Trading mai jab kabi loss hojate hai tu aksar traders buhot ziyada pareeshan hojatay hai aor ik gham o ghusa hota hai k q loss hogae hai so es type situations mai confidence level be gir jata hai aor further trading mai aksar ik khoof sa rehta hai k kabi ye trades be loss mai na chale jaee so ye ik human nature hai jo aksar trading k saat chalta rehta hai lekan ye baat drsot hai k profit trader ki confidence level ko boost karta hai aor loss trader ki confidence level ko girata hai lekan kanyab sirf wahe trader hotay hai jo har type situations mai sabit qadam rehtay hai aor kabi be bad halat say nahe gabratay balkay muqabla kartay hai..
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим