Agar acha Trader Banna hai to short cuts ko Mind sy Nikaal dein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Agar acha Trader Banna hai to short cuts ko Mind sy Nikaal dein

    Ek accha trailer kabhi bhi shortcut rasta istemal nahi karta hai woh hard work karta hai aur mehnat Karke profit banata hai apne experience ko istemal karta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Agar acha Trader Banna hai to short cuts ko Mind sy Nikaal dein

      Alsalam Alaikum, well my dear friend, aap nay bilkul theek kaha hai, Forex trading ki field ho ya phir koi aur field ho uss mein hum kabhi bhi kisi bhi short cuts kay through success avail nahi kar saktay hain balkay utla humein nuqsan uthana par jata hai, iss leay humein chaheay kay hum Forex trading ko properly learn karain aur ziada say ziada practice karain aur phir working karain..
      • #18 Collapse

        Re: Agar acha Trader Banna hai to short cuts ko Mind sy Nikaal dein

        Forex main boht say new traders ki sab say bari ghalti yehi hay kay wo short cuts say forex ko win kerna chahtay hain aur short cut laganay ka nateejay main kabi bhi kamayab nahi ho patay. jo trader short cut laga kay kamyab honay ki sooch sochta hay to wo kabi bhi kamyab nahi ho sakta. is liye forex ko pehlay seekhen phir earning karen.
         
        • #19 Collapse

          Re: Agar acha Trader Banna hai to short cuts ko Mind sy Nikaal dein

          forex trading business mein koi short cut nhi hy forex trading business mein hum kaamyaab hi tab ho saktay hy jab hum forex trading business mein mehnat aur hardwork kartay han kiok mehnat karain gay tu hi learning knewledge aur experience hasil kar saktay han js se hum achi trading kar k acha profit earn kar saktay han
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Agar acha Trader Banna hai to short cuts ko Mind sy Nikaal dein

            Ager acha trader ban na hay to short cuts ko zehn say nikal den aur apnay ap ko seekhnay ki traf maael karen. jab ap ko seekhna acha lagay ga to ap ko kamyab honay say koe nahi rok sakta. is liye jo new traders hain un ko is cheez per zoor dena chahye. Earning kay liye sari life hay forex market kahin nahi ja rahi lakin ap ko time zaya honay say bach jaye ga.
             

            اب آن لائن

            Working...
            X