Bonus account per trading karny ka apna maza hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Bonus account per trading karny ka apna maza hai

    Pakistan Forex forum say hasil hony wala bonus b kafi mehnat kay baad he hasil hota hai aur traders ko chaiye ke woh iss ko apni investment samjh kar he trading mai use kiya karin. iss kay loss honay ke baad ham logon ke poray aik month ke mehnat b waste ho jate hai iss liye bonus account mai real investment samjh kar trading lazmi hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Bonus account per trading karny ka apna maza hai

      اصل پيغام ارسال کردہ از: abdulhadi پيغام ديکھيے
      Dear Friends, Pak Forex Forum per posts kar k jo bonus huamin milta hai is per trading karny ka apna maza hai..Bonus account per trading hum kisi loss ya account wash hony k khauf k baghair karty hain q keh humain pta hota hai keh agar loss a jaye ga Bharosa cover repair training karne ka Apna Maza Hai Yeh To Hai Jab Hum account maintain showroom mein bandhan Hameed ho jata hai lekin Aisa Bandhan image nahi aani chahiye Jyada Se Jyada mein nadani chahiye Inshallah kamyabi Hasil Hogi to dobara posting kar bonus bna lain gy..Real investment per hum khul kar trading nhi kar sakty hain
      ..Bonus account per trading hum kisi loss ya account wash hony k khauf k baghair karty hain q keh humain pta hota hai keh agar loss a jaye ga Bharosa cover repair training karne ka Apna Maza Hai Yeh To Hai Jab Hum account maintain showroom mein bandhan Hameed ho jata hai lekin Aisa Bandhan image nahi aani chahiye Jyada Se Jyada mein nadani chahiye Inshallah kamyabi Hasil Hogi
      • #18 Collapse

        Re: Bonus account per trading karny ka apna maza hai

        forex forum ka bonus members ku buhut ihtiyat say use kerna hota ha. kun k ic man members ki buhut mehnat lagi hoti ha. or ye chance baar bar nae aty life man. ic liye tamam members bonus pay earning ki koshish keryn.
        • #19 Collapse

          Re: Bonus account per trading karny ka apna maza hai

          Dear friend apka bat tick hai demo account practice karny ke liye knowledge our experience main kafi azafa hota hai. Jetna zayida Ho saky demo account par practice kary kio k experience main azafa hot hai.
          • #20 Collapse

            Re: Bonus account per trading karny ka apna maza hai

            hum forex mai live posting karty hain hum is mai sada urdu mai trading karty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt trading kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar sakty hain is mai hamara kooi boss nahi hota
            • #21 Collapse

              Re: Bonus account per trading karny ka apna maza hai

              bonus pay trading ka mzaa apna es liye hota hai kiyun hm real invest to nahi krty hain and bonus say trading krty hain or ham account pr confidence k sath trading krty hain kiyun k hmain yeh fikar nahi hoti k hmara loss hoga hmaray zehan main yahi hota hai k hmara real balance nahi bonus hai .
              • #22 Collapse

                Re: Bonus account per trading karny ka apna maza hai

                hello dear brother ap na sahi kaha bonus account pr trading krna ka ek apna hi maza hai or jb hum bonus account pr trade krta hai to humain loss hona ka koi dr ni hota or hum trade confidence sa kr sakta hai or humain koi dr rhi hota hai
                • #23 Collapse

                  Re: Bonus account per trading karny ka apna maza hai

                  ap ke bat koch had tak theak hye as forum se hum ko acha bouns melta hye as pr agr hum tradeing achi karte han to os se hum ko acha earn ho jata hye agr hum ko loss ho jata hye to as soch pr hum apna dil khfa nahi karte han ke phr se as pr posting kr ke phr se as pr acha bouns bana kr phr se apne tradeing hum start kar dain ge apne amount jab wish hote hye to dil bhohat khfa hota hye ye real bat hye
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Bonus account per trading karny ka apna maza hai

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: abdulhadi پيغام ديکھيے
                    Dear Friends, Pak Forex Forum per posts kar k jo bonus huamin milta hai is per trading karny ka apna maza hai..Bonus account per trading hum kisi loss ya account wash hony k khauf k baghair karty hain q keh humain pta hota hai keh agar loss a jaye ga to dobara posting kar bonus bna lain gy..Real investment per hum khul kar trading nhi kar sakty hain
                    Bonus account par trading karne ka maja isliye Aata Hai Kyunki usne bonus Se Jyada hota hai aur hum trading Karte Hain To vah Bhi Jyada kaun se karte hain isliye bonus account par trading ka Jyada maza aata hai

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X