My Advise

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    My Advise
    dekhiye waise to forex per kam karne ke liye bhut sari chezon ki zrorat hoti hy ke wo ap ko aati hon
    lakin agar ap is mein just kamana chahte hien to ap in chezon ko sekh lein ap ko kbhi loss nhi ho ga
    1.economic celender
    2.patrans
    3.markeet ka Trand
    4. news
    5.mulk ki currecy ka rate
    .kiya ap sub members is se agree ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes my dear bro ma ap ko ya kahna chhon ga ka forex trading ko karna ka leya hama agr hama just forex trading ma kmana ha to hama chhy ka hama in cheezon per twaja dane chhy to ham is sa boht acha profit earn kar sakta han.
    • #3 Collapse

      very gud dear ye apne to bht achy points btay hen is ko to me apne mind me utar ln ga taky is pe amal ker saqn to mujhy to wesy bhy bht learning ki zarort hay aur abhy me is me new hn is liye humy in important points ko follow ker ker k he experince ay ga aur ak din achi trading ker saqy ge
      • #4 Collapse

        yess app nay bilkull sahi post ki hain aur aik dam correct kah rahay hain agrr yee sarii chezzy hummseek jaye too hum sirfd is may profit hi kary gaa
        • #5 Collapse

          salam bhaijee meri app ko advise hai kay app forex mein laaluch na karin aur saber se kaam karin yaah app kay liye acha hai ??????????????????
           
          • #6 Collapse

            salam bhai jee mein app ko yaah he kahon ga kay app forex mein laaluch se kaam na lain is ki waja se app ko kaafi loss ho ga is se bachna chahyia jitna bach saktay hain
             
            • #7 Collapse

              g han esa e hai, economic calender ka pta hona chahiye aur sb se zyada market trend ka pta hona chahiye, market trend ek esi cheez hai k jis k bager ap ko market ka pta ni chl skta
              • #8 Collapse

                my brother AP Ne Jo bi know leg ah me De ya is Se mushe boat koshi hi he MASHEALLAH AP KO Forex k bare me kafi know leg he AP ahem ye know leg De kar ha mare km Karna boat as an kar ti he.
                • #9 Collapse

                  ji haan bhai jaan is main asal main seekh kar he kaam karna chahye kyun ka is main jab tak hamara pass knowledge nahi ho ga experience nahi ho ga hum is main nahi kama sakty hai kyun ka is main in cheezon ka hona lazmi hai bha jaan thanks so much joo aap nay itni use full information di hai
                  • #10 Collapse

                    g bhai mn bilkul ap ki bat par agree karta hun forex trading business start karne ke liye in chizon ke bare mn sikhna nhayat hi zaruri hai is ke bagair hm is business se faida hasil nhi kar skte aur khas to par new members jo forex trading join karna chahte hn unke liye to ye chezain sikhna bht hi zaruri hai
                    • #11 Collapse

                      yes apne bilkul sahi kaha hey aur yeh forex ki basic cheezen hein aur inko samjhna hamarey liye bohot hi ziada zaroori hota hey aur is se hi hum forex mein achi trha se kamiyab ho saktey hain.
                       
                      • #12 Collapse

                        Ge ap ki bat thek he but jab bhi ap ne trade karni ho to ap ak plan tyar karen apne experience ko made nazr rakhte huwe planing bnaen phir us ke mutabik trading karen.
                        • #13 Collapse

                          Ji brother, apny jo advice di hain wo blkl thk hain mai apsy 100% agree krta hun.
                          but meri new traders sy advice hai k wo sbsy phly ek demo account banen aur ksi achy trader sy learning kren then 1-2 weeks practiec kr k wo market men aaen aur jesy bhai ny btaya wesy km kren to INSHALLAH successful trader bnengy
                          • #14 Collapse

                            Yes of course you are say the right that I am agree with you. Your five advise are good and I am suggest the all trader that they are follow these five advise and perform the good work in the Forex market and good earning.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: sajjad hussain پيغام ديکھيے
                              dekhiye waise to forex per kam karne ke liye bhut sari chezon ki zrorat hoti hy ke wo ap ko aati hon
                              lakin agar ap is mein just kamana chahte hien to ap in chezon ko sekh lein ap ko kbhi loss nhi ho ga
                              1.economic celender
                              2.patrans
                              3.markeet ka Trand
                              4. news
                              5.mulk ki currecy ka rate
                              .kiya ap sub members is se agree ho
                              forex par go log kam kar ta han in ka leya mara pas ake advise ha hum forex ka zarea sa news hasel kar ta han or ham is sa sports hasel kar ta han or is ka elay hum is par kam kar ta han or pasa ka ma ta han forex is a very good job but it is very useful job hum is sa ke baton ka pata galta ha is ley hum is par kam kar na pasand kar ta han or pasa ka ma ta han or is ka elay humen forex sa bhat khah hasel ho ta ha or hum is sa hasel kar ta han kaya ap bhe forex par kam kar ta han to ap sab ko mare taraf sa forex par kam kar na chahe he ya

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X