Economic condition sae currency reflect kerti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Economic condition sae currency reflect kerti hai
    Forex mein currencies ki movement sae hi hum market mein trade kertay hain aur yeh currencies ki movement country ki economic condition ki wajah sae hoti hai aur agar aap iss mein thora sa interest lain tou hum market mein maujood countries ki economic condition ko samajh saktay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Economic condition sae currency reflect kerti hai

    Economic conditions ke upar currency reflect Karti Hai means to say kg scantury ki economic conditions weakness Kaise Kahoon to US market market main aap ko Maloom hona chahiye ke aap ki currency overall weakness Ka Shikar hoti hai.
    Hame chahiye ki hum Jab trading Kare to Hame accha opportunity avail karna chahiye.
    Market me trading karte waqt Mein long-term analysis karne chahiye aur aap ko Maloom hona chahiye Ke Jab Hum market me trading Karte Hain Tumhe accha apportunity Talash karna chahiye aur Market Mein Apne analysis karte rehna chahiye.
    • #3 Collapse

      Re: Economic condition sae currency reflect kerti hai

      Gee haan bhai brother kisi bhi mulk ki economic condition uss mulk ki currency per asar andaaz hoti hai yeni economy ki wajah sae hi uss mulk ki currency up aur down hoti hai aur phir hum forex mein issi kay hisab sae market mein trading kertay hain aur forex mein kamyabi kay lye world economic condition ko samnay rakhna zaroori hai
      • #4 Collapse

        Re: Economic condition sae currency reflect kerti hai

        Dear brother insta forex Kay chart may Jo currencies shamil hay os sab countries ke economic position buhut mazbooth hothi hay our os may buhut small changes hothay hay is liay hamay chaheay ke un currencies par trading karay jis may ziada uthaar chadaao na aatha ho
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Economic condition sae currency reflect kerti hai

          yeh bat theek hai k forex mien economic conditions ka bhut zayada asar hota hai in waja say market mien hamai hal chal nazar ati hai es lye hamain forex mien economic conditions ko dakhna zaror hota hai jab hum es mien aa ker in ko dakhty hien to hamain es ka bhut he zayada reward mil jata hai or hum earn bee ker lety hien.

          اب آن لائن

          Working...
          X