qulification kiya hai ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    W/salam dear mai CMA ka student hon semester 3rd mai hon. and part time forex tarding k business ko maine avail krleya hai aur INSHALLAH isay in future forex ki knowldge increase kr k apni earning bhe increase karnga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      forex ek online business he jis me ham apne ghar bhate money earn krte hen or apni qulification or experience ko buildup krte hen or bohat easily trading krte hen
      • #153 Collapse

        dear mere khyal main forex trading k lie kisi special and ziada qualification ki zroorat ni hai aur sub members ki qualification aik jasi be ni hogi but mari qualification graduate hai mare khyal main achi trading kerne k lie ye kafi hai.
        • #154 Collapse

          we do not need to have a lot of techniques when such techniques are rarely used. Quite simply one or two techniques that we believe and we are trying to continue to occur until such techniques consistently get the profit that we are targeting. I often read articles about professional traders who have been successful, it turns out they only have one technique that they believe that they make a professional trader.
          • #155 Collapse

            wsalam,dear mai tu B.cs ka student hoon,or forex ko as a part time krta hy,q k yeh aik achi facility hy jo forex ny provide ki hy,or humein is facility ko avail krna chiye sb sy bra benefit mujy yeh mila k is mein koi time limit nahi hy dear,mai jb free hota hoon posts kr deta hoon,dear is kliye qualification ki zurart nahi hoti,ap forex k about information hasil kr k posts kar skty ho.
            • #156 Collapse

              mere bahi mere khial se to forex main treading key liaye hamain ziadha se ziadha qulifition nahi cahiaye hamain us waqat yeh kerna cahiae key es zaroori hai ziadha se ziadha knowlage ki mari ab matric hai main bhi es main kam ker raha hn hamain cahiaye key ziadha sse ziadha earn karain es main
              • #157 Collapse

                dear mai apne baat karo tu mai na graducation keya howa hai aur mai es sya phala bhe online ker ta raha ho ab mai forex business ker raha ho es business mai profit ki koi limit nahi hia agar ap ko trend ki ache knowledge hia tu app kama saktay han.
                • #158 Collapse

                  Qulification mean education or knowledge. In my opinion that thosexare interest in the Forex business and work in this market long time. Then they are under stand thevforex knowledge.
                  • #159 Collapse

                    Qualifications forex trading mien koi requirement nahi hai isko karney ko illiterate person bhi join kar saktey hain but agar ap is mien earnings karna chahtey hain to us key liye ap ko at least a level ka exam to clear hona chahye pir he ap properly learning kar saktey hain.
                    • #160 Collapse

                      Mein qualification graduation he economics mein or sath mein charterd accountancy ki classes bhi lay raha hon, jab k forex trading karnay k liye qualification ki koi khas zrurat nai parti, magr jitni qualification ziada hogi forex achi hogi.
                       
                      • #161 Collapse

                        forex ko join karne k liye koi qualificatiion rewuiemnts nahi hain bas aap ko bassic english or bassic computer use aana chahye. phir forex ka aik month ka course kar k ise professionally join kiya ja sakta hai is tarah aik acha trader bana ja sakta hai.
                        • #162 Collapse

                          Forex business me aanay ke liay kisi bhi kisim ki qualifications ya degree ki koi shart nahi he or her wo shaks jo Forex ko samajh sakta ho wo Forex trading Kar sakta he.
                          • #163 Collapse

                            Forex trading k leay kisi khas qualification ki zarorat nahe hai oir na he insta forex ya trading market demand kerti hai sirf app agr iss ko samjh sagty haen to app iss business k hisa ban sagty haen
                            • #164 Collapse

                              bhai mery is me itni qulification ki zarprt nahi hoti hai humhe sirf 4 chezo ki zarort hai is me agar ap wo kare gaye tu ap ko ki or ki zarort nahi pare gi 1 ap ko market ka pta hu 2nd ap is ko zyada se zyada time do 3rd ap hardworking hone chahyo is me bht he zyada or last me ek chez jo ky mery kiyal me bht he zarori hai or wo hai ap ka luck ap ky pass luck b hona chahye is me tura bht
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                forex trading me zeyada educated ki need nai hoti just basic education hona zaroori hai jiss say hum forex business ko easy lee manage kar saktey hai or is me life time acha profit income earn kar saktey hain forex ek bohat hi best work hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X