Kabhe bhe jald baazi na karyn

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kabhe bhe jald baazi na karyn
    Slam dear friends main aap ko ye btana chata hn k jo loog juniors members abhe trading sheek rahy hyn un k liye khas tor py k wo jab bhe koi trad lagani ho ya phir close karni ho to kabhe bhe jald baazi na karyn balky skoon or hosy sy kaam karyn kiu k kae dafa jald baazi ki waja sy aa ko ek bara loss hony ka khatra hota hy is liye ko bhe decision lyny sy phly achi tarha us ko dhek lyn k ye kaam karny sy kitna loss ya profit ho sakta hy zruri nhe k har dafa aap ko jald baazi na karny sy he faida ho lekin phir bhe juniors ko chaoye k ye basic cheezy sheeky or phir he trading karyn ta k loss k chance kam sy kam he ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kabhe bhe jald baazi na karyn

    G han forex trading men jiss jiss ko bhi loss huwa woh jald bazi ki waja se huwa hey kiun k kuch log jaldi men wrong decision ley letey hen jiss ki waja se loss ho jata hey iss liay kabi bhi trading men jaldi nah karen aur posting men bhi jaldi nhi karni chahiay kiun k iss ki waja se spelling mistakes bahut ziyada hoti hen
    • #3 Collapse

      Re: Kabhe bhe jald baazi na karyn

      G bilkul jaldbazi ma koi bhi kea gya decision sahi nahe hota hai or forex trading ma to ap jitna zayada patience se kam krty hain ap itna hi successful hoty hain jb bhi koi trade sett kren to agr wo loss ma Jaye to usy foran close na kren wait kren q k market oper neechy jati rehti hai to jis trade m ap ko profit hona hota hai ap us m bhi loss kr jaty ho
      • #4 Collapse

        Re: Kabhe bhe jald baazi na karyn

        trading kay doran jald bazi say perhaiz lazmi ha aur iss kay sath sath trading ke learning aur experience gain karnay mai b jaldi karnay say learning stop ho jate hai aur trading mai behtri ane baand ho jate hai . iss liye traders ko chaye ke woh na he trade position open karny mai jaldi karin aur na he learning mai jaldi say kam lain.
        • #5 Collapse

          Re: Kabhe bhe jald baazi na karyn

          Jo hamari jald bazi hoti hy us ki waja sy ham ko tention bhi bhot zeada hoti hg ham us ki waja sy kamyab bhot zeada kushkil sg ham ko profit hota hy our ham ko agr smjh na aye market ki to ham ko bhot zeada loss bhi ho sgta hy is liya hany esa nai krna chiya kbhi bhhi hamy sakon k sath kam krna chiya
          https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
          • #6 Collapse

            Re: Kabhe bhe jald baazi na karyn

            Jee dosto forex market min kabhi bhi jld Nazi kam nhi Lana chahe because es loss ho skta hi forex treading business min patient sy kam Lana chahe because jld bazi sy her kya howa fasla wrong hota es lie her qdm utany sy pahly cool mind sy think mind sy faisla ker k qdm uthao
            • #7 Collapse

              Re: Kabhe bhe jald baazi na karyn

              g bilkul me bhi yahi kehna chahta hun k kabhi bhi jalad bazi na kare chahe wo forex trading ho ya koi or business ho ap ko chahiye k ap sabar se kam lain ku k sabar se hi success milti hai or agar ap jald bazi me kam karte raho ge to poori zindagi ap ki guzar jay gi lakin ap ko success ka nam o nishan bhi nai mily ga lehaza success k liye sabar se kam lain shukria.
              • #8 Collapse

                Re: Kabhe bhe jald baazi na karyn

                Dear members ap ke bat bilkul theak ha hame kabi b kisi kam ma jaldbazi nahi karni chahiye jab b ham posting ya trading kary tovphir agr ham es ma jaldbazi kary gay to phir hame naqsan he hota ha es liye acha profit earn karny k liye hame jaldbazi nahi karni chahiye or saber sy trading kary to phir he ham kamyab ho saky gay
                • #9 Collapse

                  Re: Kabhe bhe jald baazi na karyn

                  G ha tahamal se trading karny mein faida hy. Agar ap jald bazi karen gy to apka profit loss mein tabdeel ho sakta hy agar apko profit aa jata hy to next trade lagany mein jaldi na karen market ka wait karen zyada jald baazi aksar profit milny k baad hi ati hy, lehaz es se bachny ki koshash karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Kabhe bhe jald baazi na karyn

                    HAn jo ap ko chaiye ka hamesha forex ko tahumal mezaji ka 7 istamal karyn or kabhi bhi jald bazi na karyn ager ap jald bazi say kaam layn gye to ap apna kafi ziyad loss kar lety hai or loss hony say ap ki wo aam nahi rehti
                    • #11 Collapse

                      Re: Kabhe bhe jald baazi na karyn

                      forex aik real business hain ham is kam karty hain hamy is ka bonus milta hain forex main kamyab hony ky liye hamy lalch or emotion ko qabo main rakh kar trading kar sakty hain hamy jaldi bazi sy kam nahi lena chahey yai aik inter natoinal business hain ham is main part time be kam kar sakt hain or full time be kam kar sakt hain ham isy apna life time career be bana sakty hain yai aik international business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Kabhe bhe jald baazi na karyn

                        froex trading bohat zayda risky business hai is ma kbi be aup ko jalad bazi nai karnai chaye q k juldy ma ap bilkul sai entry nai lay sakty jis ki waja say ap ko bohat zayda loss hoo sakta hai soo ap phaly sakoon say market ka analysis karin
                        • #13 Collapse

                          Re: Kabhe bhe jald baazi na karyn

                          Sir forex trading mein juild bazi na kary kio k juild bazi karny say lose melta hai forex business trading mai tezi nahi karna chahiya our lalach be nahi karna chahiya lalach karny say nuksan melta hai lalach bori bala hai tezi karna our lalach karna ye humey lose deta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Kabhe bhe jald baazi na karyn

                            ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai ya garam Pakistan Forex Mein achha trader Banna Chahte Hain To Hamein bilkul bhi jaldbazi nahin Karni chahi aur Agar Hum Pakistan Forex amantrit karte hue Jyada jaldbazi Karte Hain Tu Hamara account was ho sakta hai isiliye hum ko ke Hamen bilkul bhi jaldbazi Mein Aakar trade nahin karna chahi thanks
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kabhe bhe jald baazi na karyn

                              kabe be jalde baze nahi karne chahey q ky hamy loss ho jy ga or is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik world wide business hain hum is mai apne marze suy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt kam kar sakty hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X