Jald bazi ki trading aik eham reason ha loss ki

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jald bazi ki trading aik eham reason ha loss ki
    Loss honay ki bohat si wajuhaat hoti hain aur loss ko cover karna lazman hota hay lakin aap ko ye janna zaroori hota hay aap ko loss kyun huwa mistakes konsi thi so aap ko aksar loss different ways different reasons ki wajah sey hota hay so uss pe aap ko worry nahi hona chaiye balkay best reason dekhni chiaye tou loss ki aik eham wajah hay jald baazi ki trading karna
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jald bazi ki trading aik eham reason ha loss ki

    G Bhai app ki baat bilkul thk hai. hm jo bhi kaam jald baazi me karty hian uss ka hamain loss hoota hai. Agar app jald baazi me trade karain gay ziada lots lagayein gy. thk se market ko analyze nahi karain gy tou app ko yaqena loss ho ga. Trade tou business he patience ka hai. so koi bhi trade lagayein sooch samjh ka or hosly k sath lagayein. Na k aik k baad aik trade lagaty chly jayein
    • #3 Collapse

      Re: Jald bazi ki trading aik eham reason ha loss ki

      haan g loss honay ki kaafi reasons hoti hain jiski wajah sey loss hota hay lakin patience sey kaam na lena sab sey eham wajah hoti hay hamay kabhi bhi bagair sochay samjhay trade nahi karni chaiye loss sey bachnay kay liye hamesha trading mei patience se trade len perfect trade len takay loss ko asani se cover kr lo
      TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
      Please visit my trading journal from here
      • #4 Collapse

        Re: Jald bazi ki trading aik eham reason ha loss ki

        اصل پيغام ارسال کردہ از: ISB_BOY پيغام ديکھيے
        Loss honay ki bohat si wajuhaat hoti hain aur loss ko cover karna lazman hota hay lakin aap ko ye janna zaroori hota hay aap ko loss kyun huwa mistakes konsi thi so aap ko aksar loss different ways different reasons ki wajah sey hota hay so uss pe aap ko worry nahi hona chaiye balkay best reason dekhni chiaye tou loss ki aik eham wajah hay jald baazi ki trading karna
        Ji bilkul jaldbazi karna Kisi bhi cheez mein bahut hi jyada nuksaan deh hai itna Jyada jaldi Karenge Itna Jyada nuksaan hone ke chances Hai trading main Hamesha uske upar Hai Kaam hota hai lekin Hume chahiye ke hum bahut hi Itihas se kaam Le Kyuki isme Hamare paise Lage Hain Agar Hum foreign he trading Mein paise Laga Dete Hain isme Hame Jada nuksaan hone ka Hadsa hai aur Main aapko Kehna Chahta Hoon Main Jaldi ka kaam Shaitan ka hota hai Meherbani Karmakar Agal se kaam Le aur apne Jahan ko Thanda rakhne ke
        • #5 Collapse

          Re: Jald bazi ki trading aik eham reason ha loss ki

          G Dear jaldbazi ki trading kabi b nahi karen qk jaldbazi main hamesha ghalt decession he liye jate hain aur ek ghalti ki wja se sara din loss bardash karna parta hai aur sara din pareshani alag hoti hai to hamesha sabar se trading karen pehle market k trend ko dekhen news read karen calander dekhen us k bad trading karen warna bahut loss hoga
          • #6 Collapse

            Re: Jald bazi ki trading aik eham reason ha loss ki

            bbhht dfaa aisaa hoota haii k huum jb dekhtaai hain k markettt abb fast move krr hee haii to huuum trade lgaa detaai haain jazbaat mein a ajataii haain k kheen yeh chancee hum miss na kr daain aur sar profitt dsroon ko na mil jaai aur foraan trade lgaa detai hain aur phr aisaaa hootaa haii k jiss bhe speed see market opweer jtee hain usse hee neechaii a jatee haiii aur hmaree trade loss mein chlnaii laagg prhtee haiiii jb bhee markett kee movemnett normal ho us waqtt hee sahee timmee deekh kr entry krne chahiyaaiii
            • #7 Collapse

              Re: Jald bazi ki trading aik eham reason ha loss ki

              Kabhi b jald bazi me koi b order place nai karna chahiye kyun k jald bazi hamesha loss hi deti ha is liye jald baazi ki trading se bachna chahiye or bilkul tasali ke sath trends ko dekhne ke bad hi trading me enter hona chahiye ta ke ap k loss ke chances kam se kam hon.
              • #8 Collapse

