaab say Karne chaheay

                      Phly to ham ko biljol sakon ks ath ya dykhna chiya market k chanlny ki sid kiya hy kis sod pr market chal rhinyy jb ham dykh ky k kis sid pr hy to tab ham kam kry to tb ham ko hot advantig mil jaty hyus knsath sath ham ko bhi chalna chiya to hamnbhot zeada faida utha sgty hy bra profit bna sgtt hy
                      https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading market Kay hisaab say Karne chaheay

                        Gee bhai agar hum market kay trend ko follow kerain gay tou iss sae humari trade sahih ho gi aur trade loss mein nahin jaye gi aap tamam memebers hamesha trend per hi trade place kya karain kyun kay forex mein trend hamesha trader ka dost hota hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading market Kay hisaab say Karne chaheay

                          g han bahi jan agr hum ismy market k hisab sy kam krty hn to humy ismy kamyabi b milti hy/q k agr hum is k rules ko fallow krty hn.or is my apna experience or knowledge ko us ekrty hn ot humy ismy profit he earn hota hy.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading market Kay hisaab say Karne chaheay

                            ji bilkul sahi kaha hay ap ny k boht sy log kkum knowledge ki waja sy jald e bonus loss karwa beth'ty hain. hamain chahiye k profit k liye pehly boht sa knowledge gain karain.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X