types of chart in Forex
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    types of chart in Forex
    Dear Forum mmbers, Forex main market ko analyze karny k liye 3 types k charts ko use kiya jata hai.Line chart, bar chart aur candlestick chart. ziyada tar expert trader candlestick charts ko use karty hain q keh candlestick chart per analysis bahut acha hota hai aur market ki current situation ka bhi bahut acha andaza hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: types of chart in Forex

    Candle stick pattern chart ko read kerny main bhi asani hoti hai aur agar apko Japanese candle ka complete knowledge hai tou her complete hony wali candle next candle ki indication dy rehi hoti hai aur agar same indication per trade open ki jaey tou profit zarur milta hai
    • #3 Collapse

      Re: types of chart in Forex

      dear friends mn abhi Forex mn new hon Seniors members ki posts ko read kar ky apni learning kar raha hon aur es ky ilawa jahn sy mujhy learning ka moqa melta hy mn learning karta hy mn ny abhi tak chart ky bary mn learning nh ki kiunkeh mn abhi tak hm trade ky maqaam py nh gay jub hm trade kren gy apny bonus par tu hmen pata cahly ga keh trade ko karny kliya chart ko kaisy wach kiya jata hy
      • #4 Collapse

        Re: types of chart in Forex

        Dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi information shear ki hai khas kar forex k newbies k lye dear mery kheyal me newbies ko zeyada tar candlestick ka he use karna chahye is sy un ko market ko samhny me bhot asani hogi
        • #5 Collapse

          Re: types of chart in Forex

          G bare bhai apki post bhut useful hai khass kr un traders k lie jo forex mai new hai, mene bhi esa suna or deikha hai k forex mai log ziada tar jo hai wo candle stick chart use krty hai or uska reason ye dete hai k candlestick chart mai trading ki analysis krna bhut easy bhi hota hai or dosra ye k candle stick chart say analysis achi hoti hai, candle stick chart market ki mojoda surat e haal k bare m traders ko info provide krta hai jo k technical analysis k lie bhut zarori hoti hai, mere khud ek dost hai wo bhi candle stick chart ko use krty hai liken sath m ye bhi kehtay hai k sirf ek chart py trust kar k trading nahi karo bul k market ko deeply analyse karo her chart k through ta k tmhare trading mai loss ka risk minimize hu jai, thanks for this useful post.
          • #6 Collapse

            Re: types of chart in Forex

            yes dear jab ham markete ko analiyse kerty hain to usmen 3 qism k chart show hoty hain ..zyada ter trader markete ko anliyse kerny kaily candle waly chart ka istimal kerty hain.kun k candle waly chart ko smjhna bhot he asan hota hy aor isk illawa line chart tora muskil ho jata hy.
            • #7 Collapse

              Re: types of chart in Forex

              اصل پيغام ارسال کردہ از: abdulhadi پيغام ديکھيے
              Dear Forum mmbers, Forex main market ko analyze karny k liye 3 types k charts ko use kiya jata hai.Line chart, bar chart aur candlestick chart. ziyada tar expert trader candlestick charts ko use karty hain q keh candlestick chart per analysis bahut acha hota hai aur market ki current situation ka bhi bahut acha andaza hota hai
              G bhai ap ki bat thek hai. Forex business ko me successful hony k lye hm Charts ka use krty hain yani k Technical analysis. Or ye analysis three type k charts pr kr skaty hain jo k
              Line Chart, Bar Chart, Candle stick Chart hain. Or mostly Candle stick chart hi use kia jata hai.
              Q k Candle stick chart ko smjhna banisbat dosry charts k ziada easy hai. SO, me b yehi chart use krti hun. Hmen is chart ko acha sa learn zror krna chahye.
              • #8 Collapse

                Re: types of chart in Forex

                forex market ko understand karnay kay liye esmain 4 kisam kay chart use hoty hay agar hum en chart ko theak say analysis karty huway trading main use karen gay to he esmain achi trade lay sakty hay es liye humay chahiye keh apny knowledge ko waseeh karen knowledge say he trading main regular profit hasil kea ja sakta hay
                • #9 Collapse

                  Re: types of chart in Forex

                  forex aik international business hain hum is mai agar kamayab hona chatey hain to hamy charts ko use karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik world wide or kabe be band na hony wala business hain yai pury pakistan mai legal business ban cuka hain
                  • #10 Collapse

                    Re: types of chart in Forex

                    Yes brother ap na buhut achi achi baat share ki ha k candle stick chart buhut useful chart ha forex trading k hawaly sa jis sa k hum asaani k saat analysis bi kar lety ha out market k current situation ka pata bi asaani k saat chal jata ha thanks very much
                    • #11 Collapse

                      Re: types of chart in Forex

                      forex main 3 type k chert hain jo k haar koi candel wale chert main tradin gkarna pasand karta hain qk candel wale chert py forex ki samjh thek tra aati hain jo k haar trader or exprt trader b candel wala chert use karta hain forex main phly line wali chert hva karti thi par tim ek sath sath 3 type k chert ho gy hain jo k bhot he nice ollk wale hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: types of chart in Forex

                        charts ko forex mai bohat ahmeat hasial hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik legal business hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X