Forex nay zindagi ko khushaal bana dya hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex nay zindagi ko khushaal bana dya hai
    Forex ko aksar woh log join kertay hain jin ki income kam hai ya jin ka income mein guzara mushkil sae hota hai aur woh forex mein kaam ker kay apni income mein izafa kertay hain jis sae unn ki tamam khawaishaat poori ho jati hai aur unn ki zindagi khushal ho gae hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex nay zindagi ko khushaal bana dya hai

    apki bat bilkul ha forex trading aik bahot achha business forum ha jis na logon k liay earning ko bahot asan bna dia ha is mn khas taur pr woh log jo mali problem ka shikar hn un k liay forex bahot achhi operteunity ha k is thori c mehnat kren aur apni zindgi ko khush hall bna sktay hn
    • #3 Collapse

      Re: Forex nay zindagi ko khushaal bana dya hai

      G bilkul forex trading ek bht hi acha online business hai or bht hi acha source hai gher bethy profitable income earn krny ka es na ap jitni zayada mehnat kren gy jitni learning kren gy ap itni hi achi trading kar k apny lifestyle ko change kr salty hain apni sari zaroriyat easily ghr bethy asani se pori kar skty hain
      • #4 Collapse

        Re: Forex nay zindagi ko khushaal bana dya hai

        Aapne bilkul sahi kaha hai main Forex ko part time Leke chal raha hoon Wo Mujhe Achi Achi nahi ho rahi hai part time catering both achi cheez hai zuluk job karte hain unko chahiye Forex trading co part time or option B K tour pe Leke Chale aur job na hone Ki Surat Mein full time Forex trading kare
        • #5 Collapse

          Re: Forex nay zindagi ko khushaal bana dya hai

          G Hn Dosto forex trading ko zyda tar wo trader jion krty hy Jin ki income ya to bht Kam hoti hy ya to wo unemployment hoty hy agr aisy trader Forex trading ma mhenat krty hy to forex trading ma etni ability hy k ye ap ki zindgi ko khush hal bna dy or ap es sy Acha earn kr ly
          • #6 Collapse

            Re: Forex nay zindagi ko khushaal bana dya hai

            yeh bat to right hai k forex nay hamari lfe ko khshal ker dya hai q k es mien kam ker k hum earning hasil ekerty hien or jin ko es mien aa ker earning hoti hai wo es mien aa ker khush hal ho jaty hien or wo behtreen life jee lety hien es trah hamain forex mien aa ker apny dil say kam kerna hota hai or es mien tama cheezo ko dakhna hota hai.
            • #7 Collapse

              Re: Forex nay zindagi ko khushaal bana dya hai

              dear forex traders we cannot dyne this fact k forex treding boht profitable bussines hy lakin yh boht ziada risky b hy forex trading me ziada earn krny k lye forex tradig k basics price movement mouzon timing fundamental or technical methods ko samajhna boht zarori hota hy q k jo bussiness jitna ziada prifit deta hy utna hi lossful b sabit ho skta hy is lye is forex trading sy profit gain krny k lye is sy related knowlege hona zarori hy.
              • #8 Collapse

                Re: Forex nay zindagi ko khushaal bana dya hai

                G Han aisa he hai forex ki wja see men nee bohat kch learn kiya hai us k ilawa forex trading see earning kr k men nee apni bohat sari wishes ko bi poora kiya hai forex nee he mere andar self confidence develop Kiya hai jis ki wja see men ache trading krny k aur us k sath sath ache earning krny k kabil hear forex nee na sirf mjhe learning k kabil bnaya balky is nee mere andar bohat sari problems ka solution dhondny men Meri help ki forex is one of the best business in my life.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex nay zindagi ko khushaal bana dya hai

                  g haan bhai hamare zindgy ko bhi forex trading khushal bana sakta hai as main agar ham as main mihnat se kam krana chahiy hai tu as main ham apne zindgy ko khushhall bana sakte hai as main ham ko dil lgag kar hi kam karna chahiy hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex nay zindagi ko khushaal bana dya hai

                    Forex aik bahut acha business hai aur mere khayal mein humain iss mein mehnat sae kaam kerna chahyea aur phir humain iss mein itna zayada profit hasil ho ga jis ka hum soch bhi nahin saktay aur forex nay tou kae logoun ki zindagian khushal bana de hain aur bana bhi raha hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex nay zindagi ko khushaal bana dya hai

                      g haan bhia jaan ap ne thei hi kaha hai kee forex trading ne zyndgy ko khush haal bana dea hai us ki zyndgy ko khush haal bana ta hai jab as main jo mihnat se kam karta hai tu hi u ki zindgy khush haal hota hai thek hai bhai jaan
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex nay zindagi ko khushaal bana dya hai

                        hello dear brother it is true forex nay hamari lfe ko khshal ker dya hai q k es mien kam ker k hum earning hasil ekerty hien or jin ko es mien aa ker earning hoti hai wo es mien aa ker khush hal ho jaty hien our wo b baki logo ki tara achi zindazi guzarta ha our sari zarurato ko pora karta ha
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex nay zindagi ko khushaal bana dya hai

                          G hain sir apne bilkul hi sahi kaha hain forex humari life ko khusahhal bana deti hain is mein apjko zada mehnat karni chahye aur is mein apko mehnat kar k hi is mein ap earn kar skate hain aur apko is mein zada mehnat karni chahye pher ja ar ap is ein earn kar skate hain is ein apko zada mehnat karni chahye pher ja ar ap is mein earn kar sate hain forex humari life ko khushhal bann deti hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex nay zindagi ko khushaal bana dya hai

                            G bhai aap bilkul theek keh rahy hyn Forex trading ny bahot sy logon ki zindagi khushaal bna di hy. Khas tor pe wo log jo hyn to ghareeb aur business karna chahty hyn lakin un k pas business start karny k liay investment ni hy to wo log is sy business start kar k aik hi waqat myn learning aur earning kar rahy hyn aur apni aur apni family ki zandgi ko khushal bna rahy hyn. Yahi waja hy k Pak Forex forum din ba din mashoor ho raha hy aur log zaida sy ziada is ko join kar rahy hyn.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex nay zindagi ko khushaal bana dya hai

                              forex hamare life ko kusch hal bana sakta hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai trading be kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain forex kabe be band na hony wala business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X