weekly market analyzing daily analyzing se bahot powerful ho sakti hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    weekly market analyzing daily analyzing se bahot powerful ho sakti hay
    Market ko time frame chart pattern me ya fundamental key sath technical base par be weekly analysis kia jaye to ye daily market ki analyzing se bahot hi zeyda batter ho sakta hay, market ko samjna short time me mumken nahi na to time frame chart me traders ko short time me market ki samaj a sakti hay aur na hi news ye indicator use kar key market ko shortly base par analysis karna asaan hota hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: weekly market analyzing daily analyzing se bahot powerful ho sakti hay

    dear kuch had tk main ap ki bat se agree krta hon daily market analyses se weakly market analyses kren tu behtr profit ki umeed ki ja sakti hai laken os ke liye ap ke pass capital acha hona chahye kyn ke long term ke liye ap ke pass margin acha hona chahye jub tk ap ke pass margin ziyadeh nahe hoga ap long term nahe kr sakte hain or jin ke pass margin kam hota hai wo daily market analyses per trust krte hain kyn ke wo short term trading he kr paty hain
    • #3 Collapse

      Re: weekly market analyzing daily analyzing se bahot powerful ho sakti hay

      Brother trend ka anayslis app jitne baray time frame ka daikhin tu woh behtar rehta hai aur neechay waly sary time frames say ziada accurate hota hai . lakin masla yah ho jata ha ke weekly base per tradign karnay ke liye kafi ziada capital cahiye hota hai kion ke iss ka stop loss b app ko iss ke range kay mutabiq he set karna hota hai iss liye bonus account holder kay liye hour 4H aur maximum daily trend daikhna he behtar rahy ga maire khayal say.
      • #4 Collapse

        Re: weekly market analyzing daily analyzing se bahot powerful ho sakti hay

        اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
        Market ko time frame chart pattern me ya fundamental key sath technical base par be weekly analysis kia jaye to ye daily market ki analyzing se bahot hi zeyda batter ho sakta hay, market ko samjna short time me mumken nahi na to time frame chart me traders ko short time me market ki samaj a sakti hay aur na hi news ye indicator use kar key market ko shortly base par analysis karna asaan hota hay.
        Bat to ap ki thek hai kafi had tak lekn mera khayal hai humain trade k hissab se market ko analyse krna chahye jesa k ager hum bahut short term trade kar rhay hain kch hours k liye tehn m15 se m30 best hai or ager hum pora day trade hold karna chahty hain to h1 se h4 or ager hum long term hain market me like days or weeks par to D1 or w1 sab se best hai time frame market ko analyse krny k liye.
        • #5 Collapse

          Re: weekly market analyzing daily analyzing se bahot powerful ho sakti hay

          market ka analysis karna bohat he zaroori hota hay agar hum sahi say analysis kar kay market main trade karen gay to he humari trade achi ho sakti hay aur market main safe bhi tab he earning kar sakty hay es business main khoob focus bhi karna chahiye tab he humari trade safe aur achi ho pati hay jab analysis kay baad ki jaye
          • #6 Collapse

            Re: weekly market analyzing daily analyzing se bahot powerful ho sakti hay

            Assalamu Alikum

            Agr hum weekly market analysis krty hein r roz market ko nai read krty to es ka hmein zayda fayda nai h kyn k ye confirm nai hota k agr aj market up ja rhi h to wo puro week up e rhy gi down nai jay gi, es sa hmein zayda loss ho sqta h es liye weekly ki bajay agr hum daily market analysis krein to bht best ho ga.

            Thanks
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: weekly market analyzing daily analyzing se bahot powerful ho sakti hay

              Hello friends hope you all will be fine.
              Dear friend.a p ki bat bilkul durust hai forex market men weekly market analyzing daily analyzing se bahot powerful ur behtar hai par mera personal opinion hai key key analysis ki ahmiyat se inkar nhi kiya jasakta hai chahy wo weekly analysis hu ya monthly analysis hu.forex market men jab bhi entry len us sy pehly achi tarhan analyse karen

              اب آن لائن

              Working...
              X