loss hony per himmat na harin

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss hony per himmat na harin
    dear forum members forex trading main profit loss chalta rehta hy ager ap ko loss ho jai to disheart na hon bulkey mazeed mehnat kren aur work jary rakhin try try again is the key to success in the forex trading
    Signature removed by moderator
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss hony per himmat na harin

    Dear brother apki bat bilkul theak ha forex trading mn loss bhi ho jata khasoosan jo log new join krtay hn lekin unhen preshan naen hona chayay apni mehnat ko jari rakhen aur apni ghaltion ko drust kren jin ki wja sa loss howa ho to profit bhi zroor ho ga
    • #3 Collapse

      Re: loss hony per himmat na harin

      Dear baat ya hay k aap kohi be new bussniss start karan us main aap ko us main kamyab hona k laya kahi dafa lose ka samna karna parta hay lakan lose ki waja sa kohi be bussniss nahi khatam karta hay issi tarha instaforex trading be aak online bussniss hay aur ya aak bhot difficult aur different tarha ka bussniss hay iss bussniss ko samjne k laya bhot zayada time ki zarrorat hoti hay ager aap ko instaforex trading main lose ho ja hay tu trading chor nahi dani chaya balkay zayada mahnit karni chaya
      • #4 Collapse

        Re: loss hony per himmat na harin

        G Han bilkul loss hone par bohat sare log himmat haar jaty Han aur forex jaisa acha business chor jaty Han jb k ye bohat galat step hai forex men loss aur profit sath sath hoty Han jitna ziada losses see learn kren ge utni ache aur new strategies apko seekhne ko milen get Jin see trading kr k na sirf apna loss recover kr skty Han balky is k sath sath AP acha earn krny k kabil bi ho skty Han.
        • #5 Collapse

          Re: loss hony per himmat na harin

          yes dear loss tu sabhi ko hota hai forex main kyon k ye bohut bra international busines hai iss main success hony k liay kafi arsa aur kafi hard wokr karni parti hai phir he ham forex main success hasil kar sakty hain short cut ko aplly kar k forex main success nahi kia ja sakta hai jiss k pas ziada expereince aur acha knolwgde hota hai wo hee iss main successfull trade banta hai.
          • #6 Collapse

            Re: loss hony per himmat na harin

            Dear friends instaforex me loss hone pr preshan na hon or panic bi na hon qiyon k kisi bi nakami k bad kamyabi hoti he loss ho Jana koi bri bat ni he leken loss k dar se insan apna proper business bi ni kr skta pakforex bi aik business he or ap is ko full confidence k sath kren to inshallah loss ni ho ga.
            • #7 Collapse

              Re: loss hony per himmat na harin

              no doubt dear apki bat bilkul thk ha. loss is the part of business. agr hum loss hony ki wja sa himat haar kr kam chor dain ya dis heart ho jain tu ya acha ni ha balky humy usy face krna cheye or ik achi umeed k 7 phr sa kam start krna cheye. mehnat krin khbi b mehnat ka phal zahiha ni hota. han ya bt zaroor ha k khbi khabar mehant ka phal late ho jate ha tu us sa saber kr k continuously kosish krni cheye.
              • #8 Collapse

                Re: loss hony per himmat na harin

                jab b market main loss hota hay to is main humain mimmat nai harni chahiye is main active ho kar kam karna ho ga ta kay market ko face karny ko hosala mil sakay is main humain hard work kar kay achy say an aho ga or apni hony wali mistake ko b note karna ho ga ta kay market main mazeed loss nai ho sakay
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #9 Collapse

                  Re: loss hony per himmat na harin

                  G bilkul hamein loss se bilkul bhi dil nahi ghabrana chahy balk apni mehnat jari rakhni chaye ra k hum agay se agay barg sakein aur zyada se zyada bonus hasil ker k paisa kama sakein aur te paisa hamein bahut zyada kam aega ata k hmari zindgi achi gizre aur hum acha kamaain. Shukria
                  • #10 Collapse

                    Re: loss hony per himmat na harin

                    loss es bsuiness ka hisaa hota hai es liye kbhi bhi pany loss se ghbrana nahi chahye q k yah aik aysa fact hai jis ko aghr hum positive len tu hum os se acha profit bhi hasil kar skty hain q k loss se hmain sikhna chahye or jub loss ho tab he apni leraning ko mazzed barha dena dena chahye or os loss ki wjah ko khtm krna chahye
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: loss hony per himmat na harin

                      ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai agar Hum Pakistan Forex Mein kaam karte hain aur Hamein bahut hi bada nuksan ho gaya hai to Hame bilkul bhi pareshan nahi hona chahiye Kyunki Hum Apna loss recover kar sakte hain isiliye hamein chahiye Hamen loss recover karne ke liye market Koja bahut hi jyada analyses karna hoga FIR Hum Apna loss aasani se recover kar sakte hain thanks

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X