forex kb say chal raha ha.....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    ye to mujhe nahi pata hai ki forex kab se chal raha haipar mujhe agta hai ki fore xme bahut hi salo se kam ho raha haijabse computer ki khoj hua hai tab se forex bhi ho raha hai ay fore xme bahut hi salo tak kam hota hi rahega ye bahut hi baidya kam hai agar aapko karna aata hai to aapko karna hi chaieu
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      well jnab , ap ne jo thread kara ehin k yeh kb se chal raha hein tu bai mein yeh kehna chahoon gee k bai meujay tu iss baray mein nai pata , q k mein iss forex emin new hee ai hoon , likin jis ne b yeh start kara hein tu uss ne bohat accha kaam kara hein hmk lehe
      • #78 Collapse

        forex business tu kafi acha business hai aur jab net online business strat howa hai tab se ye forex bhi strt howa hai aur log is main job kar rhe hain
        • #79 Collapse

          dear sir, forex trading 19s se chalrahi hai lekin jitna asan ab yeh hogai hai utna pehle na thi. Forex trading main apko sirf internet of computer ki zarorat hoti hai or documentation is liyeh kam hai.
          • #80 Collapse

            dear itna tu ni pta but itna janti hon ke forex bhot arse se chal rha hha forex se ham sb ko bhot faida hota ha aur forex bhot acha business ha jis ko hr koi janta ha
            • #81 Collapse

              forex too bohaat pranay business haa mugar abb yah online business ban chauka haa Forex aik achha business heey jiss seey hum achi earning kar sakhtay hain iss kaliaya hamain mihnat kaarnay kee zaroorat haa iss kaa bad hee hamm aik acha treader sabit hoo sakhta haa
              • #82 Collapse

                forex 20 sal se cahl raha hai pakistan main 2000 se suro hua tha forex main pakistan k mbahot se log kam karty hain our profit uthty hain bhi jan
                • #83 Collapse

                  forex markeet meen trading 19s see kaamm kar rahee hee . shurooat meen yee itnaa assan nahee thee abb too internet ki sahoolat her jaga mojood hee oor computer bhee asani see dastyaab heen oor mushkill nahee rahee.
                  • #84 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: ccdbhatti پيغام ديکھيے
                    forex ko kitna arsa ho gaya ha.kb say log is par comments kar raahay han.
                    Sir is ki history ka to nahi pata par ma ne to aik mahina phle hi join kia ha or ma kafi mutmain hn k ye aik acha plate form ha jis pe ham acha earn kar skte han or ham is se bohat kuch seekhte bhi han bs trading thori c mushkil ha or par ham us pe bhi command hasil kar skte han thori mehnat kar ke.:)
                    • #85 Collapse

                      yar bhai ji muje ap ki smjh nhi ai hai k ap kia keh rahy hain agr to ap ne is forum ki baat ki hai to ye to 2007 se chal raha hai aur agr ap ne forex bussiness ki baat ki hai to ye to bht hi ziada purana hai aur 19 se bhi pehly ka hai jis main ye hai k aj to ye is liye itna famous ho gya hai q k hamry pass net hai nhi to nhi hona tha
                      • #86 Collapse

                        Forex kitne dinse chalraha he eto batana muskil he kiun ki me to abhi new hun lekin forex business bshut hi purana business he.lekin forex ab jitna asan he pehele utna asan nehni tha.
                         
                        • #87 Collapse

                          yes dear aap ne theek kaha main aap ki baat se agree karta hun, or main ye kehna chahta hun ke meri knowledge ke mutabiq forex curruncy exchange bsiness hai or es business ki starting 1974 me ki gai thi, or us waqt ye business bohat difficult tha, lakin waqt ke sath sath es business ko easy banaya gaya hai, taaky es business ko har koi kar saky.
                          • #88 Collapse

                            purana member bta skta ha k forex kb sy kam kar raha ha lekin itna zaror pta hay ki wjase ajtk zinda hai or berhta hi jaega. han agr apko iski history chaye
                            • #89 Collapse

                              Bhai wasay to forex kafi purana usiness hay laikn iss main zayda modrenizm 1970 main aya tha jb banks say currencies ki trading start ho gy thi laikn jb say internet wjood main aya hay iss main modernizm mzeed paida ho gya hay ab her koi iss main kam ker skta hay jo internet use ker skta ho.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                Assalamu alekum dear... :) bohat ajeeb post hai yeh parh k mjhy shirmindgi hoti hai k dunia chand pai phnch gye hai or hmary logo ko forum and forex ka nhi pta bhai posting forum pai hoh rhi hai forex main nhi

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X