over trading.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    bhai jan agr ap forex trading business men new enter huy hen to over trading na kre over trading krny ky boht sary nuqsanata he is sy boh zayada loss bhi h sakta hy greed sy avoid kren ap ko profit ho ga or success mily gi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      my dear sister g ap ne bilkul sahi kaha hamain is cheez se bachna ho ga jhu ke wo hum se daine ke bagay advance ka hisab mangte hain is se hamain loss hota hai
      • #48 Collapse

        Over trading ka mere view k mutabiq aur to koi nuksan nahen hai lekin agar ham over trading karte hain to ham her waqt dipression ka shikar rahenge aur hamare sehat kharab ho sakti hai is liye ziada trading say bachna chahye.
        • #49 Collapse

          brother apko over trading Katmai chay hai but aik limi tak aik limt sy zayadah apko trade ne lagani chaye hai warn aapka loss b ho sakt ahai
          • #50 Collapse

            AGar aap chahtay hain kay aap ki investment jald hi loss main chali jaye aur aap Forex kay business say nafrat karnay lag jayen to aap overtrading karen. Yeh aik bohat hi galat aadat hai jis ki wajah say hum bohat hi kam arsay main Forex main apni investment ko zaya kar saktay hain. Is say har soorat bachna bohat zaroori hai.
            • #51 Collapse

              g bhai apne bhot he ache baat kahe hai and mai apki baat say agree karta hu and mai samjta hu humay forex per ziyada trading karni chaiye humay forex per just limited trading he karni chaiye
              • #52 Collapse

                baest kaam ha ya hi acha thread post kiya hay.. is se logoun ko bohot kuch seekhne ko milraha hay.. forex ek bohot hi acha forum hay.. is se jhajs
                • #53 Collapse

                  App ne bilkul sahi kaha hai hum ko stat main ya akabhi bhi tarding main 1 ya 2 se zziada trades nahi karni chahye kun ke iss se hamy loss bhi ho sakta hai hum ak main los karain tu sath hi dosri bhi open kar dety hai jo ka theek nahi hai iss tarah hum apna sara paisa loss kar dain gay.
                  • #54 Collapse

                    hamay overtradinng sy bach k rehna chae ha is sy hamay loss b ho sakta ha agr to forex buisness ma hum zeyada ki lalach na karin aur soch smj k kam kary to hamay buhat acha faida ho sakta ha
                    • #55 Collapse

                      g a p ki bat bilkul thak ha ger ap ko trade main over hon ha to e ka diretckly matlbya hota ha k ap apana los ar rahy hain so do nt not over trading
                      • #56 Collapse

                        trading kay 2 treeqy ya 2 style hain jin main say aik ko short term trading kehty hain aur 2sry ko long term trading kehty hain short term daily base per ki jany wlai trade hay jis main ap aik time frame kay tehat trade karty hain is main hi apni tarde ko close ker dety hain ab agr ap is time say above time kam karty hain to phir is ko over trading kehty hain
                        • #57 Collapse

                          Bhai jan mere mutabik trader ko kbi b over trading nhi krni chahiye blkay apnay target k mutabik trading krni chahiye or lot size ko apnay balance or money management k mutabik rkhna chahiye Q k over trading say trader ko loss ho skta hai or esa krna kafi risky b hota hai.
                          https://t.me/pump_upp
                          • #58 Collapse

                            Good friends Forex trading really safeguarded strategy i would like to be able to evaluate my separate life this is exactly why When i already have numerous wishes via Forex trading that we desire Forex trading can match. sizzling hot to get success with currency trading is usually train with tryout accounts.
                            • #59 Collapse

                              yes forex tradong main over trading blkul nahi krni chahiye kiyon k over trading main hum baaz okat baray loss ka shakar ho sktay hain is liye over trading say prhaaz krna chahiye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                over trading be kisi ko he zaib deti hai aur har banda nahe kar sakt ahai agar es ne try keya tu somewhat loss mai jae ga ap bs target achoeve karo aur yaha pe rest karo

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X