kia indicator se hume best analyis kar saktyhain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    G Bhai forex market mai trading krnay k liye indicators ko use kiya ja skta hai or inki madad say market chart ko analyse b kiya ja skta hai.lakin indicators pr 100% depend ho kr trading nhi krni chahiye Q k sometimes indicators missing kr jatay hai jiski wja say trader ko loss b ho skta hai or bohat c difficulties ko face b krna pr skta hai.Apni technical analysing ko b use krna chahiye.
    https://t.me/pump_upp
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      g bilkul kar sakty hain indicators isi liye use karty hain bohat say technical analtist aisy hain jo humain bohat asan indicators k bary main btaty hain jin ki help say hum bohat achi tarding karsakty hain
      • #93 Collapse

        Yes of course that you can analysis the market with the help of indicators. You are try to use the candle stick indicators. You are perform the good.
        • #94 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: forexmaster پيغام ديکھيے
          dear brother aap logo se ye bat malom karni hai just forex expert k hum techinical trading mean analyisnig se best trend malom kar sakty hain ya news watch karna must hai.
          g han agar ap ko forex fourm main sahi kam karna ata ha to ap sahi indicator say analisis or planing kar sakte ho or trading k liye best indicator bana sakte ha take ap ko sahi trader mil sake or ap trading kar sako take profit earn ho.
          • #95 Collapse

            dear bht valid point hai hay ap ka,but dear hum log just analyisnig pay depend nahi kar skty humein humein news ko b must dekhna chiye,q k pata nahi chlta k kab market move kar jati hai,kisi ko loss hota hai tu kisi ko profit so,humein chiye k market k about news must dekha krey and usy mind mein rakha krey.
            • #96 Collapse

              Yes brother hum indicator sy best analysing kar sktay hn hum ko chaya k phlay trading ko learning kro phr earning kro real m trading say best koi market nahe ha.
              • #97 Collapse

                iss mein jinko aap use kar kay tradin gkar sakty hai nor api trading kay liy emarket trend ko bhi follow kar sakty hai nlekin trend ko indicator say strdy karne kayliyeaap kay pas kafi tafarba hai .
                • #98 Collapse

                  g han without indicators k market ko analysis karna impossible hota hay magar indicators use kar k app behtar market ko analysis kar sakty ho
                  • #99 Collapse

                    Yes indicator se best analysis kar skthy han or hum dekh sakhty han k humari trade humary sath hai ya humary opposite chal rahe hai indicator se ap ye andaza asani se laga skhty han market ko watch kar skhty han
                    • #100 Collapse

                      main nay bhi suna hai kafi log indicator use kartay hain magar mere khayal se indicator se bhi 1oo percent positive result nahi atay hain islye humain apnay app ko iss kabil banana Chahye tah kay humain aik achay earner ban jayain aur apni life achi bana lain.
                      • #101 Collapse

                        my dear forex trading mein indecators technical analysis or fundamental analysis buht ahmiyat k hamil hain ap in ki madad se best trading kr sakte but just indecators ki madad se trading krna ziada acha faisla nahi ho ga
                        • #102 Collapse

                          jab hum analysis kar kay kam karna ho ga jis say humain achi earning hasil ho sakay demo ko use karna ho ga jis say humain achi earning hasil ho sakay demo ko use karna ho gaa
                          "The mind is everything, What you think you become"
                          • #103 Collapse

                            Indicators market key trend ko judge krney main kafi help kartey hain aur maximum traders in ki waja sey profit lenay main bhi kamyab ho jatey hain lekan in pr depend krna saheeh nahi hy. Agar yeh wrong ho jayen to big loss bhi ho jata hy. Hamain indicators ko use zaroor krna hy lekan in par depend nahi karna.
                            • #104 Collapse

                              lazmi nhi ky apko indicator se best analysis mily . aap techicle analyis pr kam kryn techicle ky bgher trading krna mumkin nhi. indicator apko mrket movmentky bad signal dety hain.
                              "PATIENCE IS THE KEY TO SUCCESS"
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                agar hum analysis kar kay trading karen gay tab hum achi trade kar sakty hay aur humay chahiey keh market ko sahi say time dain aur esmain indicators ko sahi say use karen tab hume smain kamyab ho sakty hay aur humay sahi say focus karna chahiey
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X