kiya Forex ko Har Koi Join Kar sakta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: kiya Forex ko Har Koi Join Kar sakta hai

    forex ko har koi join kar sakta hain hum is mai investment kar ky acha profit gain kar sakty hain hum is mai live trading be kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain hum isy apna professional career be bana sakty hain forex east wast mai bohat taze sy phal raha hain is mai hamara koi boss nahi hain
    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: kiya Forex ko Har Koi Join Kar sakta hai

      Forex aik open business hay aur is main koe qaid nahi nahi kay kon kon join ker sakta hay. is ko har level ka insan join ker saktahay hay. trading ka liye koe degree waghaira ki bhi koe zarorat nahi hay. jo trader apnay ander itna himmat hosla rakhta hay kay wo apnay loss ko face ker sakta hay to wo forex ko join bhi ker sakta hay aur wo trading bhi achay tarikay say ker sakta hay.
      • #18 Collapse

        Re: kiya Forex ko Har Koi Join Kar sakta hai

        forex ko har koi join kar sakta hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain is mai usa or china jasy bary bary mumalik sahmil hain yai pakistan mai legal ban cuka hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga
        • #19 Collapse

          Re: kiya Forex ko Har Koi Join Kar sakta hai

          G han foreign exchange trading aik aesa enterprise forum howdy jiss men her class k log kam kar rahay fowl lekin iss men kamyab woh log hotay hen jo ziyada mehnat aur lagan se learning kartay chicken aur iss men nah age ki koi limit good day aur nah hello time ki koi pabandi whats up sirf mehnat aur hardworking se trading men kamyabi ho sakti hey
          • #20 Collapse

            Re: kiya Forex ko Har Koi Join Kar sakta hai

            forex aik big business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise office mai jany ke zarorat nahi hote isy har koi koin kar sakty hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai trading be kar sakty hain hum is mai part time be ka kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain
            • #21 Collapse

              Re: kiya Forex ko Har Koi Join Kar sakta hai

              اصل پيغام ارسال کردہ از: adeeljaved پيغام ديکھيے
              Doston umeed karta hun ky ap sub Kharyat sy hon gy bhai hum mein sy har wo shaks forex ko join kar sakta hai jes mein abablity ho kuch hasil karny ki Mgr kafi loog yea bool dyty hein ky forex har koi join kar sakta ha han join kar sakta ha kama nai sakta kamny ky liye knowledge earning strategy ka hona lazmi hai guys do you agree
              Forex trading ko koi bhi join kar sakta hai bus uski age 18 years honi chahiye Kyunki Forex trading account ko verify karwana hota hai Jiske Liye ID card ki jarurat hoti hai
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: kiya Forex ko Har Koi Join Kar sakta hai

                G han forex trading k liay ap ko kisi bhi bari degree ki zaroorat nae ha. Forex trading her banda kerskta ha. Aor her place sy ker sakta ha chahay apny ghar pe baith bhi kerna chahay to forex pe kaam ker sakta ha

                اب آن لائن

                Working...
                X