Trade with fundamental analysis (Set Buy Stop and Sell Stop In The Same Time)
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    jab b hum analysis kar kay kam karna ho ga jis say humain trade main achi earning hasil ho sakay learning kar kay practice kar kay market main achi earning hasil ho sakay loss km ho
    "The mind is everything, What you think you become"
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      nahi bhai maint o nahi prefer karti ke apko is mien fundamental analysis ke hisab se ya phir news ke time pe trade karni chahiye ye kaafi risky hai aur apko big loss hosakta hia.
      • #18 Collapse

        agar hum trading main har kisam kay analysis karen gay tab hum esmain kamyab ho sakty hay aur analyiss humary liey bohat zaroori hoty hay agar hum enko use karen gay tabhi esmain kamyab hon gay
        • #19 Collapse

          Jahan par ap loog kaam karny k lye technical analysis ko use karty han wahan par ap agar is may fundamental analysis ki b help layen tu ap is may ak kamyab trading kar slty han market may ap ka kaam karna asaan ho jaye ga loognis may ap ki skills ko aichy banaty dakhyen gay jiss say ap ko b kafi faida mill skye ga
          • #20 Collapse

            Ap forex market mai successful trade krna hai tou es kay lye ap ko forexmarket mai fundamental analysis aur techanical analysis ki madad say trade krna hai tou ap forexmarket mai zada achi trade kr sakty ho.
            • #21 Collapse

              Fundamental analysis news trade ko kahty hy lakn agher ap ya strategy ko use karna chata hy to mary hasb say ap loss mein jay ga lakn agher hum news ka bad trade karty hy to hum us wqt profit earn kar sakty hy
              • #22 Collapse

                app nay boht ache baat ki hai k ager hum technical k sath fundamental k oper bhe tawaja dain to pher he hum forex main acha profit ghar bethy arram say earn ker sagty hain our humean aik strong trend k sath signal mil jaey ga
                • #23 Collapse

                  g han agar market ko fundamental analysis kar k hamy 100% sure ideas mil jaty hey per ham same time me agar pending orders me buy limit or sell limit orders laga den gey to es se hamy achi earning ho sakti hay.
                  • #24 Collapse

                    yes mujhe bhi ye hi trading style samajh aata hai kiu k kabhi kabhi news ka jo impact hona chaye wo nahee hota us k opposite bhi ho jaata hai is lye both sides main trade open ho to phir profit yaqeeni ho jaata hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      mene hamesha fundamental analysis ko dekha hai or us ka jaiza le kar he us me technical analysis shamil kiye hain hamesha agar ham ko kamyabi hasil karni hai apni trading me to dono hisab se he ham ko follow karte hue kaam karna hota hai technical or fundamental dono hisab ke he analysis ham karen to he hame kamayabi hasil ho sakti hai .

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X