                Re: Jald bazi ki trading aik eham reason ha loss ki

                G bilkul bro may ap ke bat say agreekata ho k wo trade jo hum jald bazi may laytay hain us trade may hum ko loss baka hota ha hum ko cahyh k hum jub be trade karin us to fresh mind aur aram say karin aur k jald bazi ke trade may jo be trade hoti ha wo paka loss may he jati ha es be beware brfore trading.
                • #9 Collapse

                  Re: Jald bazi ki trading aik eham reason ha loss ki

                  hanji bhai ap sia kah rahy hain kay jaldi bazi karny say hamen bohar ziada loss hojata hain is liye hamen jald bazi nahi karni chaea baky patience sa kam karna chae trading karny kay lea jo atratgy bnai hoti usi kay mutabik a trading karen or market ki movement sa dar kar jald bzi main asa kam na kren js say loss ho sakay
                  • #10 Collapse

                    Re: Jald bazi ki trading aik eham reason ha loss ki

                    g haan bhai jaan ap ne thek hi frmaya hai kee jald bazy trading aik aham hi resion hai loss ka agar ham as main jald bazy karen gee tu ham ko as main loss bhi hosakta hai as main ham ko kabhi bhi jald bazy nahi karna chahiy hai as main ham tu hi kamyab ho sakte hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Jald bazi ki trading aik eham reason ha loss ki

                      yes dear is baat main koi shak nai hay k hamain kisi bhi kaa main kisi bhi kisam ki jaldi nai karni chaye aur agar ham baat kartay hain k hamain forex trading main to bilkul bhi jaldi nai karni chaye yahan har ik kadam pay risk hamaray sath hota hay is liye hamain jo bhi deceioun laina ho us main bahut time soch aur learn main guzarna chaye q k hamari aik jaldi hamaray saray account ko washed kar sakti hay ji say hamary recovery baad main na mumkin ho jati hay aur next trading karnay ka maza khatam ho jata hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jald bazi ki trading aik eham reason ha loss ki

                        Dosto forex trading ma jaldbazi ki wja sy loss hona ye aik am sa reason hy zyda tar trader ko es reason ki wja sy he loss hota hy k wo koe b trade lgany ma jaldbazi kr jty hy jis ki wja sy un ko asani sy loss ho jta hy
                        • #13 Collapse

                          Re: Jald bazi ki trading aik eham reason ha loss ki

                          Je ha bilkul sahi baat hai hamy trade open karty howe bilkull bhi jald bazi ni karni chahye ku ke Pakistan forex aik online business hai iss ke movement ka andaza lagana bohat mushkil hai apko chahye ke aap market ko achi tarha analysis kary aur news ko read karna mat bholy tabhi aap lose se bach sakty hai aur profit earn kar sakty hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Jald bazi ki trading aik eham reason ha loss ki

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: ISB_BOY پيغام ديکھيے
                            Loss honay ki bohat si wajuhaat hoti hain aur loss ko cover karna lazman hota hay lakin aap ko ye janna zaroori hota hay aap ko loss kyun huwa mistakes konsi thi so aap ko aksar loss different ways different reasons ki wajah sey hota hay so uss pe aap ko worry nahi hona chaiye balkay best reason dekhni chiaye tou loss ki aik eham wajah hay jald baazi ki trading karna
                            G dear brother you are right. Forex business me daily based pr new updates ati hain to hm unko smjh nai paty jis se hm Mistakes krty rahty hain jo Hmary loss ki waja bn jati hain. Hmen chahey k hm forex market ko acha se learn kren taky hm daily based pr profits ziada bna saken or loss ko limit me rakh saken. Otherwise, hm is business me kabhi b successful nai ho sakty hain. Loss ki waja se trading chorne ki bjaey loss ko cover krne or isy limitation me rakhne k lye try zror krty rahna chahye. Ahsta ahsta hm successful trader zror bn jaen gy.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jald bazi ki trading aik eham reason ha loss ki

                              of curse dear friends jald bazi ki trading loss karwati hy trading mn jald bazi nh karni cahiya trading ka karna ek risk hy aur trading mn risk nh lena cahiya trading jald bazi karny sy hmari trade loss mn ajy gi aur jub trade loss mn jay ki tu hmara nuqsaan ho ga aur hmen aisa nh karna cahiya mehant kanri cahiya aur loss mn nh jana cahiay hmari trade

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X