Kamyabi trader ki alamt

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kamyabi trader ki alamt
    Dear friends main ap senior logo say ye puchna chahta ka ek kamyab trader main konsi konsi khobia pai jati hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kamyabi trader ki alamt

    Wohi tradr hamesha kamyab hoty hain jo mehnat say kam karty hain apny knowledge ko tawaja dety hain or practice main he or experience main be zeyda te dety hain onka experience or knowledge he onko kamyab trader banta hay or woh seraf or seraf apny knowledge or experience say he kamyab hoty hain or es ki waja onki mehnat hoti hay
    All The Best Dear Friends
    • #3 Collapse

      Re: Kamyabi trader ki alamt

      Successful traders hmesha apni trades mai discipline k sath chaltay hain best strategy bnatay hain unke pas best knowledge and experience hota hai aor successful trader ki Sab se best baat yeah k woh apni trading mai discipline k sath patience rakhtay hain AGR loss b ho jaye to emotional nae hotay blke loss ko recover krnay k lye best se best strategy tyaar krtay hain
      • #4 Collapse

        Re: Kamyabi trader ki alamt

        forex trading mai aik ache trader wohe hota hai jo ke market mai analysis per depend kerta hai aur money management strong hoti hai jis ki. app ko chaiye ke app jo hai woh hamesha market mai money management ke sath chalein aur hamesha risk ko control mai rakhen.
        • #5 Collapse

          Re: Kamyabi trader ki alamt

          bilkul ek ache trader ki alamat success hi hoti hai agar koi ye soche k success se trader ka kya laina dena to yad rahe k forex me jo bhi traders kam karte hain chahe wo new trader hon ya old traders ya senior traders ya expert traders sub k sub success k liye kam karte hain or agar success hi na mily to kam karne ka kiya faida to agar ap forex me kam karte hain to ap ko bhi chahiye k ap success ho hasil kare shukria.
          • #6 Collapse

            Re: Kamyabi trader ki alamt

            bilkul ap ny sahe kaha hy ek kamiyaab trader ki alamaat yeah hoti hn keh pahly tu ek kamiyaab trader jub bhi trade karny ki sochy ga pahly planing kry ga phir apny demagh ko fresh rakhy ga aur ek kamiyaab trader kabhi bhi lot size ka ziyada use nh karny ga ek achy aur kmaiyaab trader ki alamt hy keh kabhi bhi ziyada lot size ka use nh karny ga
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Kamyabi trader ki alamt

              Aik kamyaab trader ke nishani ye hoti hai ke wo kabhi bhi market ko analysis kiye bgair trade open ni karta aur greed bhi ni karta aur hamesha se he stop loss ya take profit ko mind me rakh ker trade karna hai tabhi wo kamyaab trader bunn sakta hai

              اب آن لائن

              Working...
              X