Aam mistake

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aam mistake
    Hum jab trade lagaty hain to aksr aik aam si ghalti kerty hain. Wo ye ky jab kabhi market bahut tazi se up ya down ja rahi hoti hai to hum us mein jaldi se trde ly laty hain. Hota ye hai ky akser market jis tazi se ja rahi hoti hai usi tazi se wapas palat jati hai. Hamein wait kerna chaye jab market wapis aye to trade lani chaye q ky us baad market phir se ahista se move kery gi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aam mistake

    You are right brother. Yeh ghalti akser ho jati aor isky pechy greed hey. Jeb kisi terf movement fast ho jaey to trade laga di jati hey lalach main a ker keh kahin main reh na jaon profit se aor hota uska ulat hey aor woh trade ohir loss mai jati hey. Jeb bhi market tezi key sath move kery aor khas ker H1 ki candle lambi beney to woh lazmi wapis ati hey.
    • #3 Collapse

      Re: Aam mistake

      Common mistakes mn
      1. Weak Learning
      2. Weak Analyses
      3. Jaldbazi
      4. Zayada Profit ka lalich
      5. Loss hony ki surat mn trade closing mn delay krna
      6. Depend on others like copy trade
      7. Demo Practice na krna

      En cheezon ki wja sy admi apna experience use ni krta bl k tuky lgata h jo k akser loss mn jaty hn aur account wash ho jata h
      Just view ???, Like kon kry ga???
      • #4 Collapse

        Re: Aam mistake

        G Hn Dosto forex trading ma jb market ma tazi ho to hmain aisi soort ma trade nhi lgani chy Kiun k market agr Hmari favour ma na ai to es sy hmain kafi loss ho skta hy or ye aj kl am mistake hy jo hr koe krta hy es ly hmain tb he trade lgani chy jb market set ho jy
        • #5 Collapse

          Re: Aam mistake

          ap ki bat belkul theek hai k forex mien aksar aisa he hot hai k jab hum log trade laga rhy hoty hinto aksar us waqt market mien bhut zayada movement honi shoro ho jati hai jis say yeh ya to up jati ai down or yeh jis taraf jati hai hum bee us taraf he trade open ker dety hien jis say kuch diar bad market usi speed say wapis ati hai or hum apna loss ker lety hien.
          • #6 Collapse

            Re: Aam mistake

            dear ap ne bilkul theek kaha hai main ap ki bat se agree krta hon aksra jub market ka jis side move krte hai chahye wo up ho ya down tu aksar members jaldbazi main apna order laga dyte hain baz dafa essa he hota hai ke jis tezi ke sath market up ya down ja rahe hai tu osy tezi ke sath phir trend change ho jata hai is se hum forex ki zuban main news fact kehty hain jis ka market per ziaydeh asar hota hai hamesha market ke trend ko samjh kr ke order lagna chahye then ap profit earn kr paye gyen
            • #7 Collapse

              Re: Aam mistake

              jjbb hum dekhtaoo haain k market bhht taizeey see move krrtaii haai to hum foraan se trade lgaa detaai haiin k hum kheen an reh jaain aur dsraai log profitt mein chlaai jaain is lalch ke wjaah see hum trade lgaa detai haain aur market phee neechaii a jtee haaii aur nuqsaan mein chlnaaai lg prhtee hau dsree ghltti hum yeh krtaai haain k trade ko closee hee krtai hain is umeed mein kia ptaa oper jai mgr koi confimation neee bn rhee hote isse phr accnt bhee wash ho sktaa haiii...in ghltion see hmaain prhaiuzz krnee chahiyaiii
              • #8 Collapse

                Re: Aam mistake

                Je ha bilkul sahi kaha apny me apki baat se agree karta ho ku k ager market ke movement tez hai to aap uss time kabhi trade na lgaye ager lgaty bhi ho market ko bharpur tareeky analysis kar ke trade open karo taky apko yaqeen ho jaye ke ham wrong side pe trade open ni kar rahy
                • #9 Collapse

                  Re: Aam mistake

                  g han bhai jan ap ne bilkul theek hi farmaya he dekho yar ham agar is me jald bazi karte hen to hamen loss hota rihta he aor ham majboor ho jate hen agar ham sabar aor thamul se kam kia karen to acha hi rahe ga hmare liye
                  • #10 Collapse

                    Re: Aam mistake

                    bilkul apki bat thek ha ma b some time asy he karti thi lkn 2 3 dafa loss hony k bad ab ma jab tak market proper apni actual condition may a ni jati tab tak trade ni leti or hmain tab tak wair kar lena chahiy..asy hum profit k chakr may loss kar jaty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Aam mistake

                      hnaji bhai yei aik aam mistake hai log trading karty wkat is bat say dar kar market close krdaty hala kay hamen mareket ki movement say dar kar close nai karna chaea balky uska intzar karen or jald bazi main koi galt faisla na karen jis say apo nuksan uthana pary forex trading main patience say kam len
                      • #12 Collapse

                        Re: Aam mistake

                        market main boht sayy log ye mistake karty hain kay chlti market main ttrade aysy lagty hain jab market ko fast move kar rahi hoti hay agr to is main taze say market up ja rahi hay to aysa b ho sakta hay kay market palat b jati hay or or market down b ja sakti hay or tra trade karna kafi risky ho sakta hay loss b ho sakta hay
                        • #13 Collapse

                          Re: Aam mistake

                          Market ki tez movement ya unstable market ma trade bilkul nahi lagana chaheye ye ap na buhut achi bat kahi ha kion k jab market ki movement unstable hoti ha to us waqt jis taraf bi movemnt ho up ya down vi usi tarah opposite bi usi tazi k sat a skati ha our humain loss ka samna karna par sakta ha esi leye koshih karni chaheye k unstable market ma trade na lagaya jaye
                          • #14 Collapse

                            Re: Aam mistake

                            Apki baat bilkul tk hai hamy hamesha trade jab hi lagani chahiya jab market ya tu up ho ya bhot down ho kiyon agat jaldbazi mai trade lagai jati hai wo loss hi deti hai full analysis k sath hi trade lagani chahiya uska faida profit ji surat mai hi milta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Aam mistake

                              G ye mistake har koi karta hy aur new trader ziada ye mistake kartay han aur ye jald bazi ki waja se hy agr hum sabar se trading karain tu ye mistake nhi ho gi aur hum ko jald bazi mein kabhi bhi trade open nhi karni cahaiye aur market ko dekh kar samjh kar trade open karni cahaiye tab hi profit earn kar saktay han

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X