Technical analysis kya hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Technical analysis kya hain?
    Market ki price jo chal rehi hoti hai woh aik hi side per move kabhi nahin hoti hai aur na hi ho sakti hai iss lye market apni history ko zaroor repeat kerti hai issay hi hum technical analysis kehtay hain aur iss ko maaloom kernay kay lye humain yeh khas 3 qisam kay indicators use kernay chahyeain
    Bollinger band
    Fibonacci
    Pivot point
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Technical analysis kya hain?

    Dear forex ma 2 trha k analysis hoty hain technical analysis or fundamental analysis.
    Technical analysis wo hoty hain k jb hm market chart dekhty hain to market ki previous market history ko judge krty hain or us k according apni trade sett krty hain dono bht helpful hoty hain trading krny ma so trading se pehly inhy achi trha learn kr liya Jaye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Technical analysis kya hain?

      Gee haan brother aap ki baat theek hai forex.mein technical analysis kerna bahut zaroori hai kyun kay aisa kerna sae humain market ki situation ka achay sae pata chalta hai aur iss mein humain bahut acha profit bhi hota hai iss lye trade laganay sae pahele market kay technical analysis kerna bahut zaroori hai

      اب آن لائن

      Working...
      X