Hedging bhi dangerous stretigy hai agar sell aur buy main zyada farq ho tou

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hedging bhi dangerous stretigy hai agar sell aur buy main zyada farq ho tou
    Wesy tou loss ko recover kerny ky liay hedging stretigy best option hai lekin agar sell aur buy main zyada fasla ho tou trade phans jati hai ky phir market ky sideways trend ka long time ky liay wait kerna perta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hedging bhi dangerous stretigy hai agar sell aur buy main zyada farq ho tou

    Dear Bro main ap ki bat sy totally agree karta hon..Hum Forex main loss ko kam sy kam karny ya profit ko book karny k liye hedging use karty hain..hedging main hum proft ko book karny ya trade ko mazeed loss sy bachany k liye hum aik trade open karty hain li gai pehli trade k opposite main..agar hum ny pehly buy kia hota hai to phir hedging k liye usi pair per sell ki trade open karty hain aur lot size dono ka same rakhty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Hedging bhi dangerous stretigy hai agar sell aur buy main zyada farq ho tou

      Hedging is very dangerous koun ke is se ap har waqat jb bhi hedging karte hein tu pehle se zaida risk main khod ko involved kar lety hein is key agr tu apka account balance acha hai tb hi ap hedging karen otherwise is se bacha jay

      اب آن لائن

      Working...
      X