Do'nt Loose Hope
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Do'nt Loose Hope
    Dear members Asslam o Alekum . mere khyal main hamain apni losses ki waja se dilbrdashta nahi hona chahye balke har din new umeed k sath ik new jazbe k sath apne kaam ka agaaz krna chahye beshk wo forex ho ya phir koi aur kaam. Hmari mistakes se hum ko seekhna ho ga aur dobara un mistakes ko na duhra kar hum ko age bdhna ho ga umeed ka damin nahi chorna ho ga phir hi hum kamyaab ho skte hain. Shukrya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Do'nt Loose Hope

    G han forex trading aik risky business hey aur iss men risk ki waja se loss ho jata hey aur iss loss ki waja se hamen tension bilkul nhi leni chahiay balkay hamen yeh hope rakhni chahiay k agar aj loss huwa hey tu kal profit bhi mil sakta hey iss hope k sath apni mehnat aur hardworking ko jari rakhen
    • #3 Collapse

      Re: Do'nt Loose Hope

      G bilkul hmy kbhi bhi umeed nahe chorni chahiye hai q k loss or gain to hr kam ma hota rehta hai so kbhi bhi dishurt na hon q k forex bht hi riski business hai es ma koi bhi birth se expert nahe hota ap strugle kren zayada learning kren ta k ap bhi achy trader ban k achi earning kar sken or jb bhi trading kren to hmesha patience se loss ko mined ma rakh k trade kren.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Do'nt Loose Hope

        Dear forum members, Profit aur loss business ka hissa hain.. dunya ka koi aisa business nhi hai jis main profit ho aur loss na ho.. Forex main bhi loss aur profit dono hoty hain. agar new traders ko start main loss a jaye to un ko mayoos nhi hona chahye balkeh forex ko learn karny main ziyada hard work karna chahye aur mistakes sy learning karni chahye aur future main in mistakes ko repreat nhi karna chahye

        اب آن لائن

        Working...
        X