Quick decision aksar wrong ho jate hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Quick decision aksar wrong ho jate hain
    Trading men jab ham tahamol mizagi se kaam nhi lete hain aur ham emotionally harkaat krte hain tab ham aksar wrong ho jate hain
    Hamen chahiye k ham always hi market ki position aur situation ko dekhte hiye hi trade lia kren ta k ham correct decision le paen hamari trades ka sara daromadar hamare decision pe hota hai agar ham jaldbazi se kaam len ge to hamare decision wrong ho jaen ge aur ham burri tarah se fail ho jaen ge so hamen kabhi bhi jaldien koi faisla nhi krna hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Quick decision aksar wrong ho jate hain

    G bilkul akser esa hota hai k hnary jalbazi ma liye gay decisions galt prove hoty han or forex to ha hi bht riski business es ma ap jitna relax ho k patience se soach smjh k trading kren gy ap itny hi successful banty hain q k penic m aa k ap na to achi trha market movements smjh skty hain or na hi tool ka use krty hain to zayada loss ko face krna parta hai
    • #3 Collapse

      Re: Quick decision aksar wrong ho jate hain

      Forex trading men jo log jald bazi se kam letey hen woh jaldi nakam ho jatay hen forex trading aik tough business hey iss men her decision soch samaj kar lena parhta hey kuch log posting men bhi jaldi kartay hen jiss ki waja se bahut ziyada spelling mistakes kar detey hen jiss ki waja se post ki sahee samaj nhi aati aur kuch trading men jald bazi kartay hen jiss ki waja se mistakes ho jati hen aur loss ho jata hey
      • #4 Collapse

        Re: Quick decision aksar wrong ho jate hain

        dear forum members forex trading main quick decesion ya juld bazi se ki gai trade akser loss main jaty hy is liy order place kerny se pehly hamesha forex market ka analysis kren apny experience aur knowledge ko use kerty hoy correct entry point ko search kren aur phir trade lagain
        Signature removed by moderator
        • #5 Collapse

          Re: Quick decision aksar wrong ho jate hain

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Bonus Prince پيغام ديکھيے
          Trading men jab ham tahamol mizagi se kaam nhi lete hain aur ham emotionally harkaat krte hain tab ham aksar wrong ho jate hain
          Hamen chahiye k ham always hi market ki position aur situation ko dekhte hiye hi trade lia kren ta k ham correct decision le paen hamari trades ka sara daromadar hamare decision pe hota hai agar ham jaldbazi se kaam len ge to hamare decision wrong ho jaen ge aur ham burri tarah se fail ho jaen ge so hamen kabhi bhi jaldien koi faisla nhi krna hai
          Thek kaha hai ap ne k aksar hum log jald bazi k chakar me galt trade laga detyhain or natija ye milta ha k humain loss hota hai or kch nai milta humesha trade lagany se phly achi tarhan market ko read out kar lena chahye or us k bad hi koi trade open karen to behtr hai.
          • #6 Collapse

            Re: Quick decision aksar wrong ho jate hain

            dear friend forex main kabhi bhi jald baazi na krain kabhi bhi ziyada profit lainy kay laalach main koi trade na lgain forex main jaldi faisla laina apki bohat bari mistake hai apko forex main bray sabar say and dimaag and ek achi trade ka wait krain kabhi bhi jaldi baazi and jald faisla na lain forex main.
            • #7 Collapse

              Re: Quick decision aksar wrong ho jate hain

              bhai koi bhi business ho chahe wo forex trading ka ho ya koi or business ho us me agar ap successful banana chahte ho to ap ko sabar se kam laina ho ga yani ap jald bazi me agar quick decision karo ge to ap ko us me loss hone k chances bohat zayda hote hain lakin jub ap sabar se decision late ho to ap ko is bat ka yakeen hota hai k ab loss nai ho ga to quick decision na lain shukria.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Quick decision aksar wrong ho jate hain

                Bhai jan bilkul theek baat ki hy mn aap sy poori trha muttafiq hn , jo jaldi krta hy uc ka matlab hy k woh kuch cheezon ko overlook kar jata hy jis ki waJa sy nataaij 100 feesad ni nikalty yahi waja hy k jald baazi mn kiye gaye aksar faislay ghalt saabit hotay hen.

                اب آن لائن

                Working...
                X