aaj ka kam kaal per hargiz mat chorain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    aaj ka kam kaal per hargiz mat chorain
    dear all forum members forum per jab ap kam karty hain tu ap ka kbhi kabhi dil he nahi krta posting karny ko mger yeh ap k lieay bohut ziada bojh hbe ban sakty hai kyon k ager ap dialy k 30 thread karty hain tu ager ap nay 2 din ya 3 din kam na kia to ap ko next day ko double ya us say bhe ziada kam karna ho ga aur ap say kam phir ga nahi iss lieay apna daily ka target bna kar kam karain iss say ap ko asani bhe ho jayge aur ziada bojh bhe nahi paryga iss lieay hmain daily basis py kam karna chheiay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: aaj ka kam kaal per hargiz mat chorain

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ragho bhai پيغام ديکھيے

    Assalamualaikum ji Bhaijaan BF bilkul sahi baat hai khali Forex trading hi nahi Baki Jo Bhi Hum Duniya ke kaam karte hain usme aap ko aaj kal kaam kaam kar Nahi Chodna chahiye aur Hamesha sabse kam karna chahiye agar aap Chahte Hain To
    • #3 Collapse

      Re: aaj ka kam kaal per hargiz mat chorain

      Hamen pak forum pe aik timetable k sath work kr a chahiye aur hamen daily hi proper work krna chahiye agar ham kch din kaam kren ge aur kch din kaam nhi kren ge to hamare kaamen consistently nhi hogi
      Hamen always hi proper daily kaam krna chahiye ta k ham better kaam kr kaken
      Agar ham kch din kaam kren ge aur kch din kaam nhi lren ge tab ham better work nhi kr sakte hain so hamen koshish krni chahiye k ham always hi better work kren
      • #4 Collapse

        Re: aaj ka kam kaal per hargiz mat chorain

        g bhai ya baat apki achi ha kyunk jb hum ik din kam ni krin ga tu dosry din uska load hum pa ah jye ga. or isi trah agr 3 sa 4 din k load ah jye tu bnda phr some times us kam ko chor deta ha k ya mjh sa ni ho sakhta. is liye regurlarly kam krna cheye or khabi agr kisi problem ki wja sa ik din miss ho b jye tu second day usko cover kr lena cheye ta k ztyda burdon na phary hum pa or hum apna kam jari rakh sakhin
        • #5 Collapse

          Re: aaj ka kam kaal per hargiz mat chorain

          forex me jo bhi kam ho wo hamen kal se bihtar he aj karen q ke forex ek hardwork he is liye wese bhi hamen forex ko time dena hota he agar ham aj wala kam kal ke liye chor den to kal wala kam phir ruk jaye ga is se bihtar he ham apna kam har din ka usi din me kia karen
          • #6 Collapse

            Re: aaj ka kam kaal per hargiz mat chorain

            Dear apki baat bilkul teek hai k agar ajj kesi kam ka karna ho tu q osko dosre dino k leye choora jaee ajj ka kam ajj k saat he complete karna chaheye taake dosre dun aoko previous dino k kam mai na olajna paray aor ye ik zarore cheez be hai k time k saat kam ko mukamal karna es say ap mai consistency faida hoti hai jo apkay trading k leye kafe ziyada faida mand sabit ho sakte hai eskay ilawa consistency k saat kam karna chahe wo forex k hawalay say ho ya others filed k hawalay say ap mai ik ache strength faida karti hai..
            Zuhaib9988 Trading journal
            https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
            • #7 Collapse

              Re: aaj ka kam kaal per hargiz mat chorain

              G bilkul aap theek keh reh ho ajj ka kaam kal per nhe chorna chahey is bandey key apney he ooper bogh banta hey is jo aap targit bnatey ho wo daily acgieve kreen ge to aasani rhey gi .
              • #8 Collapse

