Asalam o Alikum doston mujhy aap sab say yeh poochna hai kay metatraMeta aur instaforex kia hain aur mujhy aik dost nay bataya kay inka account bnana parhta hai aur link karna parhta hai mujhy yeh poochna hai lay account kahan pay aur kaisay link karna hai tafseel say wazahat karain aapki help ka bahot bahot shukriya
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим