Indicator be kabi kabi ghalat signals daite hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicator be kabi kabi ghalat signals daite hai?
    Agar ap indicator k baray mai jankare rakte hai ya ap esko apnay trading mai use kartay hai tu apko zaror ilm hoga k kabi kabi indicator be ghalat signals daitr hai aor osi signals k based par agar trading ki jaee tu apko nuqsaan be otana par sakta hai esi leye hum bar bar yahe baat kartay hai k kabi be blindly indicator par trust nahe karna chaheye q keh indicator apko ik idea tu zaror dai sakte hai lekan exact true signals nahe dai sakta so agar ap ik professional trader ki tarha trading karna chahtay ho taab apko har bareek cheez ka khyal rakna hoga aor kesi cheez par kam az kam blindly trust nahe karna hoga..
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Indicator be kabi kabi ghalat signals daite hai?

    Indicators bi basically dependant hota h flrex news and trends pe to wo bi just idea lga skta h. confirm kbi bi ni hota. Hamesha self confidence ho kr trade krni chahiey aur uaka faida bi ho ga. Agr start mn thori ghalti bi ho gi lakin baad mn ap expert bn jain gy.
    Just view ???, Like kon kry ga???
    • #3 Collapse

      Re: Indicator be kabi kabi ghalat signals daite hai?

      forex man koi tool trader ku gauranted profit nae daita. or indicator bhi forex man trader ku just indicate kerty han. hundered percent ager ap forex say earning chahty han tu learning ker k trading ki taraf ayn.
      • #4 Collapse

        Re: Indicator be kabi kabi ghalat signals daite hai?

        G Hn Dosto forex trading ma hmain sirf indicator pr he trading ni krni chy bilkay sath ma analysis k sath strategy bnani chy phr trading krni chy Kiun k agr hm sirf indicator pr trading kr gy to indicator kbi kbi galt b ho jty hy jis ki wja sy hmain loss ho jta hy
        • #5 Collapse

          Re: Indicator be kabi kabi ghalat signals daite hai?

          dera mai ap ki bat sy fully itefaq kerta hun wqi indicator ik aise cheez hy jis per ap mukaml etemad nahi ker sakty hy lazmi ap ko is ky sath market mai apny analysis ko bi kerna perta hy jis ki waja sy hm logo ko kafi faida ho sakta hy gaer ap market mai ap log nazer doray tu ap ko pata chal jay ga ky forex mai ap us time tak kamyab nahi ho sakty hy jab tak ap is ko analysis kerna na sekh ly kiyo ky ager ap ko yi kerna nahi ata hy tu ap kabi bi trade nahi ker sakty hy jis ko trade kerna kehty hy wo ap ko kerny ky liya lazmi market ko pehly daikhna perta hy ky yi kis terf move ker rahi hy ap ko usi terf jana chahaiya.
          • #6 Collapse

            Re: Indicator be kabi kabi ghalat signals daite hai?

            mien nay aj tak koi bee signals na lyee hien or na he mien in per yaqeen kerta hion meraa yaqeen es bat per hai k hum es mien aa ker ker agar dil say kam kaerty ien to kio bee cheez mushkil na hai or her cheez mien hamain asani say success bee mil sakti hai es lye apny ap ko us qabil banana ho ga k earning kerty rahain.
            • #7 Collapse

              Re: Indicator be kabi kabi ghalat signals daite hai?

              dear mai ap ki bat sy agree kerta hun waqi ager h logo ny acha trader bana hy tu hmy kabi bi forex ki market mai indicator per bharosa nahi kerna chahiya taky hm log is mai bilkul ik achy trader ki hi terha sy kam ker saky wesy ager daikha jay tu ziyada ter log is mai indicator per hi kam kerty hy or inhi ka sahara ly ker wo log is market kmai trade lagaty hy laikn ager ap sirf indincator per hi depend ker ky kam kerty rahy gy tu ap ko loss ka bi samna bi kerna per sakta hy is liya koshish kery ky indicator ky bina hi trade kerna sekjhy tu best rahy ga.
              • #8 Collapse

                Re: Indicator be kabi kabi ghalat signals daite hai?

                yes dear isi liye maine bhi apni kai post main aisa he kaha hay k hamain har wakt apnay indicators ko agay nai lana chaye unhain hamain harfe akhar nai banana chaye asal main indicators bhi aik softwares hain wo bhi insaan ki tarha ghalat bata saktay hain magar ham hain k sara depend aik he baat pay rakh kay usay harfe akhir bana laitay hain aur bus isi liye hamain bari care k sath kaam karna must hay jis say hamain agay barhanay ka mazed rasta mil sakta hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Indicator be kabi kabi ghalat signals daite hai?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
                  Agar ap indicator k baray mai jankare rakte hai ya ap esko apnay trading mai use kartay hai tu apko zaror ilm hoga k kabi kabi indicator be ghalat signals daitr hai aor osi signals k based par agar trading ki jaee tu apko nuqsaan be otana par sakta hai esi leye hum bar bar yahe baat kartay hai k kabi be blindly indicator par trust nahe karna chaheye q keh indicator apko ik idea tu zaror dai sakte hai lekan exact true signals nahe dai sakta so agar ap ik professional trader ki tarha trading karna chahtay ho taab apko har bareek cheez ka khyal rakna hoga aor kesi cheez par kam az kam blindly trust nahe karna hoga..
                  Assalamualaikum divyavani bilkul theek Kaha Agar Hum Forex trading kar rahe hain to hum nahi chahiye Ke Hum Kabhi Bhi Ek indicator par trust Na Kare volcano 3 indicators se result Hasil karne ke baad Agar Hame sem result Milta Hai To Hum us par depend kare
                  • #10 Collapse

                    Re: Indicator be kabi kabi ghalat signals daite hai?

                    G bilkul ap ki bat sahi hy indicator per kabhi bhi blindly trust ni karna chahiye kiyon k indicator jo hein wo markit price k sath move karty hein naky markit indicator k sath move karti hy humein apni skills sy trad karni chahiye zarori ni hy k daily base per profit ho humein sirf aik trad leni chahiye jo kabilay profit ho
                    ALWAYS BE HAPPY
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Indicator be kabi kabi ghalat signals daite hai?

                      g han bahi jan ismy indicator hum jo use krty hn agr to humy us k thek sy use krna nahe ata to hum us my sucess nahe ho sakty.or agr hum ny us ko use krny k treqa saheekh liay to b humy is my shuair rahna ho ga q k is my indicators b galit single daty hn.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X