Job sae behtar trading hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Job sae behtar trading hai
    Forex mein aao log mehnat sae kaam karain gay tou aap dekhain gay kay aap iss sae apni marzi ka.profit hasil ker saktay hain aur aik din jab aap iss mein expert ho jayain gay tou aap khud kahain gay kay job sae tou forex trading achi hai jis sae aap job sae double earning lae saktay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Job sae behtar trading hai

    G ha forex trading kesi bhi job se bht better hai q k es ki koi term and conditions nahe hain like timing education etc es ma ap jb bhi free hon kam kar sakty hain koi fixed salary nahe hai k ap month kam kren to it a mily ga ap jitni zayada mehnat kren gy ap itni hi achi income kar skty hain wo bhi ghr bethy
    • #3 Collapse

      Re: Job sae behtar trading hai

      We know that Forest is a very good business We can use it for part time and long time For people who are job-less, it is better for starters to have less investment dreams Start business Forex in a proforma manner It should be done Two can do more than Can earn
      • #4 Collapse

        Re: Job sae behtar trading hai

        job se behtr trading job or business ko agr daikhe tu job ke bohat zaida masle hote hai time per job per ponchana or apna kam pura karna boss ki bate sunana or bohat sare masle hote hai or agr business ki bat kare tu business me apko kisi ki bat nahi sunani parti or apka apna kam hota hai jub dil kare karo jub na kare na karo or job ki nisbat business me paisa b zaida hai mere tu mashwara hai ke job ko choro or forex business karo.
        • #5 Collapse

          Re: Job sae behtar trading hai

          Bahi business jo bi ho job s bahtar hota hai forex bi ak best business hai or ya busines job s tu bahtar hai kiun ka job jab hum krta hain tu os mai bohot mahnat krta hain ta ka huma promotion mala or hamari salary acchi ho or agr ya mahnat hum forex mai karian tu bohot acchi earning kr sakta hain job mai hum kisi ka under kam krta hain hamara koi boss hota hai laken forex mai asa nahi hai forex mai hum khud boss hota hain or kisi ka under kam nahi krna pahrta jitni mahnat krta hai othnami earning hoti hai laken job mai asa nahi kiun ka job mai fix pay hoti hai or jitni marizi mahnat kara othni payment milti hai thanks
          • #6 Collapse

            Re: Job sae behtar trading hai

            Dear friends job say better trading un logo k leyh ha jo log jobless hain aur jo log job karty hain un k leyh dono kam best hain . depend karta ha k ap forex ko kis andaz may lay kar chalty hain aur ap nay forex ko kis way may sekha ha ger ap forex ko achy tariqay say lay sar chlin gay to ap ko loss kam ho ga nahe to loss ap k muqader may ho ga.
            • #7 Collapse

              Re: Job sae behtar trading hai

              Kuch log education hasil kar chukay hen aur ab job ki talash men hen tu aesey logon ko chahiay k woh forex ko join kar len kiun k aik dafa jo forex ko join kar leta hey woh itna ziyada profit hasil karta hey k ussay koi aur job karnay ki zaroorat nhi parhti aur online honay ki waja se forex men trading karna bahut easy hey
              • #8 Collapse

                Re: Job sae behtar trading hai

                Dear friend agar ap koy job karty hain aur ap ki selry bhi achi hy magar forex k mokably main woh kuch bhi nahi qu k forex main expert ap ki ak sal ki salry ak month main earn kar lety hain forex gesa busnes aur koy nahi ho sakta forex ak bahtareen profet wala busnes hy as main learning karo
                • #9 Collapse

                  Re: Job sae behtar trading hai

                  Gee haan bhai forex mein hum itna kuch hasil ker saktay hain kay jis ka hum kuch soch bhi nahin saktay bus iss kay lye humain forex mein kuch mehnat kerni ho gi aur aap ki baat theek hai kay forex sae hum job salary sae double income hasil ker saktay hain aur waqaee forex humain bahut kuch dae sakta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Job sae behtar trading hai

                    g haan bhai ap ne thek hi kaha hai kee job se bihtar hai ham as forex trading main kam karen q k ham as forex trading ko ghar bethe hi kar sakte hain as liy job se bihatar forex trading hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Job sae behtar trading hai

                      Trading to job se bahtar hy lekan agar parmanent income wali trading ki jae forex mein kabi profit aur kabi loss, yaha pe conform income to hoti nhe agar ap ne forex trading kani hy to ye job ky sath bhi ki ja sakti hy, yaha pe agar thora sa time dya jae to bhi trading ho sakti hy,
                      • #12 Collapse

                        Re: Job sae behtar trading hai

                        G han agar hum forex ko pori tawaja or dil ki lagan say sekhin or acha experience bana lain to yaqenan forex job say acha business hay or es main hum jab chain or jetna chain kqm karin or apni marzi ka profit bana lain jo kh job main hum nahi kar sakty lehaza achy future kay lay forex main mehnat karin or es business main sab say agy nekal jain
                        All The Best Dear Friends
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Job sae behtar trading hai

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                          Forex mein aao log mehnat sae kaam karain gay tou aap dekhain gay kay aap iss sae apni marzi ka.profit hasil ker saktay hain aur aik din jab aap iss mein expert ho jayain gay tou aap khud kahain gay kay job sae tou forex trading achi hai jis sae aap job sae double earning lae saktay hain
                          Jassi Gill aap sab logo ko pata hai ki Kisi bhi kaam mein agar Hum Jyada Se Jyada minute Kare to Humdard Guitar Pro Phadke Maa Shakti Hai isliye Koi Chahiye ki hardworking great experience curry aur tips or advices par Amal karne se pehle in zaroor check Kare Kyunki Yeh hai woh cheez hai jo aapko profit yellowish ki taraf Le Jayenge

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X