                Re: aaj ka kam kaal per hargiz mat chorain

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Ragho bhai پيغام ديکھيے
                dear all forum members forum per jab ap kam karty hain tu ap ka kbhi kabhi dil he nahi krta posting karny ko mger yeh ap k lieay bohut ziada bojh hbe ban sakty hai kyon k ager ap dialy k 30 thread karty hain tu ager ap nay 2 din ya 3 din kam na kia to ap ko next day ko double ya us say bhe ziada kam karna ho ga aur ap say kam phir ga nahi iss lieay apna daily ka target bna kar kam karain iss say ap ko asani bhe ho jayge aur ziada bojh bhe nahi paryga iss lieay hmain daily basis py kam karna chheiay.
                Hume trading karne ke liye a protein banana chahiye aur dusro 3 par Amal karna chahiye for telling ke basic pay Delhi ka kaam karna chahiye Hame aaj ka kaam karke Nahi Chodna chahiye jisse Hum accha kaam nahi kar Sakenge
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  Re: aaj ka kam kaal per hargiz mat chorain

                  Je ha bilkul sahi kaha apny ager aj ka kaam kull per bilkull ni chorna chahye ku ke ager ham aik ka kam kall per chory ge to ham bohat confused ho jaye ge hamy aisa bilkul bhi ni karna chahye balky aaj ka kam aaj he karna thek rahye ga
                  • #10 Collapse

                    Re: aaj ka kam kaal per hargiz mat chorain

                    Forex traders kay liye aur khas toor per forum members kay liye tu bohot he ziada lazmi hai woh apny kam ko kal per maat he chorain tu best rahy ga.
                    Aksar members posting ko delay kar daite hain. Jis ke waja say in ko bonus b kam milata ha . iss liye ager daily base per routine mai forex ke learning karin aur posting ko continue Karin tu bohot acha bonus b mil sakta ha trading ke learning karny say trading behtar ho jate ha.
                    • #11 Collapse

                      Re: aaj ka kam kaal per hargiz mat chorain

                      sir agar hum aj kam kal per chor dety hien to yeh bhut he buri bat hai q k es mien aa ker hamain her bar success say dor he rahna hota hai es lye her kam ko us k waqt per kerna zarori hai or jab hum forex mien aa ker her kam waqt per kerty hien to pher kio bee problem na ho gi or hum hum earning bee kerty jain gay.
                      • #12 Collapse

                        Re: aaj ka kam kaal per hargiz mat chorain

                        bilkul mere sath same her month asa he hota hai main sara month yehi kah ker guzar daita hun k aj kron ga posting aur kal karioon ga jub k main kerta nhi hun aur jub month ka end hota hai tub mujh say ki he nahe jati hamen roz apna target dakhna chea aor roz hedaily kam karna chhea phir he ham ko acha bonus mil saky ga aur ham acha earn kar sken gy aj ka kam kal per chornay say ap ko he nuksan ho ga kisi or ko nahi
                        • #13 Collapse

                          Re: aaj ka kam kaal per hargiz mat chorain

                          g han asa he hai mai forum main khud bht slow kam karti hun ab main ye irada kr lia hai k next month sy first date say karny lag jaongee es say ap ko ziada burdan nahe dalta aur ap ko posting kerty wakt koi preshani bhe nahe hoti ess liea hm ko daily basis py km krna chhea.
                          • #14 Collapse

                            Re: aaj ka kam kaal per hargiz mat chorain

                            G hum ko aaj ka kam kal par nai chorna cahy q k kal dosra kam ho ga as ka mtlb hy k sirf aaj ka soch k kam karna cahy kal kis nay dakhi hy aur Jo b trade Ap opne karty hain us ko b aaj he close karm chay kal aay gai to kal ki kal ma dakhi jay gai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: aaj ka kam kaal per hargiz mat chorain

                              hamy apna rozana ka time table set kar ky kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy forex aik real or kabe be band na hony wala business hain is mai dunya ky bary bary mumalik shamil hain yai pury pakistan mai legal ban cuka hain forex mai hum out off cost account bana kar be kam kar sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X