loss ka dar

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: loss ka dar

    forex mai agar hum kam karty howe fear feel kary gy to hamy loss ho jy ga or is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hamy ache learning hasial kar ky ache planing kar ky time table bana kar fresh mind ho ky kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: loss ka dar

      Ap se mukammal ittefaq karta hun loss aur profit kisi b business ka hissa hotay hain. Agar ham loss k dar se trade nahin karen gay to hamen profit b nahin ho ga aur jab profit he nahin ho ga to koi b kaam karnay ka koi fyda nahin hai. Lehaza sab se pehlay is dar ko khatm karna chahye aur calculated risk lenay ki adat dalni chahye ta k profit ho.
      • #18 Collapse

        Re: loss ka dar

        g nice post ap ki b kay loss ka dar h ap ko mager koi b business ho us may risk to layna padta hna bhai g ager ap forex may risk ni lo or loss sy darty rho gy to ap business man kesy bnao gy or acha trader essay kbi ni darna chaheay kay ap ko loss ho ga or ap ka acount wash ho jay ga essa kbi apny zahn may rakhna ok buss yahi sochna h kay ap ny kamyab hona ha or ak acha trader banna h
        • #19 Collapse

          Re: loss ka dar

          loss ka dar jab hamary mind mai ho to hum kam sahe sy nahi kar party or hamy loss ho jata hain or is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik bohat bara business hain hamy apny ander ky dar ko katem kar ky confidence ky sat kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy
          • #20 Collapse

            Re: loss ka dar

            forex mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain agar hum is mai tukky laga kar kam kary gy to hamy loss hi jy ga forex aik international business hain
            • #21 Collapse

              Re: loss ka dar

              ji haan kar aapne bilkul theek kaha hai agar mein Pakistan Forex Mein kaam karna hai to Hamein loss se bilkul bhi nahi Darna chahiye Agar Hum last se Karenge to Hamein Pakistan Forex Mein kaam karne ki koi Jagah nahi hogi hai isiliye hamein chahiye Hamen lovers se bilkul bhi nahi Darna chahiye Kyunki log Se Har Kisi Ko hota hai aur Hamein Bhi Hoga isiliye Hamein Pakistan Suresh mein bahut accha trade karna chahiye aur Apna loss bahut kam karna chahi thanks
              • #22 Collapse

                Re: loss ka dar

                dosto forex market game he fear and hope ki hai es liye hamein apnay fear ko jitna hosakay utna control karnay ki try karna chahye or ham jitna profit kamatay jayein gay hamein utni hope milti jay gi or hope fear ko khatam karti jati hai ,es liye slow slow apnay account ko build karna chahye.
                • #23 Collapse

                  Re: loss ka dar

                  Agr Ap Forex Business Ko Dar Dar kay karengy To Ap Kabhi Bhi Kamyab Nhi ho Paingy Apko Chahiye Kay Ap Apna Dar Khatam Kerain Taky Apko Achi Tarhan Samajh Aa jaye Or Ap Khoob mehnat kar kay Acha kaam kar Sakain Agr Ap Forex Business Ko Samajh nhi Skty to ap Mushkil Say Kaam Kar Paingy sabse phly apko Forex Business Ko Samajhna Parega Shukriya
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: loss ka dar

                    forex mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik world wide business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain yai kabe be band na hony wala business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X