Market itna slow q hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market itna slow q hai?
    Agar kesi nay ajj judge kiya ho tu clearly pata chalta hai k market mai movement kafe ziyada slow hai so kiya waja ho sakte hai apki experience kiya kehti hai maire knowledge k mutabiq ye baat samajnay mai aarahe hai k ajj koi khas event nahe hai aor na he aise koi khas financial data abi taak out hovi hai jeski waja say market wait kar rahe hai kesi be confirm information k leye aor khas kar kesi be momentum k leye so agar ap market mai trades k leye enter jona chaho tu kafe ahteyat k saat enter hona q keh es situations mai koi be ghalat trade baad mai kafe ziyada mushkilat paida kar sakte hai .
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market itna slow q hai?

    bhai market to slow hota hi rehta hai bus ap apni working par focus rakhey agar ap ki working achi nai ho ghi to ap ko market k slow ya fast hone ka koi benefit nai ho ga so agar ap ek ache trader bannana chahte ho to ap ko bohat ache se forex me work karna ho ga or gambling or greed se bach kar rehna ho ga ku k ye esy kam hai jo trader ko barbad kar daty hai.
    • #3 Collapse

      Re: Market itna slow q hai?

      Forex trading ka business bhi Economical Market per depend karta hai. Jis din ziyada market ki news aati hai to us din currency kay up down main fluctuation kafi tez hoti hai aur phir hum sahi trading strategy kay sath acha profit bhi gain kar saktay hain.
      • #4 Collapse

        Re: Market itna slow q hai?

        dera ap ny theek bat not ki hy waqi ager daikah jay tu kal sy hi jab market open hoi hy market mai koi khas move nahi rahi kal ka din tu bas market 10 pips oper or 10 nechy hi kerti rahi or logo ky stop loss hi khati rahy per aj ki ager bat ki jay tu mai samjhta hun ky aj kuch na kuch move daikhny ko milti hy jaisy ky ap ager gbp ko daikhy tu aj us ki news thi us ny bi achi move ki hy or eur ny bi ki hy or ager ap gold per kam kerty hy tu ap ko 1278 sy achi buy ki trade mile hy jis ko ager us time buy kiya jata tu acha kahasi move ki waja sy ap ko acha khasa profit ho sakta tha bas bat ap ky us time grip ki hoti hy.
        • #5 Collapse

          Re: Market itna slow q hai?

          Market slow isliye bahut zyada hai kya aap ko Maloom hona chahiye Ke Jab aap forex market Mein trading karte hain Tomar cute slow isliye jyada hai ki Jab aap ko pata hona chahiye aap ki analysis bilkul acche hai to aap apne acche tarike se trading kar sakte hain Hame chahiye ki market Mein slow movement ke upar trading karna chahiye Kyunki slow movement less volatile market ki alamat hoti hai.
          Less volatile market ke baad Hai volatile market condition BRT Hai Jiske Upar Hum market se Accha income kar sakte hain.
          • #6 Collapse

            Re: Market itna slow q hai?

            Kuch to market bi slow move pe chal rhi h lakin agr ap ny currency ki jaga pe Oil ya Gold pe trading ki hui h to apki move zayada fast ho gi q k ye 2 pair fast move krty hn as compare to others. Agr en pair pe thori si move ko bi ap cash kr sakain to bi acha profit ly skty hn.
            Just view ???, Like kon kry ga???
            • #7 Collapse

              Re: Market itna slow q hai?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
              Agar kesi nay ajj judge kiya ho tu clearly pata chalta hai k market mai movement kafe ziyada slow hai so kiya waja ho sakte hai apki experience kiya kehti hai maire knowledge k mutabiq ye baat samajnay mai aarahe hai k ajj koi khas event nahe hai aor na he aise koi khas financial data abi taak out hovi hai jeski waja say market wait kar rahe hai kesi be confirm information k leye aor khas kar kesi be momentum k leye so agar ap market mai trades k leye enter jona chaho tu kafe ahteyat k saat enter hona q keh es situations mai koi be ghalat trade baad mai kafe ziyada mushkilat paida kar sakte hai .
              No my dear sir. Agr ap aj k new calendar pr nazr dalen to aj GBP p boht important news thin jin waja se aj GBP/USD b takreeban 70 pips tak move ki hai. Yani 1.2855 se 1.2929 tk ki movement hoi hai. Is ki waja ye hai k GBP pr jo news ai hai us se pond strong hoa tha. Magr dosry pairs pr koi khas events nai thay to un me slow movement hi hoi thi.
              Or mery khyal se hmen us din trading hi ni krni chahye jis din market me slow movement ho or wo range me hi move krti rahy. Q k is se hmen loss ka ziada imkan hota hai.So, Jb market normal movement ki halat me ho tab hi entry leni chahye.
              • #8 Collapse

                Re: Market itna slow q hai?

                Dear friend market main hamesha tabdely aty rahty hy kabhi market bohot tezi say movement karth hy aur kabhi market slow bhi hk gaty hy as main koy pareshani ki bat to nahi ap aona analeses karen aur market main in ho gain to ap apni earning hasel kar lain
                • #9 Collapse

                  Re: Market itna slow q hai?

                  forex market slow be hote hain is wakt hamy is mai kam nahi karna chahey q ky hamy loss be ho sakta hain forex aik online business hain hum is mai investment be kar sakty hain or trading be kar sakty hain yai dunay ky bohat sy mumalik mai unique ban cuka hain or yai kabe be band nahi ho sakat hum isy apna life time career be bana sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Market itna slow q hai?

                    bhai jaan market itna slow as lity hai q k as ka trade aesa bana how hai as liy aes a hai as main ham ko tention lene ki zarorat nahi hai q k as main ham kabhi tu profit ho gaa as main agar terntion leen gee tu ham ko as se koi fyada nahi ho gaa as lity ham ko aesa nahi karna chahiy hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Market itna slow q hai?

                      forex aik out off class business hain is ke market jab move karte hain to hamy loss ya profit hota hain hamy is ky up down ko dahk kar mahnet sy kam karna chahey pher he hum acha profit gain kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy jab market slow ho to hamy is mai kam karny ka risk nahi lena chahey q ky hamy loss ho jy ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Market itna slow q hai?

                        merket roaz apne hisab say chlti hain and merket main roaz move hoti hain jitna merket move karti hain daily move ho jati hain and merket is liye slow hain k aaaj friday b hain ans aaj merket closs ho jygi is liye merket bhot kaaam move kar rhi hain and abi kuch pata b nhe hain k merket kiya pata 6pm k bad fast ho jy
                        • #13 Collapse

                          Re: Market itna slow q hai?

                          forex market jab slow hote hain to hamy is mai investment karny ka risk nahi lena chahye q ky hamy loss ho jy ga forex aik out off class business hain hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky up down ko dahk kar analysis ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum acha profit gain kar saky gy
                          ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Market itna slow q hai?

                            forex market slow hote hain to hamy is ke movement ko samj kar kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy forex aik international business hain hum is mai trading be kar sakty hain yai aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be hasial kar sakty hain yai aik world wide business hain is mai hamara koi boss nahi hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X