Choti ghalti bera nuqsan.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Choti ghalti bera nuqsan.
    Dear forum members aslam o alaikum.
    Trading main koi bhi mistake small nhen hoti is leay pori ahtiat key sath trading kia kerain. Akser jo trader mistake kerty hain woh yeh hain.
    1. Stop loss ka na lagana.
    2. Trend key opposite trade lagana.
    3. Apni capital amount se beri lot size lagana.
    4. Aik waqt main ziada trade open kerna.
    5. Jeldbazi se kaam lena.
    Ager in baaton ka khial rakha jaey to hum bery nuqsan se bech sekty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Choti ghalti bera nuqsan.

    G bilkul may ap bat say full agreekata ho k ager hum choti choti galtin forex may karty rahin gay to hum ko bohat bara loss ho sakt aha mean k ager hum stoploss use nahe karin gay to mara account proper money management k agaist ho jaye ga es leyh better ha k hum all rules forex k follow karin aur then trading put karin,
    • #3 Collapse

      Re: Choti ghalti bera nuqsan.

      G ap ki bt tk ha or ap ka thanks btany ka shukriya q ky ma new member ho or is la atna knowledge ni ha tha or ap ki post pr kr information mil gai ha ky is business ko ksy kr sakty ha hm or ap ny jatni be btay ki ha on sb pr foks krow gi ky ma be jb km krna shorow krow to koei galti Na krow ta ky nuksan Na ho mujy
      • #4 Collapse

        Re: Choti ghalti bera nuqsan.

        Business men ghalti tu kisi se bhi ho sakti hey lekin koshish karni chahiay k uss ghalti ko door kiya jay kiun k agar aik ghalti ko door nhi karo gey tu bar bar ho gi aur bar bar loss hota rahay ga bahz aokat choti c ghalti bhi bara loss kara deti hey iss koi bhi kam aaram se soch samaj kar karo gey tu mistakes kam hon gi aur jaldi men bhi mistakes ziyada hoti hen
        • #5 Collapse

          Re: Choti ghalti bera nuqsan.

          G HAN BHAI AP N BIL KUL THK KAHA H K HR WO KQAM JIS MEIN HM galtian krein ge to hm is mein noqsan uthana pare ga is lye hm agr galtion se bcheuin ge to hm losws se bch skein ge is lye choti choti galti bhe tb bhe us se bchna chahye wo bhe kbhe bare noqsan ki trf le jae ga
          • #6 Collapse

            Re: Choti ghalti bera nuqsan.

            Good brother ap na buhut hi achy tips btaye ha agar in pa amal keya jaye to waqee big loss sa hum bach sakty ha lakin agar in tips ko hum ignore karty ha to es soorat ma humain nuqsan ka samna ho sakta ha es leye koi bi trade open karny sa pihly humain chaheye k ak martaba in tips ko zihn ma zroor duhraye
            • #7 Collapse

              Re: Choti ghalti bera nuqsan.

              G bilkul theak kha ha ap ny hame chahiye k Jo b ham es es forum ma galti hoti ha us ko koshish kary k us galti ko dur kary or agr ham esi tarha Choti choti galtio ko ignor kar dy gay to phir hame naqsan he ho ga or hame loss he ho ga or hamari galtio sy account b wash ho sakta ha es liye choti choti galtio ko dur kary to phir he ham kamyab ho sakty ha
              • #8 Collapse

                Re: Choti ghalti bera nuqsan.

                forex mai jab real account mai kam karty howe hum koi cote galti ho jy to hamy big loss ho jata hain or hamare sare mahnet zaya ho jate hain or is mai market ka koi qasur nahi hota isliye hamy apne galtiyo py gur karty howe kam karna chahey pher he hum loss ko avoid kar saky gy or acha munafa hasial kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy
                • #9 Collapse

                  Re: Choti ghalti bera nuqsan.

                  Assalamualaikum ji bilkul si kaha hai AP ne chota hum Choti ghalti krty Hain or bra nuksan Uthana parta hai iss liye hamen Choti se choti ghaltiyon see bachna chahye or trading pore knowledge or skills see krni chahyen or pori mehnat kren taky ghalti ki koi gunjaish hi na rhy
                  • #10 Collapse

                    Re: Choti ghalti bera nuqsan.

                    G han boss kabi kabi chuti galti se hi apko kafi bara loss jilna parta hai galti hoti to hai mager humy apni us galti Se sabaq hasil Krna chahiay or apni galti Ka solution dundna chahiay taky ap bar bar wohi galti krny Se loss Se Bach saken
                    • #11 Collapse

                      Re: Choti ghalti bera nuqsan.

                      Trading mai ham aksar choti choti ghaltian kartay hain Jo k hmaray lye big loss ka sabab banti hain aksar ham log kisi trade mai market ka analysis kye bghair entry le laity hain and phr apni trade p stop loss b nae lgatay and kbi kbi trend k opposite trade LGA daitay hain and is k bad Jo ghalti ham krtay hain k aik waqt mai bahot saari trades mai entry lay laitay hain agar ham apni ghaltion p kabo paa pain to big loss se Bach saktay hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Choti ghalti bera nuqsan.

                        Dear forum members Assalamu Alaikum Rahmatullahi Wa Barakatuh pyare Bhai Jan ap both Acha questions Kia Hy min apke bat se agree krta hu choti choti misstake se kabi kbi humko both zada loss ho jata Hy is liye himko Soch samj ky tradeging krni chahy thanks u so much dear brother
                        • #13 Collapse

                          Re: Choti ghalti bera nuqsan.

                          Je ha bilkul sahi kaha apny me apki baat se agree karta ho ku k hamari choti se choti galti hamary lye bary se bary nuqsan ka bais bun sakti hai iss lye hamy trade open karny se pehly market ko bharpur tareky se analysis karna zrori hai aur apna mind fresh ho tab he hamy t4ade karna chahye
                          • #14 Collapse

                            Re: Choti ghalti bera nuqsan.

                            Dear ap ne thek post ki hai aksar hum choti choti ghltian kar dete hain aur ini choti ghaltion se hamara account wash ho jata hai lehaza hum ko aysa nhn karna chahiye aur hum ko seekh aur smjh k kam karna ho ga ta k hum jaldi se jaldi es business ko seekh aur smjh k kam karain ta k hum ko acha faida hasil ho jaye...
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Choti ghalti bera nuqsan.

                              forex trading main har galti nuqsan par he khatam hoti hay es liye humay chahiye keh kam say kam galtia karen tab he humari trading achi ho sakti hay es business main humy mehnat karni chahiye aur seekh chahiye es business main tab he humari trading achi aur skill bhi theak ho sakti hay esmain khoob mehnat karni chahiye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X