Har post ko pharne me faida

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Har post ko pharne me faida
    brother meary motabiq jab bhi post karyn shat sare post ko read bhi karyn aus se ap ko faida ho gha ap ko aus me zaida experience ho gha ap k knowlege me ezafa ho gha aus ley har post ko dehan se pharyn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Har post ko pharne me faida

    apki bat bilkul theak ha forex trading mn jitni bhi posten ki jati hn koshish krni chayay k sb ko achhi trh read kia jay specially senior ki post ko keun k senior apnay knowledge aur experience ko post mn share krtay hn to un sa hmen seekhnay ka mauka milta ha
    • #3 Collapse

      Re: Har post ko pharne me faida

      Kuch log posts ko bilkul read nhi kartay aesey hi like kar detey hen jo k aik ghalat tareeka hey iss liay poot ko zaroor read karen kiun k iss se knowledge aur experience men izafa hota hey iss liay koshish karen k seniors ki posts ko zaroor read karen iss se knowledge men bahut izafa hota hey
      • #4 Collapse

        Re: Har post ko pharne me faida

        G Hn Dosto forum py jb b post koe kry to os sy phely thread or posting ko read kry es sy ap ko he faida ho ga aik to ap k knowledge ma azafa ho ga or dosra ap ki posting b achi ho jy gi or ap hr month aik Acha bonus b mila kry ga es ly Dosto post ko achi trha sy read kr k reply kry
        • #5 Collapse

          Re: Har post ko pharne me faida

          G her post ko par y say hum ko he faida hy q k Jo dosto nay post ki hoti hain wo kafi informed hoti hain as say hum ko trading ko samjny ma kafi madad mil jati hy as ley hum ko agr ho saky to Sab post ko read karna chy nai to kam say kam Jin post par Ap ko doubt hy un ko lazmi par a chay as ma humara he faida hy.
          • #6 Collapse

            Re: Har post ko pharne me faida

            Forex online trading business main Forex posting section main Hone Wali tomum post ko padhne ka bahut fayda Hota Hai Is Se Hame Doosre traders point of views ca pata Chalta Hai aur Hame achi Rehnumai HaSsal hoti hai.
            • #7 Collapse

              Re: Har post ko pharne me faida

              bndaa haar thread prr haarr post ko too nhee prh sktaaa haii prr kohshish krnee chahiyaaii k ziada se ziada ko prhaaii ta k uss se usko knoledgee milaai ....q k har bndaai ne har thread na apnai experience k mutabiq jawab diaa waa hootaa haii isliyee inkoo prhnaai se haar kisey ka point of view na pta chaal jata haai aur diffrent techq bhe smjh a jate haai
              • #8 Collapse

                Re: Har post ko pharne me faida

                yeh bat ap ki theek hi k ghamain forex mien aa ker tmam posts ko parhna hota ha jab hum i ko aa ker parh lety hien to differnet log differnet informations dety hien jo k amry kam bee aa sakty hien es lye hamain yeh zaror kerna hota hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Har post ko pharne me faida

                  Je haa bilkul correct baat ager ham har post aur khaas tor par thread ko read kary ge to hamy samjhny me bhi asani ho ge aur samjhnay me bhi iss lye hamy asan aur thread aur post karny chahye aur unn ko read karna chahye taky hamy aur zyada knowledge aapky
                  • #10 Collapse

                    Re: Har post ko pharne me faida

                    dear bilkul ap ne theek kaha hai har thread ko proper read krna chahye or osy ke mutabik jawab dena chahye or har thread read krne se kafi knowledge bhe mil jati hai or ap ke experience or knowledge main mazeed izafa hota hai or hamesha yahe kosish kren ke koie bhe thread post kren tu wo informative hone chahye
                    • #11 Collapse

                      Re: Har post ko pharne me faida

                      bilkul apki bat thek ha k hmain chaiy k jo b post ho osy proper read karain naky sirf subject read kar k kam kar reply kar dain q k some time asa hota ha k subject may pori bat clear ni hoti thread koi hota ha or hum ans koi or dy dety hian
                      • #12 Collapse

                        Re: Har post ko pharne me faida

                        har aik ko posts ko parhny say kafi faida hota hay kun kay hum jab posts karty hain to is main kafi information milti hay kun kay posts likhny main humain jo data likhna hota hay wo informative hota hay or jo log juniour hay wo kafii achi learning hasil kar sakty hain humain mid ko active kar kay har posts ko likhna karna cahhiye
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Har post ko pharne me faida

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Basit1843 پيغام ديکھيے
                          brother meary motabiq jab bhi post karyn shat sare post ko read bhi karyn aus se ap ko faida ho gha ap ko aus me zaida experience ho gha ap k knowlege me ezafa ho gha aus ley har post ko dehan se pharyn
                          form 30 members post kar rahe hote hain unko chahiye ke woh phonepe ki Hui Bose Bose Road London Kare Chu Ke Jab Woh dusron ki post score learn Karenge to usse wo Khud bhi Kafi kuch seekh Sakenge Jaise Unki learning Mein izafa Hoga all trading be better Hogi
                          FRD 07 TRADING JOURNAL

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X