kmiyabi ky raaz .....
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kmiyabi ky raaz .....
    dear friends kmaiyaab log woh hoty hn jo pahly tu kabhi lalach mn nh aty kamiyaab log hardworking hoty hn kamiyaab log work ko work samjhty hn esi liya hmne cahiya keh jub bhi forex mn kam kren kmaiyaab logon ki tarah work ko work samjh ky achy mind sy kren yeah basic kamiyaabi ky raaz hn kamiyaab log kabhi haar nh manty har nh manna kamiyabi ka raaz hy hmen Forex mn kabhi haar nh manni cahiya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kmiyabi ky raaz .....

    Forex trading bahot achha business forum ha jis mn kamyabi ka raz sirf apki mehnat ha ap jitni mehnat sa forex k bara mn knowledge aur experience gain kren gay kamyabi ap k liay itni he asan ho jay gi so kamyabi ka raz sirf mehnat ha
    • #3 Collapse

      Re: kmiyabi ky raaz .....

      Jahan tak mera khayal hey forex trading men kamyabi ka raaz achi learning aur practice hi hey jo log forex trading men learning process ko hamesha jari rakhtay hen aur trading start karnay se pahlay achi tarah practice kar k experience hasil kar letay hen woh hi kamyab traders bantay hen
      • #4 Collapse

        Re: kmiyabi ky raaz .....

        Dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai apny bilkul thek kha hai kayab logon ki justjo ye hoti hai k unhon ny just kamyab hona hai na k un ki justojo ye hoti hai k lalach me a kar earning karni hai jo log kamyab hona chahty han wo mahnat bhi bhot karty han or Allah un ko unki mahnat ka phal bhi deta hai
        • #5 Collapse

          Re: kmiyabi ky raaz .....

          Hardworking ix the key of success jesa ky hum sab janty hein ky mehnat mn azmat hai es lia humy kamyab hony ky lia mehnat krna hogii jesa ky forex online busniess haii yeh ghr bethy hum kisi bhi tym krr skty heinn es busniess kii in ****lties kii waja see kuch log forex ko serious nhi lety hain jis kii wja see wo mehnat krna zruri nahii smjhty to ese log kbhi kamyab nahii ho sakty...
          Mehnat Me Azmat hai
          • #6 Collapse

            Re: kmiyabi ky raaz .....

            G han brother ap log bhout he achr guftago kar rahe han ma ap ki bat se agree karta hn duniya me wo he log kamyab hoty han jo apne pahon py khare hoty han jo apne kam me kise dusre k sahara nahi lety aur na he kise se koi umeed rakhty han aus kam me khud mehnat karty han aur kamyabi hasel karty han
            • #7 Collapse

              Re: kmiyabi ky raaz .....

              kaamyabi ka raaz mehnat lagan or khaloosay dil say lagay rehny mn hy jessay b halaat hoon never give up ,matlab haar nahi maanani yahi kamyabi ka raaz hy.
              • #8 Collapse

                Re: kmiyabi ky raaz .....

                Kamyabi k liye learning aur practice zroori hai jis ko gain krny k baad ap trading men expert ho kr kamyab ho skty Han aur is k sath sath ache aur profitable earning kr skty Hain forex trading men kamyab hone k liye apny emotions par control rkhna bi bohat zroori hai is k ilawa he us kaam see his ko door rakhen just result men apko loss face krna pare.
                • #9 Collapse

                  Re: kmiyabi ky raaz .....

                  ap ny bilkul sai kha hai kamyaab log wahi hoty hein jo apny kam mein seroius rahty hon kam ky waqt kam he krein or usi par apna sara focus lagein esi trahn kamyaaab logon ki nishani yea bi hai ky wo nervous nai hoty loss any apr balky es sy sabak hasil krty hein ky dusbara asi galti na ho saky
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: kmiyabi ky raaz .....

                    forex mai hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe analysis ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik international business hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X