loss honai pr hope lose nhe krne chahiyaii...!!!!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss honai pr hope lose nhe krne chahiyaii...!!!!
    Assalam o Alaikumm....!@!!!!!!!! jjb bhe hmaain forex ya kisey bhe bussiness mein loss ho jai to uska yeh mtlb nhee hai k hum usko choor daain blkai is ka mtlb hai k hmaain aur ziada hardwork krnai ke zroraat hai kch log loss honai pr bussiness koo choorr detai haain ....hmaain oss py hope losee nhee krnee chahiyaii blkaiii joo bhe ghltiaan hoo unsee seekh k apnai kaam ko agai brhnan chahiyai .........
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss honai pr hope lose nhe krne chahiyaii...!!!!

    Bilkul aap ki baat sahe hy main aap sy agree karta hn kiu k jab aap himat haar jaty ho to aap kisi bhe jga py kamyab nhe ho paty is liye aap ko chaiye k kkoshish karyn k phly to loss ho he na agar ho bhe jae to is sy sheeky or dhaiky k kidar aap ny ghalti ki hy or improvement karyn ta k aap ko trading ka ziada bhtar tareeqy sy idea ho jae or aap ko acha profit milta rahy jab aa is diaheart ho k kaam karna choor do gy to phir aa kisi jga py bhe kaam nhe kar pao gy kiu jab bhe aap ko loss ho ga to aap udhar bhe aysy he react karo gy is liye koshish karyn k apny andar skills paida karyn ta k ek achy treader ban jae
    • #3 Collapse

      Re: loss honai pr hope lose nhe krne chahiyaii...!!!!

      Forex trading men loss aur profit hota rahta hey lekin kuch log loss ki waja se tension ley letey hen aur dil chor detey hen unn ko chahiay k woh hosla bilkul nah haren aur loss se sabak seekhen aur apni ghalti ko door karen ta k dobara loss nah ho
      • #4 Collapse

        Re: loss honai pr hope lose nhe krne chahiyaii...!!!!

        Kisi bhi buiness ko jb start kiya jata hai to start main loss hota hai q keh shoro main knowledge aur experience nhi hota hai..isi tarah forex main new traders ko start main loss hota hai..agar loss ho to un ko mayoos nhi hona chahye balkeh hard work kar k forex ko achi tarah learn karana chahye aur demo account per practice karni chahye..
        • #5 Collapse

          Re: loss honai pr hope lose nhe krne chahiyaii...!!!!

          g me sab bahi agree krta q ky ek umeed e huti a hr kam me or zindgi be matlb ky hr kam me umeed juri hui huti a or jb se tot jae tu sb khatam sb taba kush nae rehta hrna koi bri bt nae pr hr kr peshy hat jana ye buri bt a agy wohi jaty a ju apni galteo se skhty a phr e kamyab huty a or pbr log un se sikhty a or sb se ashi bt demo he js me ap apna ap check kr sakty practice be br br kr sakty o or asy krny se ek new power full umeed milti a
          • #6 Collapse

            Re: loss honai pr hope lose nhe krne chahiyaii...!!!!

            agar humay forex trading main nuqsan ho gya hay to es waja say hum na umeed nahi hona chahiye kyun keh jab hum umeed he chor dain gay to pechy kya bachta hay humay chahiye keh forex trading main mehant karen apni kamzorio ko theak karen kyun keh theak kar kay he hum forex trading main achi earning kar sakty hay aur safe reh sakty hay
            • #7 Collapse

              Re: loss honai pr hope lose nhe krne chahiyaii...!!!!

              na umeedi gunah hay agar hum loss honay ki waja say forex trading main na umeed ho jaye gay to es trha hum forex trading main kamyab nahi ho sakty es liye humay chahiye esmain sabar aur tahumat kay sath trading main knowledge ko barha kar aur seekh kar he kam karen tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay
              • #8 Collapse

                Re: loss honai pr hope lose nhe krne chahiyaii...!!!!

                loss forex market ka ek hisa hai agar apka forex main kabhi loss ho jata hai to apko himat or hope nahi harni chahye apko apni mistakes sudharni chahye jis ki wjah say apka forex main loss howa and apko yeh chahye k mazeed demo account pay practice krain and learn krain lekn himat na harain or mehnaat krty rahin ek din apka wo loss bhi cover ho jaye ga and apko profit bhi mile gi.
                • #9 Collapse

                  Re: loss honai pr hope lose nhe krne chahiyaii...!!!!

                  Bilkul ap ki bat sahi hy dunia mein koi bhi aiesa business ni hy jiss mein loss na ho loss to har business mein hy aur is k sath kiyon k forex trading aik business hy isi liye loss to hy forex mein lekin profit bhi unlimited hy forex trading mein to mere experience k mutabik humein forex trading ko chorna ni chahiye humein experience bnana chahiye aur phir trading karni chahiye
                  ALWAYS BE HAPPY
                  • #10 Collapse

                    Re: loss honai pr hope lose nhe krne chahiyaii...!!!!

                    jo log loss ke waja se forex chor dete han me ne dekha hye ke wo log phr se koch month ke bad phr se forex join krte han phr se on ko loss hota hye js waja ye hye ke wo log as first loss se nahi sekhte and or zayda learnings nahi krte jo log zayda learnings krte han wo zayda earnings krte han me ne dekha hye koyi bhe trader loss ke bager kamyab nahi hova forex me
                    • #11 Collapse

                      Re: loss honai pr hope lose nhe krne chahiyaii...!!!!

                      Sab old traders ko pata hai k trading me loss hota hi hai new members ko ye hi mashwara hai k loss ho to umeed mat chory bal k loss me sy sabaq sikhy ta k dobara loss na ho apko or ap ki trading behtar ho.
                      • #12 Collapse

                        Re: loss honai pr hope lose nhe krne chahiyaii...!!!!

                        forex main loss py loss tab hota hain jaaab aaap thek tara fforex ko learn nhe karte hain bhot new trader hain jo k big big lot laga lete hain and pher loss kar dete hain apna account forex main kaam say kaam lot use karni chahiye earn say ziyda forex main apni money safe rakna lazmi hain earning hoti rehti hain par loss py loss account wash kar deta hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: loss honai pr hope lose nhe krne chahiyaii...!!!!

                          na umeed nahi hona chahiye agar hum nay umeed he chor di to hum kamyab to ho he nahi sakty aur humay chahiye keh forex trading main ziada say ziada mehnat kren ta keh forex trading main achi earning kar sakty aur seekh saky es business main mehant karnay say he seela milta hay aur wo humay ziada karni chahiye

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X