forex trading main strategies ki importance
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trading main strategies ki importance
    dear forum members forex trading buisness ki bunyad strategies per hy different trader different strategies ko use kerty hn jis ki base per wo earning kerty hn,ager ap aik new strategy bnaty hn to pehly ap ko us strategy ko demo per test kerna chay ager result asha ho to phir us ko real per try kren
    Signature removed by moderator
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex trading main strategies ki importance

    Brother is main koi dosri baat nhen keh jiski trading strategy jitni ziada sound and fool proof hogi woh utna confidence key sath trading ker sekta hey. Strategy wohi behter hoti hey jiski success ratio more than 80% ho. Apni strategy khud banain aor demo per practice kerain. Jeb bhi strategy develop kerain to is baat ka khial rekhain keh kis session main is pair ki move fast hoti hy. Phir usi hisab se strategy set kerain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: forex trading main strategies ki importance

      Mere Naal De forex market main strategies ki koi importance nahi hai hame sabse Jyada important money management co deni chahiye Kyunki Mere jitne bhi account wipeout Huye hai woh sirf aur sirf meri bigger lot ki wajah se Huye Hain Kyunki Hum Log a lot Lagate Hain aur Malkit wipeout Karke Hamara account strategy.
      Hame Chahiye Hota Hai Ke Jab Hum market me trading Kare to Hoon Main Market Mein long term trading Karni chahiye aur apne emotions to fully controlled Kare Jab Hum Hai Apne long term analysis karte huye achha profit hota hai to Hame market me trading Kattakada income.
      Hum jitni achi se achi strategy at Nalanda Kanmani management Ko Jab Tak Hum follow nahi karenge Hum a forex market Mein Kabhi Na Kabhi kamyabi ki Badhai losing Hogi zaroor zaroor.

      اب آن لائن

      Working...
      X