loss ka dar

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss ka dar
    forex trading business mein profit aur loss business ka hisaa hy aur agr hum loss ka dar hy tu hum koi kaam bhi nhi kar saktay is liye sab se pahly is loss k dar ko khtam karna cahaiye aur loss bhi tab hi ho ga jab ap trading karain gay aur agr loss k dar se trading hi nhi kartay tu phr na loss ho ga aur na hi profit is liye loss k dar ko hum achi learning knewledge aur experience se khtam kar saktay han
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss ka dar

    forex market me trading karte waqt tha Mila Soniya Kadar nahi Rakhna chahiye aapko Maloom hona chahiye kitchen Hamare meet me gas hone ka debate Jayega To Khan Market Mein kamyabi Hasil nahi kar sakte.
    Market me trading Qatar Qatar Mela Sonika night make of nahi Rakhna chahiye aapko Maloom hona chahiye Joker market me trading karte hain to aapko accha opportunity.
    market Mein Auto Trading karne ke liye long term trading aapko accha opportunity avail karne ke liye Chahiye Hota Hai ke aap market Mein acche analysis kare.
    Hame loss hone Ka Dar Nahi hona chahiye Kyunki greed of Yeh dono ki emotional factors Hai Jeene ki wajah se Hume trading karte ho Karte bahut zyada losses ho Jate Hain.
    • #3 Collapse

      Re: loss ka dar

      Dear brother forex trading aik complicated business zroor ha lekin agr knowledge aur experience aur mehnat k sath kam kia jay to itna moshkil bhi naen ha trade shro krnay sa pehlay demo account pa achhi practice krni chayay agr apki practice achhi ho gi to ap easy ho k trading kren gay agr ap k zehn mn loss ka dr ho ga to ap achha faisla naen kr sken gay aur apko loss bhi ho jay ga
      • #4 Collapse

        Re: loss ka dar

        Dear friend koy bhi busnes ho as main gaha profet hota hy wahi par ap ko loss bhi hota hy as leye forex main hamen loss k dar say trading hi nahi karni chahye asa sahi nahi hy ao apny dil say dar ko dor karen aur tradig main kisi bhi tention k bageer kam karen asi main kameyabi hy
        • #5 Collapse

          Re: loss ka dar

          Dear loss or gain to hr business ma chlta rehta hai or forex trading business to hai hi bht riski es ma agr hmy loss hota hai to bht achi bt hai q k jb loss hoga to hm profit ki valuse smjh saken gy ap apni mistakes se learn kren gy or phr hm zayada mehnat kren gy ta k loss se bacha jaye.
          • #6 Collapse

            Re: loss ka dar

            ap yeh jan lo k jab ap forex mien kam kerty hien or ap es mien aa ker loss say darty hien to ap ko es mien bhut zayada nuqsan ho sakta hai or ap her bar es mien aa ker apna loss he karian gay es lye hamain forex mien aa ker loss say belkul bee na darna ho ga.
            • #7 Collapse

              Re: loss ka dar

              dar mind men bilkul Ni rkhna chaheye kyun k agar hmare Dil men kisi qisam ka dar ho ga to hum successful trading Ni kr sken ge loss to he kaam men hoty Han lekin agar hum in see seekhne shuru kr dyn to in ka dar hmare andar see khud he khatam ho jae ga aur hum apni trading ko successful aur profitable bna sken ge.
              • #8 Collapse

                Re: loss ka dar

                Forex trading business mein ye do hi option han profit aur loss aur forex trading business mein profit ho sakta hy tu loss bhi ho sakta hy is liye hum ko loss ka daar nhi rakhna cahaiye aur apni trading ko behtaar karna cahaiye aur learning knewledge aur experience hasil karna cahaiye takay hum loss se bach sakhen aur profit earn Karain
                • #9 Collapse

                  Re: loss ka dar

                  Daikho bro koi bhi kaam karo os mein risk to lazmii hota hay usi tarha forex mein bhi hay lekin humy lose ka dar bilkul bhi ni hona chahye q k ye to business ka hissa hay
                  • #10 Collapse

                    Re: loss ka dar

                    Dear ap bilkul sahi khe rhay hain ham agr loss ka dar rakty hain to Phir es tarha hame kamyabi nahi milti es liye hame kamyab honay k liye loss k dat ko khatam karna chahiye or forex trading ka zada sy zada knowledge lay k trading karni chahiye or loss ka nahi soch kar trading karni chahiye balky achi soch rak k trading kary
                    • #11 Collapse

                      Re: loss ka dar

                      LOss ka dar ek eysi cheez hai jo insan ko kabhi bhi agye nahi bharny deti kahwa wo koi bhi business he kyun na ho or forex main bhi yehi baat mainde main hoti hai ager hum loss kar gye to blanc kahatm ho jiye ga so ap ko chiye ka ap subh say pehly is dar ko apny under say khatm karyn tab he ap agye bhar piyn gye or bey fikar ho kar achi trading karyn
                      • #12 Collapse

                        Re: loss ka dar

                        G friend ap bilkul thk kah rahy han k humy chaya k apny andar say loss ka dar khatam kary phr hi humy achi say achi kamyabi mil sakhti ha is lea hum jab trade kary toh humy loss ss samjh kar trade ni karni chaya bilky kuch acha hi soch k trade karni chaya phr hi humy kamyabi hasil ho sakhti ha
                        • #13 Collapse

                          Re: loss ka dar

                          Pak forex trading sir g aik acha business ha or successful ha is me log boht hi soch bachar sy kam karty ha or achi achi post karty ha wo is ley ky agr hum acha kam nhi kary gy achi post nhi kary gy to un ko loss ka dar rahta ha
                          • #14 Collapse

                            Re: loss ka dar

                            Forex trading business mein profit aur loss business ka hisaa hy aur hum jab bhi trading karain tu loss ka dar nhi rakhna cahaiye aur loss k dar ko hum is traha hi khtam kar saktay han forex trading business ki learning knewledge aur experience hasil kar k agr forex trading business mein achi learning knewledge aur experience hy aur planning se trading kartay han tu loss k dar ko khtam kar saktay han aur achi trading kar k acha profit earn kar saktay han
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: loss ka dar

                              Dost forex mien jo b new trader ata h us ko loss ka dar bhoot zayda hota h q k un k pass experience ki kami hoti h aur wo ye na janty hien k wo as mien kiss tarah sy trade ker sakty hien as lyee jab b wo trade open kerte hien tu wo as mien bhoot zayda darte hien k un ko loss na ho jaye as lyee un ko sab sy pahle meri tarah demo account zaror use kerna hota h aur experience hasil kerna hota h.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X