Forex main profit sy pehly loss ko zahn main rakhiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main profit sy pehly loss ko zahn main rakhiye
    Dear Forum members, New traders ko Forex main kamyab hony k liye zaruri hai keh start main profit ki bijaye loss ko zahn main rakhin q keh start main new traders ko Forex ka koi khas knowledge aur experince nhi hota hai is liye start main un ko loss hota hai..jaisy jaisy knowledge aur experience increase hota jata hai utna ziyada wo forex main kamyab hoty jaty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex main profit sy pehly loss ko zahn main rakhiye

    Forex trading men new traders ko shuru men aksar loss ho jata hey iss liay unn ko chahiay k woh trading start karnay se pahlay loss ko zehn men rakhen ta k loss ho janay k bahd tension nah len aur koshish yeh karen k fresh mind k sath soch samaj kar trading shuru karen ta k loss nah ho
    • #3 Collapse

      Re: Forex main profit sy pehly loss ko zahn main rakhiye

      of course sir mn ap bt sy agree hon bilkul trad karny sy pahly hm loss ko Zhen mn rakhin jub hm trade ko planing karny lagen tu profit ky shat hmen loss ka bhi soch Lena cahiya jes kiunkeh har bonuses mn loss ka ana lazmi hota hy liken profit ziyada aur loss max hona cahiya es tarah ki trade lagani cahiya
      • #4 Collapse

        Re: Forex main profit sy pehly loss ko zahn main rakhiye

        g han bhai jan ap ne bilkul theek hi farmaya he hamen chahye ke ham jab bhi apna trad open karen to hamen loss ke bare me bhi sochna chahye q ke jab ham loss ke bare me sochen ge to ham apna trad acha open karen ge aor earning karte rahen ge
        • #5 Collapse

          Re: Forex main profit sy pehly loss ko zahn main rakhiye

          ye to apki baT THK H K JO BHE KAM HM START KREIN US MEUINM DONO PEHLOHMARE SAMNE HOIN K IS MEIN NFA BHE HO GA OR LOS BHWE HO SKTA H GOYA YE DONO CHEZEIN KAROBAR KA HISA HAIN Orrforex mein to ye bat ha he los bhe or nporofit bhe mgr hm agr ehtyat ase kam mkrein or mehnat krein to hm ek ache porofit ki trcf ja skte hain
          • #6 Collapse

            Re: Forex main profit sy pehly loss ko zahn main rakhiye

            Sir apny bhot achi bat shear ki hai me apki bat sy itfa qkarta hon dekha jay to amoman aesa he hota hai newbies forex me any k bad bas earning ka he sochty han tasveer ka dosra rukh nhe dekhty wo ye chahty han jesy kesy kar k profit earn ho kesi tarha mgr wo bhol jaty han k forex ek aesa business hai jis ap ko profit k sath sath loss bhi hota hai
            • #7 Collapse

              Re: Forex main profit sy pehly loss ko zahn main rakhiye

              Je ha bilkul sahi kaha apny me apki baat se agree karta ho ku k aik kamyaab trader wahi hai jo pehly lose ka sochy phir trade open kary lekn ager aapny market ko analysis ni kia to pehly market analysis karna must rahy ga tabhi aap lose bach sakty ho
              • #8 Collapse

                Re: Forex main profit sy pehly loss ko zahn main rakhiye

                G dears ap ny bilkul thik kaha hai forex mai jaha faida ho ga waha nuksan ko bhii mind mai rakhna chye tab he ap ko pta chal sakta hai ager mind mai 2no chezy ho gee to ap kam dheyan sy kary gy ger loss ka mind mai ho ga to ap kabhii trade ni lgae gy is leye profit ko bhi mind mai rakhy
                • #9 Collapse

                  Re: Forex main profit sy pehly loss ko zahn main rakhiye

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: abdulhadi پيغام ديکھيے
                  Dear Forum members, New traders ko Forex main kamyab hony k liye zaruri hai keh start main profit ki bijaye loss ko zahn main rakhin q keh start main new traders ko Forex ka koi khas knowledge aur experince nhi hota hai is liye start main un ko loss hota hai..jaisy jaisy knowledge aur experience increase hota jata hai utna ziyada wo forex main kamyab hoty jaty hain
                  Yes my dear brother you are right. Forex aik business hai or har business me loss and profits two factors hain. Hmen chahye k hm sirf profit k lye ye business join na krn bl iske 2nd Factor yani Loss ko b zehan me rakhen.
                  Or proper money management learn kr k apne loss ko limit me rakhne ki try kren or profits ko increase kren. Taky hm successful trader bn saken.Ye sirf strong money management and hard working se hi possible hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex main profit sy pehly loss ko zahn main rakhiye

                    agar humay forex trading main loss ho jata hay to es waja say market main pareshani nahi leni chahiye balkeh humay daikhna chahiye keh loss huwa hay to kis waja say huwa hay pher usko theak kar kay agy humay barhna chahiye aur jab hum achy mind kay sath esmain kam karen gay to he esmain safe reh sakty hay
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex main profit sy pehly loss ko zahn main rakhiye

                      forex mai hamy acha knowledge or experience hasial kar ky analysis ko use kar ky lalch or emotions ko qabo mai rahk ky kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha profit gain kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik real business hain hamy loss ko avoid kar ky kam karna chahey
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex main profit sy pehly loss ko zahn main rakhiye

                        agar hum forex mai kam karna chatey hain to hamy profit ko or loss ko mind mai rahkna chahey forex aik world wide business hain hum is mai 24 ganty ma isy kese be wakt kam kar sakty hain forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain forex aik world wide business hain is mai us aor china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex main profit sy pehly loss ko zahn main rakhiye

                          G sahi kaha sirf profit sochnayvse kafi pareshani go sakti ha is me loss ka bhe it a hi chance ha jitna profit ka
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex main profit sy pehly loss ko zahn main rakhiye

                            forex aik asa business hain jis main learning ky sath earning be hasil kar sakty hain is main kam ky duran jab ham loss ho jata hain to hamy zada tense nahi hona chahey balky apni galtio ko avoid kar kay is main mehant or sabar sy kam akrna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain or acha profit gain kar sakty hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X